Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
کیسا سلوک کیسا رویہ
Collapse
X
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Baniaz Khan View Post
ji .............. nahi ....
sooofiyana hargiz nahi hai
bal k ye bat koi yahoodi kahe ya koi bhi
bat agr quranic base hai tou phir Quranic hi kehlaye gi ...
sabit kary? is ko ya kesy Quranic hai
Ak Majzob Yeh Baat Keh reha Yah Koi Suni sunai baat nahii tarekhi Baat ha:(
Comment
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Dr Faustus View Postsabit kary? is ko ya kesy Quranic hai
Ak Majzob Yeh Baat Keh reha Yah Koi Suni sunai baat nahii tarekhi Baat ha
majzoob sy bhi tou suni gayee hai na :)
koshish krta hoon k
ye bat aap k ustad mohtarm ki hi Zuban sy aap k samny pesh kr doon lekin you tube on hony k bad search kru ga
Comment
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Baniaz Khan View Post
tareekhi bat ............. sunni sunae nahi hosakti kiya ..........
majzoob sy bhi tou suni gayee hai na :)
koshish krta hoon k
ye bat aap k ustad mohtarm ki hi Zuban sy aap k samny pesh kr doon lekin you tube on hony k bad search kru ga
Acha G..wesy youtube ko zehmat na day khud apnay ilfaz ma jawab day day ap to Quran
Roz parhtay MashAllah sa...:(
Comment
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Dr Faustus View PostAcha G..wesy youtube ko zehmat na day khud apnay ilfaz ma jawab day day ap to Quran
Roz parhtay MashAllah sa...
is k elawa ....
itna hi kahu ga k ... meri soch , ilm , likhna , bolna , aap k samny hai sab
usi par takya krty howe ye arz kia tha k ye quranic definition hai ....
baqi mae ksi ko ye nahi kehta k
khuda k liye meri bat ka yaqeen kro mae jhoot nahi bolta
aap k ustad e mohtram .... k mun sy bhi sabar aur shukar k hwaly sy
ye suna tha ... quranic base hai isi liye unka hawala bhi diya
pr huzoor muje lagta nahi hai k wo aap k ustad hein
Comment
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Baniaz Khan View Post
apny alfaz mae tou ... kafi dafa isi forum pr bhot c posts k jwab mae bata chuka hoon
is k elawa ....
itna hi kahu ga k ... meri soch , ilm , likhna , bolna , aap k samny hai sab
usi par takya krty howe ye arz kia tha k ye quranic definition hai ....
baqi mae ksi ko ye nahi kehta k
khuda k liye meri bat ka yaqeen kro mae jhoot nahi bolta
aap k ustad e mohtram .... k mun sy bhi sabar aur shukar k hwaly sy
ye suna tha ... quranic base hai isi liye unka hawala bhi diya
pr huzoor muje lagta nahi hai k wo aap k ustad hein
Jab jawab Nahii day saktay to Itna Garm to na Ho na Bhai jaan Ma na Quarni Hewaly Talab
Keay koi Gali koi Fohsh goi nahi ki..
baqi Ma Na bata deya Ab Mujhe zarort nahii ap ka samnay safoian aur saboot
paish karo ko hasan mary ustad..Mary nazdik Ya Ghair Zarori Ha Ma Na un ka
Nam ki Bisakhi kabi use ki na Bharkain Hanki..Ma Jo Hoon So Hoon :):(
Comment
-
Re: کیسا سلوک کیسا رویہ
Originally posted by Dr Faustus View PostJab jawab Nahii day saktay to Itna Garm to na Ho na Bhai jaan Ma na Quarni Hewaly Talab
Keay koi Gali koi Fohsh goi nahi ki..
baqi Ma Na bata deya Ab Mujhe zarort nahii ap ka samnay safoian aur saboot
paish karo ko hasan mary ustad..Mary nazdik Ya Ghair Zarori Ha Ma Na un ka
Nam ki Bisakhi kabi use ki na Bharkain Hanki..Ma Jo Hoon So Hoon :)
aap itna bhi nahi samjty sab jan bhoj kr bhi k jo muj sy talab krty ho ...
ussy in guzry howe or hazir nam nihad aalimo ny tou bigara hai
kabhi is pr koi tehreer likhi tou aap ko hawaly k sath pesh kroon ga..
or jahan tak bat hai ustad ki............... mene aap sy aik bat poochi thi aa ny jwab nahi diya
khud tou jesy chao bat ko ghuma lety ho ... ham zra c sharart bhi krin tou bharak uthty ho :)
bhaee wo agr aap k ustad hein .... tou phir is mae mind kiya krna ....
mene ye bhi poocha tha shayed k kia wo aap ko by name janty hien .... pr jwab nahi aya
aap k bary mae us sy poocha jaye tou pehchan lein gy .......... per jwab nahi aya
umeed hai ab bhi nahi any wala ....
kyo k
aap tou jo ho so ho
take it easy ...
Comment
Comment