Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا ہم سامنا کر سکیں گے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • کیا ہم سامنا کر سکیں گے

    اسلام وعلیکم

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

    اسلام علیک ردا بہن بہت عمدہ کالم شئر کیا آپ نے ویری نائس
    Last edited by aabi2cool; 24 May 2012, 00:25.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

      Hum main musalman ziada hein aur mooman kum. Koi faraq nahi paray ga is column se. Her koi apne nazriye, akaid ka itna pakka he k koi apni jagah se aik inchi bhi nahi sarkay ga.
      .
      Last edited by Mr. Sialkoty; 24 May 2012, 10:51.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

        Aik he baat he aur aik he asool he k insaan apne center of gravity se jitna door jaye ga us per gravitational force kum se kum hoti jaye gi. Quran Allah ka pegham he, hum loog isay sirf sawaab k liye aur murdon ko bakhshwanay k liye pertay hein. Allah ke pegham ke saath na'insaafi karein ge, isay samjein ge he nahi to falah kese paaein ge. Hamaray mazhab ko idealism, fantasy, aur kissay kahaniyoon ki alif laila tak mehdood ker dia gaya he. Hamari akeedat mandi jhoot se mashroot he. Ke hum jub tak Hazoor (SAW) ki shaan mein jub kaseeda perhain us mein hud darja mubalgha aarai na ker lein tub tak hamari akeedat he puri nahi. Jitnay bhi aalam hein, kissay kahaniyan sunaein ge, aap ko yeh kahein ge ke falaan soorah din mein itni baar perh ke pani main phoonk maar ki pi lo to falah mushkil khatam ho jaye gi. Shadi nahi hoti to itnay din falaan soorah ka wazeefa parhein to shadi ho jaye gi. Quran ko mushkul kussha aur nuskha'e'tib samaj lia gaya he. Ub kia zaroorat he loogon ko ke wo Quran ke asal manshaa ko samjein. Itnay short cut mil gaye hein k wo chand sooraton ka wird ker lein to jannat ke darwazay bhi un per khul jaein ge aur doozakh bhi un per haraam kar di jaye gi. Aur hakook ul abaad kia hotay hein, kisay perwah he. Jub aap kisi cheez ka wird ker ke jannat mein dakhil ho jao gay to Insaano per fazool mein apna time aur paisa barbaad karo. Ager yeh begairat loogon ko Quran ki taraf rajooh kerna sikha dein ya Quran kay nazool ka asal concept samja dein to yeh un ke apne he pait per laat maarne ke mutradif ho ga. Kahan se bunaein ge phir yeh mureed kese karein ge guzara. Quran hamara center of gravity he. Hum Quran se jitna door jaein ge utna he ziada firqoon mein batein ge. Aik choota sa concept he jo koi samajta nahi, koi samjata nahi
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

          yahan aik aur behes bhi shro ho sakti hai ...

          AlAZhar buht mash'hoor taleemi idara hai ... wahan per ksi khas maslak ko lai kar taleem nahin di jati ...Alazhar kay perhay hoye loag fakhriya andaaz mein apnay naam kay sath AlAzhari lagatay hain..... aur yeh ALazhari aap ko , sunni, shia, wahabi... her maslak mein mil jaien gay ... yeh wahan say jo perh kar aatay hain .. yahan aa kar woh taleem kiun nahin daitay....mujhay bhi is ki waja samajh nahin aati
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #6
            Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

            Originally posted by *Rida* View Post

            Dekhein sis baat yeh hay ke insaan ke ander kisi na kisi gooshay mein laalach to zaroor hota he. Quran ki taleem dena ya is ki targeeb dena bohat mushkil kaam nahi he. Lekin is market market mein dukaan usi ki chalay gi jo kisi distinction ke saath aata he. Jo kuch new le ker aata he, Jo apne aap ko doosray ulmaa se elehda ker k present kerta he. Asal kahani dukaan chalanay ki he sis, aur kuch nahi.
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

              Dekhein sis baat yeh hay ke insaan ke ander kisi na kisi gooshay mein laalach to zaroor hota he. Quran ki taleem dena ya is ki targeeb dena bohat mushkil kaam nahi he. Lekin is market market mein dukaan usi ki chalay gi jo kisi distinction ke saath aata he. Jo kuch new le ker aata he, Jo apne aap ko doosray ulmaa se elehda ker k present kerta he. Asal kahani dukaan chalanay ki he sis, aur kuch nahi.
              :thmbup:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: کیا ہم سامنا کر سکیں گے

                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment

                Working...
                X