Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Libya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Libya

    Asalam o alaikom....

    aajj yehh column Nigahh sayy Guzarraa,socha aap kay sath b share kia jaie,parhh
    karr raieyy ka Izharr zaroor kijieyy gaa...
    Attached Files
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Liybiya

    jis ka haath aag mai ho us k dard ka ehsaas usey nai hosakta jis ka haath paani mai ho....jis jagah aag lagi ho jalan bhi wohin hoti hai......
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: Liybiya

      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

      Aik baat bolon. Tumhari sooch bhi kafi hud tak biased he aur in loogon ki bhi jo Qazafi ke haq mein bool rahay hein. Black & White ki bunyaad per ager aap cases ko dekho gay to aap aik rational analysis bilkul bhi nahi ker sako gay.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Liybiya

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post

        G bolye bilkul bolye...ap ko mana kar sakti hoon??:d
        tu lala g ap hi batayen kaisey dekhon mai is matter ko..???
        ye log us ki tareef kar rahey hain...theek hai...no problem...kartey hain tu karein..kuch kuch cheezein kabhi us bandey ki sahee ho bhi jati thein....but jub us k muqabil mai Rebbelions ko ghalat qarar de rahey hian...Nato k agents keh rahey hain....tu ye baat qabool nahii....bilkul bhi nahii
        .......................!!!!!

        Comment

        • #5
          Re: Liybiya

          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
          jis ka haath aag mai ho us k dard ka ehsaas usey nai hosakta jis ka haath paani mai ho....jis jagah aag lagi ho jalan bhi wohin hoti hai......
          yeh columnist ka point thaa....

          Iss Batt sayy Qataa nazzarr keh Kon sahii aorr kon ghallat hai,Jo howa Ghallt howa.
          Sab say pehllay Qazzafii koo Khoodd Puraman toor par Iqtadar Choor dainaa
          chahieyy thaa,uss nay naii kia,uss kay Bad Rebillionss nay jo USA and NATO ki pusht
          panahii say joo kuch kia ussayy b justify nai kia ja saktaaaa

          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Liybiya

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
            G bolye bilkul bolye...ap ko mana kar sakti hoon??:d
            tu lala g ap hi batayen kaisey dekhon mai is matter ko..???
            ye log us ki tareef kar rahey hain...theek hai...no problem...kartey hain tu karein..kuch kuch cheezein kabhi us bandey ki sahee ho bhi jati thein....but jub us k muqabil mai Rebbelions ko ghalat qarar de rahey hian...Nato k agents keh rahey hain....tu ye baat qabool nahii....bilkul bhi nahii

            chooti chooti baaton ko clear ker ke aagay berhoon ga. tum msn pe aana wahan detail mein discuss karon ga. Aik sequence ke saath yahan express kerna mushkil lag raha he, bulke mood nahi ban raha
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Liybiya

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              chooti chooti baaton ko clear ker ke aagay berhoon ga. tum msn pe aana wahan detail mein discuss karon ga. Aik sequence ke saath yahan express kerna mushkil lag raha he, bulke mood nahi ban raha
              msn merey liye mushkil hojata hai....yahan bhi aa nai pati...:'(
              .......................!!!!!

              Comment

              • #8
                Re: Liybiya

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                chooti chooti baaton ko clear ker ke aagay berhoon ga. tum msn pe aana wahan detail mein discuss karon ga. Aik sequence ke saath yahan express kerna mushkil lag raha he, bulke mood nahi ban raha

                MSN per tum SIRF apna nuqta-e-nazar pesh karo gey aur ussi ko justify karney ki koshish karo gey - zara hamein bhi to btao keh tum kya soch rakhtey ho :tasali: :tasali:
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                Working...
                X