Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

    Asalam o Alaikom....

    Aaaj Lahore main Tehreek e Insaff ki Tarekh ka sab say
    barraa jalssaa Munaqiid howa,
    Jalssaa Gaahh Main hazaaroo ki taddad main Tehreek e Insaf kay Karkan
    aorr Shehrii mojood thayJo Kon Bachaieyy ga Pakistan,IMran khan Imran Khan
    kayy Narrayy lagaa rahhay thaa,,,,,

    main Sirf itna Pochhna Chahhoo gaa,

    Kiaa Itna Bara jalsaa Kisi Siyasii Jammat Ki Maqboollliet ki aakhrii Dalleel
    karar dia ja sakta hai...?
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

    i think,,,,,,

    Tahir ul Qadrii kay b isiii Tarah kayy Barray Barray Jalssayy hottay hain aorr Mazzii
    main bhi iss Type kay Jalsooo ki Missallain mojood hain,magar Iss Type kay Jalsooo ko kisi b toorr
    parr Hatmii naii Qarar diaa jaa saktaa,Imran Khan nay apni political strenghth show ki but Hamaray political
    aor Fudel system ko samnnay rakhtay hoey mjhay nai lagta Tehreek e Insaff koi Khattairr Khaw kamyabii
    hasilll karr sakkay,,,,,
    Iss sab say Indirectly PPP ko faida Pohanchnaa hai,kisi b jammat ko wazzah aksriet hasill nai honi,phirr
    wahii makhllott Hakoommat,Dhairoo Wazzarrtin aorr Naam nIhadd Mafahhmmat ki Syassattt

    Comment

    • #3

      السلامُ علیکم ورحمتہ للہ
      سب سے پہلے تو عمران خان کی پارٹی اور اس کے حمائتی مبارکباد کے مستحق ہیں کہ آخر کار پندرہ سال میں وہ ایک قوت کے طور پر خود کو منوانے میں کامیاب ہوگئے
      اتنی بڑی جلسہ گاہ کو حکومتی مشینری کی مدد کے بغیر بھر لینا بہت اہم بات ہے
      اس سے مستقبل میں عمران واضح اکثریت تو نہیں لیکن بادشاہ گر والی پوزیشن حاصل کر سکتے ہیں۔
      جہاں تک بات رہی کہ یہ طاقت کا حتمی سرٹیفکیٹ ہے تو یہ مناسب نہیں کیونکہ عمران خان ابھی صرف اپنی ذات کے گرد لوگوں کو جمع کر سکے ہیں جب حلقے کی سطح پر الیکشن کے لئے ممبران کی ضرورت ہوگی تب معلوم ہوگا کہ وہ کن کن قوتوں سے سمجھوتہ کرتے ہیں اور کن کن افراد کو اپنی پارٹی میں شامل کرتے ہیں۔کیونکہ حتمی فیصلہ صرف بیلٹ کرے گا۔
      آپ اس قوت کے مظاہرے سے یہ کہہ سکتے ہیں کہ عمران اچھی بارگینگ کی پوزیشن میں آگئے ہیں
      :star1:

      Comment

      • #4

        Wa Alaikum Aslam,

        PTI ka jalsa kul saari parties k liye eye opener he. Koi jalsa shayad kisi party ki kamyaabi ki daleel na banay lekin aik cheez kul ke jelsay ne certify ker di wo yeh ke PTI seyaasi nakshay per ubarti hui bharpoor jamaat he. Ub doosri jamaaton ko isay lightly nahi lena chahiye.

        Imran khan ke kuch points bohat powerful aur wazeh thay jis mein America ko Afghanistan se bahir nikalne mein madad bina apne loogon per fooji operation, Patwari nazam ka khatma, zameenon ka computerized database, Thanedaaron ki election se bharti, economy ko behtar kerne k liye, pakistan ki dependency USA se khatam kerne k liye, pakistan ki ghairat ko barkaraar rakhnay k liye jo tajaveez dein aur overall jo us ki party ka manshoor he wo bohat aala he. Us mein imaandari bhi nazar aati he aur innovation bhi.

        Us ke jalsay mein kuch ghaltiyaan bhi thein kyoon ke us ki toopon ka moun PPP ki bajaye ziada tar Shareef brothers ki taraf raha jo mujay bohat biased laga. It smelled as if he got some personal grudge with Shareef brothers. PML-N ka jo 2 din pehlay jalsa hua tha us mein Shehbaz shareef ne bhi aik strong commitment show ki. Dono leaderaan (including Shehbaz Shreef aur Imran Khan) ki niyat pe koi shak nahi nazar aata. Jahan mein Imran khan ko pasand kertahoon wahan mein Shehbaz shareef ki deyanat'daari ka bhi kail hoon. Imran Khan ko kul ziada focus Govt. ko kerna chahiye tha, lekin us ne aam seyasatdaano ki tarah kuch gisay pitay comment bhi kiye jin mein bil'khasoos yeh tha "Zardari jese magarmachoon per yeh kia haath daalein ge jo macharoon ka kuch nahi bigaar paye". Aisay comments se PPP ko support mili isi liye un ke kisi MNA, MPA ya Senator ne koi bhi PTI ki jalsay pe comment nahi kia aur kul ka jalsa PTI aur PMLN ki larai sabit hua. Aisay biased comment se is ki shehsiyat per bura asar paray ga. Shehbaz shareef wazir-e-aala he aur wo apni capacity ke mutabik behtareen kaam ker raha he usay insaan he rehne dia jaye Khuda na banaya jaye.

        Kul ke jalsay mein bohat si cheezein wazeh huein. PTI aik seyaasi nakshay per ubarti hui jamaat he jo bohat jaldi doosri jamaaton ko kaantay daar takar de gi but conditions apply. Kyon k is k liye bhi abi PTI ko bohat mehnat kerni paray gi. Imran khan aur Mian Azhar ke ilawa koi bhi distinctive personality nahi he PTI mein jo PTI ka sub se bara setback he.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

          Originally posted by S.A.Z View Post

          Bhai,main aap ki Badsha garr walii batt say agree naii kartaa,Albata Achii barganing waliii
          position parr Zaroorr aa gaieyy hain,Abb kisi b political Party chahhay wo pml n hoo yaa
          PPP.....TIP ko underestimate naii karr sakkay giii....

          Pujnjab main barray barray king maker baithhay hain,jo itnii aassannii say Imrann khan
          ko Khull khaidnna nai dainn gayyy
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post

            aamir...

            Manshoorr Too sarii jamatoo kaa achaa haii magar implimentation koi v naii kartaa,Imran Khan
            say Mjhay aikk hi shikayyatt hai kehh Yehh Bandaa Barraayy Aoonchhay Aoonchhay Dawayy
            karta haii,aorr aksarr daikha giya hai keh oonchhay sooroo main bolnay wallay waqtt aannay
            parr Thuss hoo jattay hain....

            2nd Jiss tarahh Imran khan PML(n) parr tankeedd karta hai aisa lagta hai issay PML(n) sayy
            koi Zattii Purkhashhhh hai,..mjay darr haii agar Imran khan nayy apni Rawish tabdeell naa kii
            too indirect faidaa PPP ko pohanchay gaa aorr yehh PPP next 5 years phirr hamarrayy oopper
            Mussallat hoo jaieyy giiiii
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              i think,,,,,,

              Tahir ul Qadrii kay b isiii Tarah kayy Barray Barray Jalssayy hottay hain aorr Mazzii
              main bhi iss Type kay Jalsooo ki Missallain mojood hain,magar Iss Type kay Jalsooo ko kisi b toorr
              parr Hatmii naii Qarar diaa jaa saktaa,Imran Khan nay apni political strenghth show ki but Hamaray political
              aor Fudel system ko samnnay rakhtay hoey mjhay nai lagta Tehreek e Insaff koi Khattairr Khaw kamyabii
              hasilll karr sakkay,,,,,
              Iss sab say Indirectly PPP ko faida Pohanchnaa hai,kisi b jammat ko wazzah aksriet hasill nai honi,phirr
              wahii makhllott Hakoommat,Dhairoo Wazzarrtin aorr Naam nIhadd Mafahhmmat ki Syassattt

              Well Lahore jaisay shehr jo barso se ML(N) ka gharh raha hai mein itna crowd akkata karna waqai Khan sahab ki bohat bari kaamyabi hai........ jiss josh o kharosh ke saath logon ne jalsey mein hissa liya iss se to lagta hai ke PTI agley election mein ML(N) ko zair kar sakti hai.......

              aur PTI ki Punjab mein kaamyabi se sirf PPP ko hi nahi balke tamam choti barhi siyasi partiyon aur pakistani siyasat ko fayeda hoga.........Punjab ki monopoly khatam hojayegee......kyunke vote PTI , ML(N) aur PPP mein taqseem hojayega au yun koi bhi party yahan se akaili majority ban kar nahi ubray gi......maazi mein deknay mein aaya hai ke Punjab mein majority haasil karnay wali party ney mulk mein hakoomat banayee hai......chonke Punjab ki aabadi doosrey soobon ke muqabley mein bohat zyada hai lihaza yahan se jeetnay wali party apni manmani karti hai.....aur doosrey soobon se majority hasil karnay wali partiyon ke mandate ko radd karti aa rahi hai......jaisa ka Kala bagh dam ke maamley mein hua tha ......
              Soo i think ke PTI ka takht e lahore ke liye ML(N) ko takkar dena qoumi siyasat ke liye aik acha shagoon hai......
              مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

              Comment

              • #8
                Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Imran khan ke kuch points bohat powerful aur wazeh thay jis mein America ko Afghanistan se bahir nikalne mein madad bina apne loogon per fooji operation, Patwari nazam ka khatma, zameenon ka computerized database, Thanedaaron ki election se bharti, economy ko behtar kerne k liye, pakistan ki dependency USA se khatam kerne k liye, pakistan ki ghairat ko barkaraar rakhnay k liye jo tajaveez dein aur overall jo us ki party ka manshoor he wo bohat aala he. Us mein imaandari bhi nazar aati he aur innovation bhi.
                Mere bhai jaisai ke Sarfaraz bhai ney kaha points sabhi partiyon ke bohat strong hotay hain.......sabhi amreeka ki ghulami nahi maantay laiken baat wohi hai ke billi ke galey mein ghanti bandhey ga koun? Imran khan abhi sirf spectator hain jab khud khelney aayengay to pata chalega ke amreeki bouncers aur Al-qaida ke yorkers ko kaisay play kartay hain.......bahir bait kar batien karna bohat aasan hai aur grossy pitch per khelna alag baat hai.....unhone aik baat ye kahi thi ke woh har pakistani ko itna ooncha muqaam dengay ke woh khud par fakhar mehsoos karey ga........laiken khan sahab ne ye wazahat nahi ki ke aisa kaisay mumkin hoga.......kya unke paas koi jaadoo ki chiri hai.?...... Imran ka inqilab ka daawa muje waisa hi lagta hai jaisa ke MMA ne islam ka nara laga kar logon ko bewaqoof banaya tha.......after all PTI=good looking JI

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post

                Us ke jalsay mein kuch ghaltiyaan bhi thein kyoon ke us ki toopon ka moun PPP ki bajaye ziada tar Shareef brothers ki taraf raha jo mujay bohat biased laga. It smelled as if he got some personal grudge with Shareef brothers. PML-N ka jo 2 din pehlay jalsa hua tha us mein Shehbaz shareef ne bhi aik strong commitment show ki. Dono leaderaan (including Shehbaz Shreef aur Imran Khan) ki niyat pe koi shak nahi nazar aata. Jahan mein Imran khan ko pasand kertahoon wahan mein Shehbaz shareef ki deyanat'daari ka bhi kail hoon. Imran Khan ko kul ziada focus Govt. ko kerna chahiye tha, lekin us ne aam seyasatdaano ki tarah kuch gisay pitay comment bhi kiye jin mein bil'khasoos yeh tha "Zardari jese magarmachoon per yeh kia haath daalein ge jo macharoon ka kuch nahi bigaar paye". Aisay comments se PPP ko support mili isi liye un ke kisi MNA, MPA ya Senator ne koi bhi PTI ki jalsay pe comment nahi kia aur kul ka jalsa PTI aur PMLN ki larai sabit hua. Aisay biased comment se is ki shehsiyat per bura asar paray ga. Shehbaz shareef wazir-e-aala he aur wo apni capacity ke mutabik behtareen kaam ker raha he usay insaan he rehne dia jaye Khuda na banaya jaye.
                Khan sahab chonke Lahore mein jalsa kar rahay thay aur unhain ML(N) walon ne challenge kiya tha ke woh lahore mein itna bara jalsa nahi kar paayenge isliye khan sahab ki topon ka rukh unhi ki taraf raha .....unhone President sahab par bhi tanqeed ki......Laiken shayad woh Sharif Brothers ki psychy achi tarah jaan gaye hain.....tabhi to woh kehtay hain ke "Zardari jo hai waisa hi apney aap ko show karta hai.......Sharif brothers ki tarah Drama Baaz nahi hai".......doosri baat ye ke Punjab ke hukumran chonke sharif brothers hain isliye Imran ki tanqeed baja hai......inhone apne 3-4 saala dour mein punjab mein konsi shehd ki nehrey bahayee hain.....sach tou ye hai ke zyada tar khudkhusi ke cases ML(N) controlled Punjab mein hi paish aaye hain phir PPP par tanqeed kaisi? Pehley khud apni graiban mein jhaankain.......So i think Khan sahab ney bohat acha kiya ke inn logon ko inke awam ke saamney aayeena dikha diya........
                مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                Comment

                • #9
                  Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                  Originally posted by Dil Peshawari View Post

                  Well Lahore jaisay shehr jo barso se ML(N) ka gharh raha hai mein itna crowd akkata karna waqai Khan sahab ki bohat bari kaamyabi hai........ jiss josh o kharosh ke saath logon ne jalsey mein hissa liya iss se to lagta hai ke PTI agley election mein ML(N) ko zair kar sakti hai.......

                  aur PTI ki Punjab mein kaamyabi se sirf PPP ko hi nahi balke tamam choti barhi siyasi partiyon aur pakistani siyasat ko fayeda hoga.........Punjab ki monopoly khatam hojayegee......kyunke vote PTI , ML(N) aur PPP mein taqseem hojayega au yun koi bhi party yahan se akaili majority ban kar nahi ubray gi......maazi mein deknay mein aaya hai ke Punjab mein majority haasil karnay wali party ney mulk mein hakoomat banayee hai......chonke Punjab ki aabadi doosrey soobon ke muqabley mein bohat zyada hai lihaza yahan se jeetnay wali party apni manmani karti hai.....aur doosrey soobon se majority hasil karnay wali partiyon ke mandate ko radd karti aa rahi hai......jaisa ka Kala bagh dam ke maamley mein hua tha ......
                  Soo i think ke PTI ka takht e lahore ke liye ML(N) ko takkar dena qoumi siyasat ke liye aik acha shagoon hai......

                  Bro...
                  Lahore sab say pehllay PPP ka Garhh hota thaa uss kayy bad PLM n aorr abb PTI lahriounn
                  ki Himayyat ki Dawaayy darr hai jiss ka Pata election kay bad hi pata challay ga,
                  Punjab kay liey aap nay Lafzz Monoply aorr Aabbadii ki waja say Man manii walii batt kii hai,
                  i think yehh aapp nay Sara sarr Ziadtii kii hai,,Punjabb Nay Hamesha Chottay Sobooo kayy
                  lieyy Qurbaniyyan dii,,iss kaa Saboott 18 Tarmeem hai,Jiss main Punjabb nai Chottay
                  soboo kay liey Khasii qurbanii dii...
                  aorr electoral college main agar National Assembly main Punjab ki population ki
                  wajaa sayy Aksriett Hasill haii too Wahin Sainett main sabb Soboo koo Barabbar
                  Numaindgii Hasilll haii,,Iss lieyy yeh kehna kehh Punjab apni mann Mannii karta
                  haii ghalltt hooo gaa....
                  according to constitution of Pk,,Ko b Bill chhahhay woh maliyattiii hoo
                  yaa aainnii Tarmeem kaa,uss waqtt tak manzoor naii hota jab tak
                  Sentt sayy B manzoorii naa Hasill hoo jaieyy,,,

                  Too Bhaii Iss Tarhh ki Sobaiett kii Baatt karr kay mulk ko kamzoor
                  matt karain.PML,PPP,PTi sabb national level kii jammatain hain.aorr Pml n
                  ko Punjabb main Takkarr daina Bachoo kaa Khaill naii.Imran Khan ko abi
                  bht time laggay gaa,Aor punjab kay Fudel system kayy aaggay Imran Khan
                  ki aikk naii chalnnay walliii
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post

                    Bhai,main aap ki Badsha garr walii batt say agree naii kartaa,Albata Achii barganing waliii
                    position parr Zaroorr aa gaieyy hain,Abb kisi b political Party chahhay wo pml n hoo yaa
                    PPP.....TIP ko underestimate naii karr sakkay giii....

                    Pujnjab main barray barray king maker baithhay hain,jo itnii aassannii say Imrann khan
                    ko Khull khaidnna nai dainn gayyy
                    سلام بھائی
                    میری بات سے کچھ حد تک اتفاق کرنے کا شکریہ لیکن "گڑ کھا کر گلگلوں سے پرہیز نہ کریں"جو پارٹی اچھی بارگیننگ کی پوزیشن میں ہو تو عام فہم زبان میں اُسی کو بادشاہ
                    گر کہا جاتا ہے جیسے آجکل "ایم کیو ایم،پی ایم ایل کیو،یا اے این پی"جو بارگیننگ کی اچھی پوزیشن ہونے کی وجہ سے حکومتی کرسی کے پائے دان بنے ہوئے ہیں
                    پنجاب میں کیو لیگ کے علاوہ اور کوئی بادشاہ گر نہیں اور اس الیکشن میں اُس کا تمام شیرازہ بکھر جائے گا البتہ اگر اسلامی جماعتیں ایک پلیٹ فارم کے تحت الیکشن
                    میں شریک ہوسکیں تو پھر آپ کہہ سکتے ہیں کہ کوئی اور گروہ بھی بادشاہ گر بن سکتا ہے
                    اور عمران خان بھی خیبر پختونخواہ کی کرسیاں شامل کر کے وفاق میں پچیس تیس سیٹیں لے کر ایسی پوزیشن لے سکتا ہے ورنہ صرف پنجاب کی حکومت میں ایسی پوزیشن کے لئے ابھی اسے دو ہزار اٹھارہ کے الیکشن تک جدوجہد کرنا پڑے گی
                    :star1:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post

                      Bro...
                      Punjab kay liey aap nay Lafzz Monoply aorr Aabbadii ki waja say Man manii walii batt kii hai,
                      i think yehh aapp nay Sara sarr Ziadtii kii hai,,Punjabb Nay Hamesha Chottay Sobooo kayy
                      lieyy Qurbaniyyan dii,,iss kaa Saboott 18 Tarmeem hai,Jiss main Punjabb nai Chottay
                      soboo kay liey Khasii qurbanii dii...
                      aorr electoral college main agar National Assembly main Punjab ki population ki
                      wajaa sayy Aksriett Hasill haii too Wahin Sainett main sabb Soboo koo Barabbar
                      Numaindgii Hasilll haii,,Iss lieyy yeh kehna kehh Punjab apni mann Mannii karta
                      haii ghalltt hooo gaa....
                      according to constitution of Pk,,Ko b Bill chhahhay woh maliyattiii hoo
                      yaa aainnii Tarmeem kaa,uss waqtt tak manzoor naii hota jab tak
                      Sentt sayy B manzoorii naa Hasill hoo jaieyy,,,

                      Mere Bhai ye ek talakh haqeeqat hai.....i am sorry agar aap ko bura laga ho laiken ye sach hai.....aur meine iss sisliley mein aap ko missal bhi dee "Kalabagh dam issue" ki.........Punjab ne hamesha apni man mani ki hai.....1970 s ke election mein jab Butto sahib Punjab mein majority hasil kar gaye tou unhone Mashriqi bengalion ke har dil azeez rehnuma "Sheikh Mujeeb" ke mandate ko tukraya tha.....au apni manmani ki thi jiski waja se Pakistan apna aadha hiss ganwa beta.....PPP ke baad jabse ML(N) walon ko majority mili hai unhone bhi apni aksariat aur taqat par ghamand kartay hue choton soobon ke saath naarawa salook kiya hai......mulk ke teeno soobey KBD ko radd kar chuke hain leken ML(N) apni manmani kartey hue iss garhey murdey ko dobara zinda karna chahti hai aur jab kabhi inko mouqa milega tou ye logg aisa zaroor karaingay.....phir aap kiss constitution ki baat kartay ho??. ye logg agar itney hi constitution ki paasdaari kartay to kya Supreme Court par charh dorhtay?????? mere Bhai yahan constitution aur qaanoon koi nahi sirf Taaqat aur aksariat hi sab kuch hai......
                      Aur aap ne baat ki 18th amendment ki tou mein ye batata chalon ke 18th tarmeem sirf aur sirf President Zardari ki mehnat ka nateeja hai jo saari choti bari partiyon ko saath le kar chaley......agar iss mein doosri aur teesri baar PM bannay ki shart na hoti tou kya Nawaz sharif sahab maan jaatay???? yehi nawaz sharif thay jo issi pukhtunkhwa naam ke khilaaf thay yahan tak ke unki haleef aur pukhtunkhwa mein hukumran jumaat ANP ne 1997 mein assemblion se resign kiya tha.....laiken inke kaaan par jhuun nahi reengee thi .......aaj wohi Nawaz kaisay iss baat par amaada hue......?
                      18th amendment, NFC awards, Gilgit Baltistan waghaira Zardari sahab aur PPP ke diye gaye samarat hain na ke punjab ke....
                      I am sorry bhaya,,,,once again laiken yehi punjab ka maazi hai aur yehi sach hai.......
                      This is what Wikipedia says about Punjab when it comes to its dealings with small provinces:
                      "Punjab has low credibility and doubtful sincerity when it comes to fulfilling promises. It does not stop even if it has to break the constitutional guarantees (at least the current government of Punjab, which is of the Pakistan Muslim League (N)). Stopping of wheat supply at check posts for investigation is one such example (this is not allowed in the Constitution of Pakistan)".[citation needed].

                      مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                      Comment

                      • #12
                        Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post

                        Bro...

                        Too Bhaii Iss Tarhh ki Sobaiett kii Baatt karr kay mulk ko kamzoor
                        matt karain.PML,PPP,PTi sabb national level kii jammatain hain.aorr Pml n
                        ko Punjabb main Takkarr daina Bachoo kaa Khaill naii.Imran Khan ko abi
                        bht time laggay gaa,Aor punjab kay Fudel system kayy aaggay Imran Khan
                        ki aikk naii chalnnay walliii
                        Well dost meine jo kuch kaha woh Pakistani political history ko mad-e-nazar rakhtay hue kaha.....muje pata tha ke aap yahi kahaingay......agar aap meri baton Soobayiat se tashbeeh dengay tou meine bhi aapki baton ko tang nazri kehnay ka haq mehfooz rakhta hoon..........
                        Chalain aap ne soobayiat ki baat ki tou uski tashreeh karta chalon:
                        "Pakistan mein jab bhi kisi ne apney haqooq ya ki gayi naainsafi ki baat ki uss par Punjabi establishment ne "soobayiat" ka elzaam lagaya.......agar koi soobayiat ki baat karta hai tou uss mein kya nuqsaan hai? mulk ko kaisa nuqsaan hota hai.......humara padosi mulk India aik kaamyab jamhori mulk hai.....wahan har riyasat ka apna qaanoon, apney riwaj aur apni alag zubaan hai aur saari Textbooks unhi zuban mein hoti hai......"Kerala" ke logg apni qoumiat aur soobayiat ki waja se bohat mashahoor hain.....Saudia mein inn logon ki taidad kaafi zyada hai.....agar kisi ne Saudia mein inn logon ka mushahida kiya ho tou aap ko maloom hoga ke Kerala ka rehney wala aik Hindu Mumbai ke Hindu ko room-mate nahi banayega balke Kerala ke ek Musalman ko tarjeeh dega......issi tarah Kerala ka musalam delhi ke musalman ke bajayee Kerala ke Hindu ko dost banana pasand karega.......ye logg Hindi nahi jaantay laiken apni Zuban har jaga boltay hain Saudia mein innka Akhbar chalta hai......sirf Kerala hi nahi baaqi riyasaton mein bhi iss qism ki soobayiat paayee jaati hai.....laiken humm dekhtay hain ke jab bhi baat national interest ki aati hai tou sab mutahid aur muttafiq hotay hain.......laiken yahan paakistan mein chonke Punjabi establishment monopoly pe yaqeen rakhti hai isliye jo bhi apney soobay ya haqooq yaa zuban o saqafat ki baat karta hai ussey anti Pakistani qarar dia jaata hai aur ye farman jari kar dia jaata hai ke iss qism ki soobaayiat se mulk toot sakta hai......Pakistan koi Punjabi ka roza tou nahi ke choti choti baaton se toot jayega.......ye harbay aur tareeqey hain apney aapko hero bananay aur mukhalif ko zero karnay ke liye......Hum sab pakistani hain aur Pakistan ki baqa ke liye har shehri khoon bahata raha hai aur bahata rahega......laiken apney haqooq aur saath kiye gayi naa insaaafi par ehtijaaj karna har kisi ka jamhori aur aayeeni haq hai........."
                        مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                        Comment

                        • #13
                          Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                          Originally posted by Dil Peshawari View Post

                          Well Lahore jaisay shehr jo barso se ML(N) ka gharh raha hai mein itna crowd akkata karna waqai Khan sahab ki bohat bari kaamyabi hai........ jiss josh o kharosh ke saath logon ne jalsey mein hissa liya iss se to lagta hai ke PTI agley election mein ML(N) ko zair kar sakti hai.......

                          aur PTI ki Punjab mein kaamyabi se sirf PPP ko hi nahi balke tamam choti barhi siyasi partiyon aur pakistani siyasat ko fayeda hoga.........Punjab ki monopoly khatam hojayegee......kyunke vote PTI , ML(N) aur PPP mein taqseem hojayega au yun koi bhi party yahan se akaili majority ban kar nahi ubray gi......maazi mein deknay mein aaya hai ke Punjab mein majority haasil karnay wali party ney mulk mein hakoomat banayee hai......chonke Punjab ki aabadi doosrey soobon ke muqabley mein bohat zyada hai lihaza yahan se jeetnay wali party apni manmani karti hai.....aur doosrey soobon se majority hasil karnay wali partiyon ke mandate ko radd karti aa rahi hai......jaisa ka Kala bagh dam ke maamley mein hua tha ......
                          Soo i think ke PTI ka takht e lahore ke liye ML(N) ko takkar dena qoumi siyasat ke liye aik acha shagoon hai......
                          السلامُ علیکم جناب
                          سر جی بابر اعوان کی زبان آپ کے دہن مبارک میں بہت معیوب لگ رہی ہے"یہ تخت لاہور اُنہی کی اصطلاح ہے"اہل لاہور سے بابر اعوان کو تو جو گلے شکوے ہوں سو ہوں آپ کیوں ناراض ہیں
                          پی ٹی آئی اگلے الیکشن میں تو کیا اگلے سےاگلے الیکشن میں بھی "کلی طور پر " پی ایم ایل این کو زیر نہیں کر سکے گی مناسب پوزیشن شائد حاصل کر لے۔
                          پنجاب سے اکثریت حاصل کرنے والی اکثر پارٹیاں چھوٹے صوبے کی"صوبائی جماعتوں"کو ملا کر ہی حکومت بناتی ہیں اُنہیں کبھی بھی یکثر نظر انداز نہیں کیا جاتا چاہے وہ سندھ کی ایم کیو ایم ہو،خیبر پختونخواہ کی اے این پی ہو یا بلوچستان کی بی این پی ہو (یہ الگ بات کہ ان صوبوں کی حکومت میں شامل ہونے والی پارٹیاں وفاق سے تو فوائد حاصل کرتی رہیں لیکن اپنے صوبے میں خود کو زندہ رکھنے کے لئے صوبائت کا رونا رو کر اپنا ووٹ بنک مظبوط بنائے رکھیں ) اور فوائد کو اپنے ہی پارٹی کے مگر مچھوں میں تقسیم کرتی رہیں؟؟؟ کیونکہ یہی "زیادتی کا نعرہ"تو ان کی پارٹیوں کی رگوں کا خون ہے۔
                          ان چھوٹی چھوٹی بلیک میلر پارٹیوں سے پاکستان کی سیاست جب "دو پارٹی سسٹم"میں داخل ہوگی تبھی پاکستان کی سیاست سے کافی حد تک بہتر صورت حاصل کر سکے گی۔
                          کالا باغ ڈیم کے سلسلے میں کیا ہوا تھا مہربانی فرماکر تھوڑی سی وضاحت کریں گے؟؟؟؟کیا کسی صوبے کی مخالفت کے باوجود پنجاب سے اکثریت حاصل کرنے والی پارٹی نے کالا باغ ڈیم بنا ڈالا تھا؟؟؟؟؟
                          :star1:

                          Comment

                          • #14

                            Shehbaz ke One man show wali hakoomat ko Takht-e-lahore kehna munasif hoga........istelah jiss ne bhi banayee ho par hai bari zabardast.......:tasali:

                            aur Rahi baat PTI ki tou woh to waqt hi batayega ke oont kiss karwat badley ga......

                            Haan ye baat apki baja hai.....bari partian khud mein woh kashish aur qaabiliat paida karain ke logg inn chotey baqol aapke "blackmailer" partiyon ko bhooj jaayen.....Partian ikhtilaaf raaye se janam laiti hain na ke koi Aamir dictator banata hai inhain........
                            :lol
                            Dictator ke godd mein phalnay wali partian jo sakht waqt aanay par apney hi logon ko chorr kar Jidda ka rukh kar laitay hain se ye blackmailer partian achi hain.....corrupt aur blackmailer hi sahi kam se kam datt kar muqaabla tou karti hain.....

                            مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                            Comment

                            • #15
                              Re: Maqboollliet ki aakhrii Dalleel(تحریک انصاف)

                              Originally posted by Dil Peshawari View Post

                              Shehbaz ke One man show wali hakoomat ko Takht-e-lahore kehna munasif hoga........istelah jiss ne bhi banayee ho par hai bari zabardast.......:tasali:

                              aur Rahi baat PTI ki tou woh to waqt hi batayega ke oont kiss karwat badley ga......

                              Haan ye baat apki baja hai.....bari partian khud mein woh kashish aur qaabiliat paida karain ke logg inn chotey baqol aapke "blackmailer" partiyon ko bhooj jaayen.....Partian ikhtilaaf raaye se janam laiti hain na ke koi Aamir dictator banata hai inhain........
                              :lol
                              Dictator ke godd mein phalnay wali partian jo sakht waqt aanay par apney hi logon ko chorr kar Jidda ka rukh kar laitay hain se ye blackmailer partian achi hain.....corrupt aur blackmailer hi sahi kam se kam datt kar muqaabla tou karti hain.....

                              ہم پاکستانیوں کے ساتھ ایک یہ مسلہ بھی ہے کہ ہم کسی بھی حال میں خوش نہیں ہوتے وفاقی حکومت میں ہر پارٹی کے وزیر دندناتے ہوئے قومی خزانے سے اپنے اخراجات پورے کر رہے ہیں تو وہ غلط اور اگر پنجاب میں وزیروں کی فوج ظفر موج نہیں تو اُس پر بھی سیخ پاء؟؟؟اگر اے این پی ،یا ایم کیو ایم"کی صوبائی حکومتوں کے لئے کوئی "زو معنوی لفظ"نہیں استعمال کیا جاتا تو اہل لاہور کا کیا گناہ ہے؟؟؟؟
                              بیڑا غرق ہو اُس آمر کا جس نے ایک پارٹی کے ڈر کی وجہ سے غیر جماعتی الیکشن کروائے جس کی وجہ سے صوبائیت،علاقایت اور برادری ازم نے پاکستانی سیاست میں اپنے پنجے گاڑھ لئےاب وہ پارٹیاں اور اُن کے کرتا دھرتا کیا کسی پارٹی کو اپنے ہاں اتنی آسانی کے ساتھ داخل ہونے دیں گی کہ اُن کے"منہ کا نوالہ "چھن جائے؟؟؟اس کی بڑی مثال ایم کیو ایم ہے جو نہ عمران کو اور نہ "ن"لیگ کو کراچی میں داخل ہونے دیتی ہے بلکہ صوبائی دہشت گردی سے دفاتر کا جلاو گھراو اور مارپیٹ تک کرتی ہے
                              پی ٹی آئی کو میں بھی یکسر مسترد نہیں کر رہا لیکن جس طرح آپ کہہ رہے ہیں کہ پی ایم ایل کو زیر کر لے گی اُس کے لئے عرض ہے کہ ا(پی ٹی آئی)کوا بھی عمر گزارنی ہوگی اس دشت کی سیاہی میں
                              :star1:

                              Comment

                              Working...
                              X