Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

  • #2
    Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

    nice sharing
    yahi baat jab hum kartte hai to hame tassub parast
    aur najana kin kin laqabat se nawaza jaatahai
    http://www.youtube.com/watch?v=dUM5d3mbmlw

    Comment


    • #3
      Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

      ham apni ghulamana soch sy abi tak azad nai hoye... baki aik khita-e-zameen py azadi sy dosron k ghar ujar sakty hein itni azadi tu hy...
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

        Originally posted by sohail khan View Post
        nice sharing
        yahi baat jab hum kartte hai to hame tassub parast
        aur najana kin kin laqabat se nawaza jaatahai
        http://www.youtube.com/watch?v=dUM5d3mbmlw
        agar hum tasub say bala-tar bat karain tu koi waja nahi humay koi tasub pasand khyii
        zaban say aur sobiat say oncha hokar sochna chyiii
        wo khawat tu suni hogi akili lakri asani say tot jati hay...
        thank you very much:rose
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

          Jamil bhai, salaam arz hai. Yeh article jo aap ne post kee hai, achha article hai. Is mein kuch ishaarein hai jo haqeeqat hai aur mai un haqaayeq se muwafiq hoon. Magar is ka andaaz kuch ek tarfa sa hai aur mai is article ka doosra taraf pesh karna chaahta hoon. Yeh mai qobool karta hoon ke hum ko kisi ka ghulami nahin karna chaahiye magar article mein kyon America ki ghulami ki baat hai magar Arab, Chechan, Afghan, Uzbak wa ghaira shaddat pasadon ki ghulami ki baare mein kuch bhee nahin likha hai. Kya yeh is lye hai ke woh hamaare muslmaan bhai hai. Agar yeh baat hai to mere zehn mein kuch sawaalaat hai jo mai poochhna chaahta hoon. Kya koi mujhe bata sakta hai ke kaun sa qism ka muslmaan bhai apne bhaaiyon aur behnon ko bazaaron aur masjidon mein khudkush dhamaakein karwa kar shaheed karta hai? Kaun sa qism ka muslmaan bhai apne bhaiyon ki salaamti ka fikr na karte hue ek hospital ke doctoron ko maarne ki dhamkiyan deta hai? Kaun sa qism ka muslmaan bhai apne muslmaan behen ko khudkush hamla karne ke lye bechta hai? Article mein 16 lakh shaheedon ki qurbaani ki baare mein zaroor zikr hua hai magar us 35000 ka kya hua jo pichle 9 saalon mein shaddat pasandon ki hamlon mein shaheed ho gaye? Article mein drone hamlon ki baat to hai magar khudkush dhamaakon ka koi zikr hee nahin. Bhai, ungli uthaana hai, uthau magar apne taraf dekhne ki baad. Bas abhee ke lye mujhe itna hee kehna tha. Walsalaam.

          Comment


          • #6
            Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

            Originally posted by Jamil Akhter View Post
            agar hum tasub say bala-tar bat karain tu koi waja nahi humay koi tasub pasand khyii
            zaban say aur sobiat say oncha hokar sochna chyiii
            wo khawat tu suni hogi akili lakri asani say tot jati hay...
            thank you very much:rose
            is tarah ki batain sirf kehne k liye achi lagti hai
            baaqi aap bhi janate hai k har shakhas
            pehle apna sochta hai baad me dosro ka

            Comment


            • #7
              Re: کیا ہم واقئ آزاد ہیں؟

              ہم قوم نہیں جھنڈ ہیں
              اور نصب العین قوموں کے ہوا کرتے ہیں بھیڑ بکریوں کے نہیں
              لہذا جتنے مرضی لمبے آرٹیکلز لکھ لیں پڑھ لیں ہم نہیں سدھرنے والے
              ابھی کل ہی میں ایک ٹریفک اشارے کی پابندی کے لئے دوسری جانب ٹریفک نہ ہونے کے باوجود کھڑا رہا تو میرے پیچھے والوں نے ہارن دے دے کر آسمان سر پر اُٹھا لیا
              :star1:

              Comment

              Working...
              X