Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kya Waqt Aan Pohanche he? - Orya Maqbool Jaan
Collapse
X
-
Re: Kya Waqt Aan Pohanche he? - Orya Maqbool Jaan
Salam,
Media:
Media propaganda sey jhoot ko sach or sach ko jhoot bohot araam sey dikhaya jata hai. Haqeeqat hai, lekin heyrani jaisey Orya Maqbool jaan ney apney column mey bhi point out ki k Haq ki awaz buland kerney waley log kam sey kam hotey chaley ja rahey hein.
End of times:
Ye saari nishaniyan sach hotey huye dekh ker insaan itna khuafzada ho jata hai. Mey pehley bohot dua kerti thi k halaat theek ho jayein lekin guzartey huye waqt k sath or jo badaltey huye halaat ham dekhtey hein tau mey ab halaat theek kerney ki dua nahi kerti hun, it replaced by "Ya Rab her aik ki hifazat farmana"
Allah subahan wa'tala ham sab ko apney AMaan mey rakhey or her tarah k dajjali fitno sey dur rakhey Ameen." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Kya Waqt Aan Pohanche he? - Orya Maqbool Jaan
Originally posted by Z. View PostSalam,
Media:
Media propaganda sey jhoot ko sach or sach ko jhoot bohot araam sey dikhaya jata hai. Haqeeqat hai, lekin heyrani jaisey Orya Maqbool jaan ney apney column mey bhi point out ki k Haq ki awaz buland kerney waley log kam sey kam hotey chaley ja rahey hein.
End of times:
Ye saari nishaniyan sach hotey huye dekh ker insaan itna khuafzada ho jata hai. Mey pehley bohot dua kerti thi k halaat theek ho jayein lekin guzartey huye waqt k sath or jo badaltey huye halaat ham dekhtey hein tau mey ab halaat theek kerney ki dua nahi kerti hun, it replaced by "Ya Rab her aik ki hifazat farmana"
Allah subahan wa'tala ham sab ko apney AMaan mey rakhey or her tarah k dajjali fitno sey dur rakhey Ameen.sigpic
Comment
Comment