Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Banks ....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Banks ....!

    Assalamlaikum

    jesay kay ham aksar suntay chalye a rehay hian kay pakistan kay seyastad mulk ka pesa bahir kay mulkoo main bheej rehay hian ..jesay swiss bank waghera ..
    to me ko pouchna yeh hai kay un chand makshoss banks or countires main aisi kia baat hai ? aisi kia un ki policy hai kay seyasatdan unhi countries main hi pesa bhejtay hian ?
    pesa bhejna hi hai to dunia main or bhi buhat say mulk hain ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Banks ....!

    Wa Alaikum Aslam,

    Acha question he. Aik mukhtasir sa jawab dena chahoon ga.

    Swiss Bank Name Account ki bajaye numbered accounts allot kerta he yani un accounts ki identity naam ki bajaye number se hoti he. Yeh high security provide kerta he apne accounts holder ko aur un ki information ko proliferate nahi kerta jis ki waja se kisi bhi third party k through kisi bhi shakhs ke accounts ki traceability mumkin nahi. Sirf aur sirf Swiss Court ko he akhteyaar he k wo kisi bhi political / terrorist base per kisi k account ki information ki chaan been karay aur us ki information related authorities ko fraham karay. Jese Zardari Sahib ke swiss account ki information Pakistani govt ki request per Swiss Court k intervention k saath Pakistan ke Accountability Bureau ko provide ki gai thein jis ki bina per Money Laundering ka scene samnay aaya. It's a rare case aur is liye aaj bhi puri dunia Swiss Banks ko trustworthy samajti he aur dunia bhar k mafias, drug dealers, corrupt politics, money laundering k liye swiss banks ko safe heaven samajtay hein.
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Banks ....!

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      hmmmm
      yeh phir gunday gard logoo ka bank howa :lol: ..is main swiss govt ko kitn faida hai ? ..agar faida itna hota hai to baki mulkoo main is taraha kay Banks kio nahi banaye gay ?
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Banks ....!

        Originally posted by Aanchal View Post
        hmmmm
        yeh phir gunday gard logoo ka bank howa :lol: ..is main swiss govt ko kitn faida hai ? ..agar faida itna hota hai to baki mulkoo main is taraha kay Banks kio nahi banaye gay ?

        Kisi mulk ke bankari nazaam mazboot ho ge to us ki economy bhi mazboot ho gi, yeh interrelated cheezein hein. Dunia bhar ka banking system kisi na kisi tarah American banking system se integrated hein ya un per American policies kay under influence hein, wo influence political scenario mein bhi ho sakta he. Swiss bank apni is unique prototypical policy ki waja se worldwide famous he aur corruption ke paisay ki yeh safe heaven he. Is se is ke account holders ko bhi faida hota he aur swiss bankon ka faida to is mein hay he.
        :thmbup:

        Comment

        Working...
        X