Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

    Kia apko kabhi KHUD se nafrat hoi hai???
    Kia kabhi apko aisa laga k buhat se trials k baad bhi ap khud mai wo changes mehsoos nahii ho rahe jo ap lanaa chahte hain?
    Kia kabhi apnaa aap INFERIOR mehsoos hoa hai???

    Ye wo problem hai jiskaa ager waqt per cure naa hoo sakey to ye insaan k confidence per or aagey berhne waali her salaahiyyat per buhat gehra asaar dalta hai

    So plz do discuss!

    KHUSH RAHIYEE N MUSKUURAYYE!:salam:

    WASALAM
    Me Here

  • #2
    Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

    kafi sensetive question poacha tha aap ne shaid isi liye ab tak koi reply nahi mila...
    any ways hum aap ko jawab dete hain....
    hume hoi hai khud se nafrat...
    us waqt jub America, Iraq per bomb gira raha tha aur hum ek muslman hone ke naate bhi kuch na ker sake...
    hume us waqt bhi khud se nafrat hoi jub abu-gariib jail mein Americans officers zulm ki inteha ker rahe hain aur hum kuch nahi ker sake...
    hume aaj bhi khud se nafrat hoti hai jub hum tanha hote hain aur soachte hain keh hum itne kamzor kyun ho gaye hain keh koi humare deeni bhayon aur behnu ko aziyat mein hai aur hum kuch nahi ker sakte...
    hume aap ko bata nahi sakte aaj se theek 3 ya 4 maheene pehle humare yahan ke akhbar mein ek massoom bacche ki khoon se latdi tasweer chapi thi woh abu-gareeb jail mein li gai thi...
    us tasweer ko dekhne ke baad hum teen raat soo nahi sake the...
    aaj hum normal ho gaye hain...
    depression ke term se baher nikel aayen hain....
    lakin abhi bhi yeh sub type karte hoye humare sir ke pichle hisse mein dard ho raha hai...
    hum allah se dua kerte hain keh woh hume zalim ke zulm ke kheelaf awaz uthane aur us ka pur zoor ehtejaj karene ki taufeq de(aameen).

    Comment

    • #3
      Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

      Originally posted by ummid

      Ummid sis apka reply perh ker buhat khushi hoi

      Welldone sis!!!

      Thx 4 ur opinion
      KHUSH RAHIYYE!:phool:

      Comment

      • #4
        Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

        Originally posted by Me Here
        Ummid sis apka reply perh ker buhat khushi hoi

        Welldone sis!!!

        Thx 4 ur opinion
        KHUSH RAHIYYE!:phool:
        aap ne sahi kaha yeh bauhat natural cheez hai...
        humare saath problem yeh hai keh humarii ammi hume in sub baton mein zyada involve nahi hone deti...
        NEWS humari wajah se hi kum dekhi jati hai..
        akhbar bhi bhai kabhi kabhi le aate hain...
        hmmmmm...:cc:
        aur bauhat si baatein hai per jaane dijye..
        phir kabhi share karein ge..
        khush rahiye...:phool:

        Comment

        • #5
          Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

          Originally posted by ummid
          aap ne sahi kaha yeh bauhat natural cheez hai...
          humare saath problem yeh hai keh humarii ammi hume in sub baton mein zyada involve nahi hone deti...
          NEWS humari wajah se hi kum dekhi jati hai..
          akhbar bhi bhai kabhi kabhi le aate hain...
          hmmmmm...:cc:
          aur bauhat si baatein hai per jaane dijye..
          phir kabhi share karein ge..
          khush rahiye...:phool:
          u r seem 2 b very sensitive:)
          sis reality hamesha buhat harsh hooti hai...we've 2 face it
          or apko ik baat bataon......apko jis waja se khud se nafrat hooti hai is NAFRAT KO UTILIZE kerney ki koshish karin...Yahi NAFRAT buhat faiidemand hooti hai q k jab insaan khud se nafrat kerta hai to ye marhala uskey liye buhat takleef de hoota hai wo is condition se nikalna chahta hai or nikalta tab hai jab wo us cheez ko khatam karey jo nafrat ka baais baniii

          apki nafrat kerney ki wajaa apko buhat aagey le ker ja sakti hai to is NAFRAT ko UTILZE kijiye

          ok:)
          KHUSH RAHIYYE AP BHI!:phool: :rose :phool:

          Comment

          • #6
            Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

            Salam Me Here:rose

            Pahla Sawwal jahan tak hai k k kabhi apnay aa say nafrat mahsos hoi ho tu..................mara khyal hai k asa nahi hota .INSAN ko Is dunya mai jo sab say zada payyari chez hai wo uski apni ZAAT hoti hai...layhaza nafrat tu nahi wo ihsasaat kahay ja saktay hain wo had say zada mayusi ho sakti hai yani jab insan bohot mahsos ho tu asi feelings develop ho sakti hain..mostly asa hi ho sakta hai
            doosri surat kam logon mai pai jati hain...yani aaj kal loug khud ko galat samjnay ka sochtay b nahi...tu it happens once in hundred.so asay loug jo self analysis karain neutral ho k aor apnay galat kamoon par sharminda ho tu wahan nafrat ki stage a sakti hai laykan again yahan b disappointment hi root cause hai kiun-k ALlah SWT apnay banday k samandar jitnay gahray gunnah b muaaf karnay ka ZARF rakhta hai so yahan b nafrat actually mayousi hi hoti hai.........
            i personally think.........aor asi nafrat ka shakar mai muta_dad baar hoi houn yani i fell in deep disappointment ......now its clear now to me
            doosra question.jee haan 90% asa hi hita hai..USKI waja yahi hoti hai k ham pure soln ki taraf nahi jatay.yani galat rasta ikhtiyar kartay hain.aor galat rastay par sari umar chaltay rahain tab b manzil nahi milti........is mai koi b factor involve ho sakta hai galat guidance,parents ki tawaju ki kami,hamara galat society mai involve ho jana ..it depends on situation.so asi sorat mai ham mai changes mushkil say ati hain.......jasay
            UMAR BHAR LIKHTAY RAHAY PHIR B WARQ SADA RAHA
            JANAY KIA ILFAZ THAY JO HAM SAY TAHRER NA HOYe
            kuch asa hi hota hai so true guidance can b taken from QURAN,Muhammad S.A's life ,and ulama then We always get victory

            3rd question
            kabhi nahi
            mai kabhi b inferior ka VICTIM nahi bani.jab nasamj thi tab aor baat thi.ab sab kuch clear hai Subhay Roshan ki tara ......kabhi kabhi shaytan rasta dhundla karta hai magar thori dair baad phir sab set ho jata hai

            Wasalam
            Last edited by Say_lani; 17 March 2006, 12:50.
            Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
            ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

            Comment

            • #7
              Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

              Originally posted by Say_lani

              Walikum Assalam Say_lani

              Anways thx 4 ur detailed reply
              KHUSH RAHIYYE!:salam:

              Comment

              • #8
                Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

                :blush: yeh kaisa sawal hai,, kia jawab dayna zarori hai , well mujhay apnay aap say nafrat hai, because i know main bohot bura hoon.. ab kion ka jawab nahee hai :na:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9
                  Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                  :blush: yeh kaisa sawal hai,, kia jawab dayna zarori hai , well mujhay apnay aap say nafrat hai, because i know main bohot bura hoon.. ab kion ka jawab nahee hai :na:
                  confusing sawal hai ise liye buhat se views k bad replies kam hain:)
                  lakin i know zindagi mai koi ik stage aise hoti hain jab humin khud se nafrat hoti hai beshak zindagi mai ik baar hi q na ho per aisaa hoota hai......or buhat azziatnaak hooti hai wo stage
                  bhai wajaa bataa detey to humin thori knowlegde hi miil jaati:blush:
                  but ager nahi bataana chahte to bhi np.com:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

                    :rose
                    Attached Files
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

                      :thmbup: :thmbup: :thmbup:
                      buhat shukerya scorpion bhai mere is topic per itni roshni daalney k liye
                      i m very thankful 2 u:salam:
                      main :insha: tafseel sey aj hi koshish karon gi k apko reply ker doon......
                      per i m glad 2 read it all

                      KHUSH RAHIYYE!:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kia Kabhi Apne Aap Se Nafrat Hoi.....???

                        Walikum Assalam!

                        Ager khud sey nafrat is liye k hum MASHRIQ ki taraf hi rehna chahtey hain ya apni tehzeeb apna culture chorna nahi chahtey to ye nafrat q????

                        Majority is Authority
                        Per I always say DO WATEVER IS RITE EVEN IF IT IS MINOR

                        Burey logon se bhi nafrat nahi kerni chahiye q k ager hum un se nafrat Karin gey to unko ACCHAI ki taraf keesey lain gey??

                        Buhaat shukerya scorpion bhai itni detailed n clear discussion ka
                        Buhat khush rahiyee hamesha:thmbup:

                        WASALAM

                        Comment

                        Working...
                        X