Re: شہباز شریف کی شادی
Angrejee mein aik kahawat hai ke "Two wrongs never make one right"........humaray mulk mein aur syasat mein tou "Daakoo", "Lutairay" aur "ghadaar-e-watan" bhi hain iska matlab ye nahi ke kal mein aap ya Shehbaz "Sharif" daakoo, ghaddar waghair ban jayein aur ye daleel paish karain ke kya hua iss "hamam mein tou sab nangay hain".......
Originally posted by Pagal1
View Post

Comment