Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

    Click image for larger version

Name:	naji.gif
Views:	1
Size:	153.8 KB
ID:	2486597

  • #2
    Re: قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

    Jhoot or mughaltoon par mabni aik man'ghaRat kahanii...

    kuch points ki wazahat karon gi yahan in short..

    Qaddafi kabhi bhi Alqa'ida ka supporter nahi tha...or is baat k saboot mai shayad 2/3 misalein hi kafi hoon..Sheikh Abul'Laith al leebi**..Sheikh Abdul'Hakeem balhaaj**...is k alawa Abu'slaim jail ka saniha** kafi hai...
    so ye baat k qaddafi ne kabhi in ko Libya mai jagah dii...sarasar jhoot hai...

    doosra ye k Jo kaha gaya k aslehey ki supply shuru hogayi or ban'ghazi par qabza pa liya gaya...tu again wrong...kahani kuch youn thi k Ban'ghazi mai jub protests start howey tu wahan aik building thi "Al-Kateeba" jo k qaddafi regime ki thi..us mai buhut sarey fouji or aslahey ka bhar'maar tha..log us k saamney waley road par guzartey tu snipers un ko shoot kar detey..den janazey bhi usi road se guzra kartey un ko bhi na chorra jata...probably 3 din bad aik nau'jawan ne apney ghar se Gas cylinder liya n kisi tarah se "Kateeba" k gate tuk pohonch kar usey tabah kiya like "Fidayi hamla" den jub gate khula people entered or wahan se aslaha liya n ban'ghazi ko clear kar liya gaya...us k baad bahir se support milli...

    n jahan is baat ka zikar howa k Qaddafi ne kaha k Alqa'ida k ghundey baghawat kar rahey hain...wahiin mai samjhti hoon insaaf ka taqaza ye hai k Qaddafi ki ye baat bhi likhi jati k "Agar mai na raha tu Israel ko buhut khatra hoga"..

    Qaddafi ne narey buhut lagaye they...jaisey aik zamaney mai nikal kar kehney laga k Switzerland k khilaaf Jihad karna hai..sub log barrey khush howey...kyunki us ne jihad ki wajah barri achi batayi thi..solid reason..Switzerland ki government masajid ko mismaar karti hai...par us k baad us ne jihad shuru kiya nai..kyun?? jantey hain...becuz us ka masla hul hogaya tha...n masla ye tha k us k baitey Sa'idi k khilaaf swiss government ne warrant jari kiya tha..wahan k qawaneen torrney k ilzaam mai...jub masla solve hogaya tu jihad ka jazba bhi khatam hogaya...

    so ye bunda bolta kuch tha or karta kuch...meri request hai k is k zahri aqwaal par na jayein balkey us k afa'al dekhein...plz...
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

      itna kese perhein:(

      Comment

      • #4

        Originally posted by baniazkhan View Post
        [ATTACH=CONFIG]98198[/ATTACH]
        100 percent agree,,,,

        sab kuch aisayy hii naii hoo gaiyaa,Chand aik Baghii Uthhayy aoorr Porray mulk
        parr Qabizz hoo gaieyy,,,sab aik Long term planning ka nateejaa hai.

        jahan Zaroorat partii hai yeh Mujahidin american Proxy warr kayy liey use hotay hain,
        80 ki Dahhai main yehi Mujahdidin kehlaiey aor after 9/11 yehii Qabil e sazaaa,aoor
        abb jab USA ko Libiya main inn kii zaroorrat parii too again nawazaa ja raha haii
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment

        • #5
          Re: قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

          Originally posted by ahsaas View Post
          itna kese perhein:(
          aankhoo sayy.....
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
            Jhoot or mughaltoon par mabni aik man'ghaRat kahanii...

            kuch points ki wazahat karon gi yahan in short..

            Qaddafi kabhi bhi Alqa'ida ka supporter nahi tha...or is baat k saboot mai shayad 2/3 misalein hi kafi hoon..Sheikh Abul'Laith al leebi**..Sheikh Abdul'Hakeem balhaaj**...is k alawa Abu'slaim jail ka saniha** kafi hai...
            so ye baat k qaddafi ne kabhi in ko Libya mai jagah dii...sarasar jhoot hai...

            doosra ye k Jo kaha gaya k aslehey ki supply shuru hogayi or ban'ghazi par qabza pa liya gaya...tu again wrong...kahani kuch youn thi k Ban'ghazi mai jub protests start howey tu wahan aik building thi "Al-Kateeba" jo k qaddafi regime ki thi..us mai buhut sarey fouji or aslahey ka bhar'maar tha..log us k saamney waley road par guzartey tu snipers un ko shoot kar detey..den janazey bhi usi road se guzra kartey un ko bhi na chorra jata...probably 3 din bad aik nau'jawan ne apney ghar se Gas cylinder liya n kisi tarah se "Kateeba" k gate tuk pohonch kar usey tabah kiya like "Fidayi hamla" den jub gate khula people entered or wahan se aslaha liya n ban'ghazi ko clear kar liya gaya...us k baad bahir se support milli...

            n jahan is baat ka zikar howa k Qaddafi ne kaha k Alqa'ida k ghundey baghawat kar rahey hain...wahiin mai samjhti hoon insaaf ka taqaza ye hai k Qaddafi ki ye baat bhi likhi jati k "Agar mai na raha tu Israel ko buhut khatra hoga"..

            Qaddafi ne narey buhut lagaye they...jaisey aik zamaney mai nikal kar kehney laga k Switzerland k khilaaf Jihad karna hai..sub log barrey khush howey...kyunki us ne jihad ki wajah barri achi batayi thi..solid reason..Switzerland ki government masajid ko mismaar karti hai...par us k baad us ne jihad shuru kiya nai..kyun?? jantey hain...becuz us ka masla hul hogaya tha...n masla ye tha k us k baitey Sa'idi k khilaaf swiss government ne warrant jari kiya tha..wahan k qawaneen torrney k ilzaam mai...jub masla solve hogaya tu jihad ka jazba bhi khatam hogaya...

            so ye bunda bolta kuch tha or karta kuch...meri request hai k is k zahri aqwaal par na jayein balkey us k afa'al dekhein...plz...
            itna simple b naii jaisay aap bian kar raii hain kehh Aslehh Liaa aoorr tain tainn fish....

            baghioun or mujahidien kay liey Rasttay aisay hi clear nai hoey,USA and NATO air craft use
            hoey,aorr aap mj say behtar samjhtii hoo gi kehh iss Type ki Air strikes baghair
            Coperation kay nai ki jatii,iss kay lieyy Ground Fighters aorr Air Strikers kay mabain
            ham aahangii hotii hai,aik stretagy bantii hai tab hi Ahdaff hasill kieyy jattay hain..

            USA role iss saray scene main khattakk rahaa haiii
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: قذافی کے حوالے سے ایک کالم ذرا غور فرمائیے

              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
              Jhoot or mughaltoon par mabni aik man'ghaRat kahanii...

              kuch points ki wazahat karon gi yahan in short..

              Qaddafi kabhi bhi Alqa'ida ka supporter nahi tha...or is baat k saboot mai shayad 2/3 misalein hi kafi hoon..Sheikh Abul'Laith al leebi**..Sheikh Abdul'Hakeem balhaaj**...is k alawa Abu'slaim jail ka saniha** kafi hai...
              so ye baat k qaddafi ne kabhi in ko Libya mai jagah dii...sarasar jhoot hai...

              doosra ye k Jo kaha gaya k aslehey ki supply shuru hogayi or ban'ghazi par qabza pa liya gaya...tu again wrong...kahani kuch youn thi k Ban'ghazi mai jub protests start howey tu wahan aik building thi "Al-Kateeba" jo k qaddafi regime ki thi..us mai buhut sarey fouji or aslahey ka bhar'maar tha..log us k saamney waley road par guzartey tu snipers un ko shoot kar detey..den janazey bhi usi road se guzra kartey un ko bhi na chorra jata...probably 3 din bad aik nau'jawan ne apney ghar se Gas cylinder liya n kisi tarah se "Kateeba" k gate tuk pohonch kar usey tabah kiya like "Fidayi hamla" den jub gate khula people entered or wahan se aslaha liya n ban'ghazi ko clear kar liya gaya...us k baad bahir se support milli...

              n jahan is baat ka zikar howa k Qaddafi ne kaha k Alqa'ida k ghundey baghawat kar rahey hain...wahiin mai samjhti hoon insaaf ka taqaza ye hai k Qaddafi ki ye baat bhi likhi jati k "Agar mai na raha tu Israel ko buhut khatra hoga"..

              Qaddafi ne narey buhut lagaye they...jaisey aik zamaney mai nikal kar kehney laga k Switzerland k khilaaf Jihad karna hai..sub log barrey khush howey...kyunki us ne jihad ki wajah barri achi batayi thi..solid reason..Switzerland ki government masajid ko mismaar karti hai...par us k baad us ne jihad shuru kiya nai..kyun?? jantey hain...becuz us ka masla hul hogaya tha...n masla ye tha k us k baitey Sa'idi k khilaaf swiss government ne warrant jari kiya tha..wahan k qawaneen torrney k ilzaam mai...jub masla solve hogaya tu jihad ka jazba bhi khatam hogaya...

              so ye bunda bolta kuch tha or karta kuch...meri request hai k is k zahri aqwaal par na jayein balkey us k afa'al dekhein...plz...
              مس رانیہ آپ نے جو کچھ بھی کہا ہے مجھے اس سے کوئی اختلاف نہیں اس سے اختلاف کرنے کے لیے اور بہت ہیں جو ان جملوں کی گہرائی میں*مجھ سے بہتر طریقے سے جاسکتے ہیں۔

              میں آپ کی توجہ صرف آپ کی پیش کردہ لاسٹ لائن کی طرف دلانا چاہتا ہوں جس میں آپ نے کہا کہ اس کے ظاہری اقوال یا ظاہر نہ دیکھیں بلکہ اس کے افعال کو پیش نظر رکھیں

              اس ایک لائن کے حوالے سے صرف اتنا کہوں گا کہ میں آپ کے پرانے زخم نہیں*چھیڑنا چاہتا پر کسی زمانے میں* ایک اور مسلمانوں کی ہر دلعزیز ہستی کے بارے میں جب یہی بات میں نے کی تھی تو آپ نے اس کو ماننے سے انکار کردیا تھا یہ آپ کا پیش کردہ جملہ ہے جس پر خود آپ کا ہی عمل نہیں۔

              Comment

              Working...
              X