Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

    Acha Topic he BaNiaz Behan
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

      Assalaam-O-alaikum

      Bohat hi khoobsurat andaaz main likhi gayii yeh tehreer waqayi qabil-e-tehseen hay.

      ISLAM nay jo muqaam auraat ko diya hay waisa muqaam kisi aur mazhab main nahin..... Aurat ko behan, biwi, maa jaisay martaboon per faiz kia..... humaray maashray per nazar douRaiyain tou iss tarah kay imtiaaz jahan laRkoon ko tarjeeh dee jaati hay bohat aam hain aur yeh humaray mashray kay ilaawa humaray apnay gharoon main bhi dekhnay ko miltay hain....! Hum yeh tou chahtay hain kay bachay a'ala taleem haasil karain, magar jab baita kisi laRki ko CLASS FELLOW keh kar introduce karay tou issay advance and educated maashra kaha jaata hay aur ussi college main paRhnay waali usski behan kisi laRkay ko apna class fellow keh kar introduce karay tou laRki ko BADTAMEEZ, BADTEHZEEB aur naa jaanay kitnay hi giray huway alqabaat say nawaaza jaata hay!!!

      ALLAH SWT nay aurat ko takhleeq kar kay maashray per aik REHMAT naazil ki hay aur yeh rehmat ko hum nay izzat say mehroom kardiya hay, main itna kahoon ga kay AURAT ka ehtiraam uss ki izzat aur uss ka wajood hum sab kay liye qabil-e-ehtraam hay aur ALLAH SWT ka laakh shukar hay kay uss nay iss REHMAT say insaaniyat ko nawaaza.

      Fi amaan ALLAH
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Acha Topic he BaNiaz Behan

        Comment

        • #19
          Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

          Originally posted by thefire1 View Post

          سب سے پہلے تو معذرت چاہتا ہوں جناب فائر صاحب
          کہ اتنی دیر سے آپ کا ریپلائی پڑھا
          حوصلہ افزائی کے لیے ممنون ہوں جناب
          یہی تو ہمارا سوال ہے جیسا آپ نے عرض کیا کہ
          اسلام جو مقام عورت کو دیتا ہے وہ کوئی اور مذہب نہیں دیتا
          اس بات میں تو نہ ہی کوئی شک ہے نہ کوئی اعتراض
          سوال یہ ہے کہ جو کچھ اسلام عورت کو دیتا ہے وہ ہم مسلمان اس سے چھینتے کیوں ہیں
          آخر ہمیں عورت ذات سے ایسا امتیازی سلوک روا رکھنے کی ضرورت کیوں پیش آئی
          آپ نے جو بوائے فرینڈ کی مثال پیش کی ہے وہ اپنی جگہ بکل بجا ہے
          دوسری بات جو آپ نے عورت کی پیدائش کو ہم پر احسان کہا ہے تو میں یہ سمجھتا ہوں
          کہ یہ اور اس قسم کے جملے بھی ملا اور سطحی قسم کے ذہنوں کی پیداوار ہیں
          اللہ پاک نے تو ہر چیز کو ہی پیدا کرکے ہم پر احسان کیا ہے
          سیدھی صاف بات یہ ہے کہ دنیا کو یہ چیخ چیخ کر بتانا کہ اسلام نے عورت کو بہت بلند مرتبہ عنایت فرمایا ہے
          ہمارے لیے بہتر یہی ہے کہ ہم عورت کو ایک انسان ہونے کے حوالے سے ہی قابل احترام سمجھ لیں
          Last edited by Baniaz Khan; 10 January 2012, 20:12.

          Comment

          • #20
            Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

            Jee sahi farmaaya aapnay, yeh sinf-e-nazuk qaabil-e-ehtram hay aur humain inka ehtraam karna laazim hay... iss kay ilaawa jiss cheese per tawajja laazim hay woh hay DOUBLE STANDARDS, jahan laRkay ki ghalti ko ghalti nahin NADAANI ka naam dia jaata hay aur laRki ki ghalti ko nadaani nahin BAYWAQOOFI aur KHANDAAN KI NAAK katwaanay kay mutradif samjha jaata hay.... jab tak muashray main SINGLE STANDARD implement nahin hoga tab tak aap kay humaray kehnay say IZZAT qayim nahin hogi aur yeh aurat issi tarah sar-e-aam RUSWA hoti rahay gi aur kabhi apnay gharwaaloo kay tou kabhar bahar waaloo kay TANZ ka nishaana banti rahay gi!!!!

            Originally posted by Baniaz Khan View Post

            سب سے پہلے تو معذرت چاہتا ہوں جناب فائر صاحب
            کہ اتنی دیر سے آپ کا ریپلائی پڑھا
            حوصلہ افزائی کے لیے ممنون ہوں جناب
            یہی تو ہمارا سوال ہے جیسا آپ نے عرض کیا کہ
            اسلام جو مقام عورت کو دیتا ہے وہ کوئی اور مذہب نہیں دیتا
            اس بات میں تو نہ ہی کوئی شک ہے نہ کوئی اعتراض
            سوال یہ ہے کہ جو کچھ اسلام عورت کو دیتا ہے وہ ہم مسلمان اس سے چھینتے کیوں ہیں
            آخر ہمیں عورت ذات سے ایسا امتیازی سلوک روا رکھنے کی ضرورت کیوں پیش آئی
            آپ نے جو بوائے فرینڈ کی مثال پیش کی ہے وہ اپنی جگہ بکل بجا ہے
            دوسری بات جو آپ نے عورت کی پیدائش کو ہم پر احسان کہا ہے تو میں یہ سمجھتا ہوں
            کہ یہ اور اس قسم کے جملے بھی ملا اور سطحی قسم کے ذہنوں کی پیداوار ہیں
            اللہ پاک نے تو ہر چیز کو ہی پیدا کرکے ہم پر احسان کیا ہے
            سیدھی صاف بات یہ ہے کہ دنیا کو یہ چیخ چیخ کر بتانا کہ اسلام نے عورت کو بہت بلند مرتبہ عنایت فرمایا ہے
            ہمارے لیے بہتر یہی ہے کہ ہم عورت کو ایک انسان ہونے کے حوالے سے ہی قابل احترام سمجھ لیں
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

              Originally posted by thefire1 View Post
              Jee sahi farmaaya aapnay, yeh sinf-e-nazuk qaabil-e-ehtram hay aur humain inka ehtraam karna laazim hay... iss kay ilaawa jiss cheese per tawajja laazim hay woh hay DOUBLE STANDARDS, jahan laRkay ki ghalti ko ghalti nahin NADAANI ka naam dia jaata hay aur laRki ki ghalti ko nadaani nahin BAYWAQOOFI aur KHANDAAN KI NAAK katwaanay kay mutradif samjha jaata hay.... jab tak muashray main SINGLE STANDARD implement nahin hoga tab tak aap kay humaray kehnay say IZZAT qayim nahin hogi aur yeh aurat issi tarah sar-e-aam RUSWA hoti rahay gi aur kabhi apnay gharwaaloo kay tou kabhar bahar waaloo kay TANZ ka nishaana banti rahay gi!!!!

              ji bilkul durust farmaya aap ny ..

              thank u so much ..

              Comment

              • #22
                Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

                Mere khyal me Baniaz khan kuch cheezian is mazmoon me kuch ziyadha barha charha ker paish ki gai hain . . . is me koi shak nhi k hamare muashre me kuch log hain jo betiyion ko bojh samjhtay hain . . . aur kuch log aisay bhi hain jo deen k naam per betiyion per ziyadha sakhti kerte hain . . . kuch aisay bhi hain jo betiyion ka soda kerne se bhi nhi hichkichatay . . . aur unhai apne sir se utarne k liey kusi zaeef ul umar k hawalay ker daitay hain

                laikin jahan aap ne kaha k 80% larkiun k saath aisa hota hai tu me aap se itifaq nhi kerta . . . . haaan kabhi hota ho ga . . . laikin ab nhi hota . . . duniya ka kon sa muashira hai k jahan per aurat per zulm nhi hota . . . laikin us k saath saath kia kabhi kisi ne is baat per bhi awaz uthai hai k mard bhi in mazalim ka shikaar hotay hain
                aurton k zulm k khilaf tu sabhi kharay ho jatay hain . . . me ne kai aisi khaniyan suni hain aur kai aisay waqiaat daikhay hain jahan aurat mard per bhaari hoti hai aur mard pista rehta hai laikin koi poochne wala nhi hota . . .
                aur yeh bhi dekha hai k aurat hi aurat per zulm kerti hai . . . aur yeh bhi hota hai k agar aurat per koi mard zulm kerta hai tu us k peechay bhi aik aurat ka hi haath hota hai . . . mard ko tu baray achay tareeqay se nishana bnaya ja sakta hai laikin inhi aurton ko aaj tak kisi ne kiun nhi pucha????/

                jahan tak parday ki baat hai us me bhi kuch aisay ilaqay jahan wo burqa jo aap ne tasweer me dikhaya hai wo pehna jata hai aur wo un ki muashirat ka hisa hai . . . us k ilawa aap pooray Pakistan me ghoom ker dekh lain aur khud apni marzi se hijab leti hain aur jitna wo apne aap ko easy feel kerti hain us hisab se leti hain

                me ne aaj tak kisi larki ko zabardasti is qisam ka burqa pehne hooway nhi dekha . . . kuch aurtain apne riwajon ko khud nhi chorna chahtien aur usko apni majboori bna ker khud us se peecha nhi churatien laikin agar wo us ko change kerna chahien tu usko koi roknay wala nhi . . .
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

                  Originally posted by sccorpion81 View Post

                  bhai aap ki bato ka ab mae kia jwab doon ..

                  kuch kuch keh kr bhi aap bhot c bato ka inkar kr rahe ho jab k mention aap ny sirf ye kiya hai k 80% k figure sy inkar hai...

                  dekho bhai aik choty sy bachy ko bachpan sy hi aik ajeeb qism ka mahol dena bhi zulm hai jo insaiyat aur deen k khilaf ho ..

                  ap ny jis cheez ko muhashirt ka hissa banaya wo muashirt mardo ny hi banaeee hai .. ab wo aaj ka mard ho ya sadyo purana ..

                  aaj ussi cheez ko apna riwaj banany waly .. bhi jurm dar hien .. .

                  wesy aap check kr lo .. aap aur mae tou riwaj keh rahein hein na wo issy asal parda manty hien .

                  mere bhai .. abhi aap ko research ki bht zaroorat hai...

                  ap mano ya na mano mae tou dankay ki chot py shukr ada krta hoon

                  k mae larki nahi hoon ..

                  Comment

                  • #24
                    Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

                    ..Beshak.. Umdah tarz e bayaN .. jiS tarh diL o damaGH ki gehraiyun main ye tehreer utar gai hai ... tehreer k bajaye .. teeR kehna jaiz ho ga !!....''''''''Dekha jaye tu kai muqamat par had se tajawaaz b kar gaye hain app'''''''''..magr Mozu k bunyaadi o markazi maqsad... ..Ko samne rakha jaye Tu..Insaan KO ashraf Ul makhlooqat hone k sath sath MUkhtaar hone ka sharf bhi azal se hasil hai... PAbandi tu asooL e kainat hai ... pabandi na ho tu nazam e kainaat darhaam barhaam ho kar reh jaye... Aurtun k hawale se ajj kal k ma'shry main ..... Pabandi ...! Char dewari ..!! jarhana rawaiyaa !! Apne haqooq k liye awaz uthane k haq se mehromiat hi nazar ai hai!........ ye humare ma'shry .. yani teesri dunya .. o Asiyaai khitey k masail m hi aksar paya gya hai.. Majmoi tor pe Muslman mumalik main aurat ko allaw darjey k muqaam se nawaza jata hai.. .. HUm alag tu ho gaye hindustan se ... hamari tehzeeb main ajj tak woi rasm o rawaj paye jaty hain .. Ma'shry ka bigaar mehaz tehzeeb ki badolaat hai .....Mazhaab ke naam pe aurtun pe pabandi tu tab lagy .. JUb ye bat tu waziye ho..ke'''''''kia hum WaQiyAe Ek IslaMi mAshre main JI rahy hain""""...... ????
                    .Umeed E SahaR...

                    Comment

                    • #25
                      Re: خدا کا شکر ہے میں لڑکی نہیں

                      Originally posted by Warda Kapoor View Post

                      سب سے پہلے تو بہت شکریہ کمنٹس کا اور اپنے خیالات پیش کرنے کا
                      میں* یہی کہوں گا اور میں اکثر کہتا ہوں کہ
                      اصل میں ہم دین کی اصل روح سے ناواقف ہیں* اور اس کے سب سے بڑے ذمہ دار مذہبی ٹھیکدار ہیں
                      دین اسلام جو حقوق عورت کو دیتا ہے اور نام نہاد مسلمان مرد اس سے چھین لیتا ہے یہی ہمارا معاشرہ ہے

                      یہاں عورت ایک کمسن بچی بھی ہے جسے ابھی معاشرے کی پہچان بھی نہیں*ہوتی وہ بھی زیادتی کا شکار ہوجاتی ہے
                      روح کانپ جاتی ہے ایسے واقعات کا سن کر

                      Comment

                      Working...
                      X