Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

امریکہ چلا بھی گیا پھر بھی کارروائیاں جار

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • امریکہ چلا بھی گیا پھر بھی کارروائیاں جار

    طالبان کا کہنا ہے کہ وہ باقاعدہ منصوبہ بندی کے تحت پاکستان میں بڑے اہداف کو نشانہ بنا رہے ہیں۔
    تحریک طالبان پاکستان نے کہا ہے کہ اُسامہ بن لادن کے ہلاکت کا بدلہ لینے کے لیے انہوں نے باقاعدہ منصوبہ بندی کے تحت بڑے پیمانے پر کارروائیاں شروع کر رکھی ہیں جس میں بڑے اہداف کو نشانہ بنایا جا رہا ہے۔
    تحریک طالبان پاکستان مہمند ایجنسی کے ترجمان سجاد مہمند نے بی بی سی کو بتایا کہ انہوں نے القاعدہ کے سربراہ اسامہ بن لادن کی امریکی اہلکاروں کے ہاتھوں ہلاکت کا بدلہ لینے کا اعلان پاکستان کے خلاف کیا ہے اور ایک باقاعدہ منصوبہ بندی کے تحت پاکستان میں بڑے اہداف کو نشانہ بنا رہے ہیں۔
    انہوں نے کہا کہ پہلے طالبان جو حملے کرتے تھے اس میں بڑے حملے بھی شامل تھے لیکن اکثر اوقات اس لیے چھوٹے چھوٹے حملے کرتے تھے کہ مقامی سطح پر بدلہ لینا مقصود ہوتا تھا۔
    طالبان کے ترجمان کا کہنا ہے کہ تحریک نے اسامہ بن لادن کی امریکی اہلکاروں کے ہاتھوں ہلاکت کا بدلہ لینے کا اعلان پاکستان کے خلاف کیا ہے
    ترجمان کے مطابق پہلے جب سکیورٹی فورسز قبائلی علاقوں میں طالبان کے خلاف کوئی کارروائی کرتی تھیں تو اس کے بدلے کے لیے وہ چھوٹے پیمانے پر حملہ کیا کرتے تھےاب بڑی کارروائی کے رد عمل میں تحریک طالبان نے بھی بڑے پیمانے پر اہداف کو نشانہ بنانا شروع کیا ہے۔
    انہوں نے بتایا کہ ان کے حملہ آور اب صرف قبائلی علاقوں تک محدود نہیں بلکہ پاکستان اور پوری دنیا میں پھیل گئے ہیں۔ ان کا کہنا تھا کہ اب تحریک طالبان پاکستان اتنی مضبوط ہوچکی ہے کہ اگر امریکہ افغانستان سے چلا بھی گیا تو وہ پھر بھی پاکستان میں اپنی کارروائیاں جاری رکھیں گے اور پاکستان میں اسلامی نظام نافذ کرنے تک لڑتے رہیں گے۔
    پاکستان کے ایٹمی اثاثوں کے بارے میں سجاد مہمند کا کہنا تھا کہ طالبان ان اثاثوں کے خلاف نہیں ہیں لیکن پاکستان جن ہاتھوں میں ہے ان غدار ہاتھوں سے ملک کو آزاد کرانا ہے۔ یہ ایٹمی اثاثے مسلمانوں اور اسلام کی امانت ہیں۔ انہوں نے کہا کہ ان اثاثوں کو حاصل کر کے مسلمانوں کی حفاظت کے لیے استعمال کیا جائے گا۔
    یادر ہے کہ تحریک طالبان پاکستان مہمند ایجنسی کے ترجمان سجاد مہمند پشاور اور دوسرے علاقوں میں ہونے واقعات کی ذمہ داری قبول کرتے رہتے ہیں اور شبقدر میں ایف سی اہلکاروں پر ہونے والے حملے کی ذمہ داری انہوں نے حکیم اللہ محسود کی جانب سے قبول کی تھی۔
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

  • #2
    Last edited by sohail khan; 28 May 2011, 13:51.

    Comment

    • #3

      Comment

      • #4
        Click image for larger version

Name:	untitled.JPG
Views:	1
Size:	79.5 KB
ID:	2418365

        Comment

        • #5
          Originally posted by jamil123 View Post

          matlab aik chor ko bhaga k dosra chor ana chahta hy....

          meray bas mein ho tu in sab talban or followers of talban ko goli mar don qk inki saza yhe hy... itna he ISLAM inko yad hy tu kuch Quran he parh layty kuch Serat MUHAMMAD (S.A.W) ko he parh lyty... per na g power power or bas power... America+tablan+Pakistani politician+India yeh sab aik he cheez ko mukhtlif nam hein.. or in sab k liya sirf aik he jazba hy or hy nafrat ka...
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment

          • #6
            Originally posted by sohail khan View Post
            aap ko nahi lagta k ye america ki zazban bol raha hai
            ye america aur ISI hi k pitto hai jine ab aise bayanat dene k liye kaha gaya hai
            jab bhi america ko koi mushkil paish aayi hai ino ne un ka sath diya hai
            aur ab phir paksiatn ko is baat par majboor karna chahte hai k america ka sath diya jaye
            in clear words Pakistan py hukmarani chahiye jo adhi musharaf ny or baki ki zardari ny dy de hy... ab bas awam or defense forces hein unko kamzoor kar k unki amad ka intezar hy..
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment

            • #7

              Comment

              • #8
                Originally posted by AbgeenA View Post
                amrikan tasweer bnate hen or us tasweer me rang ye so called Pakistani tehreeke taliban bharte hen....ta k afghanistan k taliban ka naam bhi badnam hota rahe..or amrika ka kaam bhi chalta rahe....amrika khud to afghani taliban se muzkraat karne k chakar me he....fsadi amrika
                fasadi ko fasad karnay ka moka kon dy ra hy???
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #9
                  Originally posted by sohail khan View Post
                  [ATTACH]95925[/ATTACH]
                  dal may tu waqyi kuch kala hay...shah faisal colony buhat bari nahi yahan kahan markaz agya pass hi tu mera ghar hay sara ilaka dekha bhala hay...aadha jhoot aadha sach lagta hay..shah faisal colony 5 say tu takhreeb kar pns mehran may dakhil hoy thy
                  Last edited by Jamil Akhter; 28 May 2011, 20:34.
                  ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                  سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                  Comment

                  • #10
                    Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                    fasadi ko fasad karnay ka moka kon dy ra hy???
                    hmari hakoomat...dollars de kar jo bhi karwa lo ki policy

                    Comment

                    • #11
                      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                      matlab aik chor ko bhaga k dosra chor ana chahta hy....

                      nahi behen ye matlab bilkul nahi hai
                      bal k matlab ye hai k ye une bhgane nahi dena chahte
                      is waqat jab pakistan apni american policy par nazarsaani karna
                      chahta hai
                      aise waqat me aise bayan dene ka kya maqsad hosakta hai aur is bayan ka faida kis ko hosakta hai
                      kya taliban ko itni aqal nahi hai?
                      baaqi aap khud samjhdaar hai

                      Comment

                      • #12
                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        amrikan tasweer bnate hen or us tasweer me rang ye so called Pakistani tehreeke taliban bharte hen....ta k afghanistan k taliban ka naam bhi badnam hota rahe..or amrika ka kaam bhi chalta rahe....amrika khud to afghani taliban se muzkraat karne k chakar me he....fsadi amrika
                        aur hame muzakrat nahi karne deta hai372-shed
                        Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                        fasadi ko fasad karnay ka moka kon dy ra hy???
                        aap hi bata de:rose
                        me aap ki zaban se sunna chahta hoon:D
                        Originally posted by jamil123 View Post
                        dal may tu waqyi kuch kala hay...shah faisal colony buhat bari nahi yahan kahan markaz agya pass hi tu mera ghar hay sara ilaka dekha bhala hay...aadha jhoot aadha sach lagta hay..shah faisal colony 5 say tu takhreeb kar pns mehran may dakhil hoy thy
                        poori ki poori daal hi kaali hai ab to punjaab se bhi
                        navy k sabiq afsar pakrra gaya hai
                        aage aage deko kya hota hai hamri foj me aisi kaali bherre mojood hai jo
                        tankhuwah to hum se leti hai lekin kaam dushman mumalik k liye karte hai

                        Comment

                        • #13
                          Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                          matlab aik chor ko bhaga k dosra chor ana chahta hy....

                          nahi behen ye matlab bilkul nahi hai
                          bal k matlab ye hai k ye une bhgane nahi dena chahte
                          is waqat jab pakistan apni american policy par nazarsaani karna
                          chahta hai
                          aise waqat me aise bayan dene ka kya maqsad hosakta hai aur is bayan ka faida kis ko hosakta hai
                          kya taliban ko itni aqal nahi hai?
                          baaqi aap khud samjhdaar hai

                          Comment

                          • #14
                            Originally posted by sohail khan View Post
                            aur hame muzakrat nahi karne deta hai372-shed
                            yehi to us ka tareeka kar he..naik muhammad ne Pak fouj se muzkrat keay...jo kamyab rahe...us ne pakistan k ain k mutabik kaam karne ka irada kai to kia hua..amrika ne drown attack kar k us ko khatam karwa dia,hmara har aman jirga amrika attack kar k tbah kar deta he..ta k foaj n logon me nafrat n dooriyan bar krar rahen or us ko khul khelne ka moka mile...udher bhi dollar de kar logon ko foaj n hakoomat k khilaf uksata he or idher bhi dollar de kar hakoomat n fouj ka mooh band karta he

                            Comment

                            • #15
                              asalamualaikum.
                              Jo loog is shubay mein hain k "Tehreek-e-Taliban Pakistan" aik alaida tanzeem hai jo amreeki ishaaron par kaam karti hai, to un k liyay arz hai k:
                              Saari raat Yusuf aur Zulaikha ki kahani chalti rahi, subah aik shareek-e-mehfil nay poocha k Zulaikha oorat thi ya mard?
                              Afghanistan ki Islaami amaarat Shaikh Usama (rahimahullah) k liay qurbaan ki gae, aur inhi ki hifaazat k liay poori hakoomat, hazaaron mujahideen, in k khandaan aur amlaak ki qurbani aur 10 saal ki taweel aur musalsal jang mool li gae. Afghanon nay apnay man-dhan ki qurbaani k baad apnay mehmaan ko behtar hifazat ki khatir unhein pakistani musalmaanon k hawaalay kiya. Aur phir pakistan k qabaaili ilaaqon mein arab aur deegar mulkon k mujahideen atay rahay. Qabaaili musalsal operations aur bambaariyon aur giriftariyon ka muqabla kartay rahay. Aakhir kaar hakoomati mazaalim iss had tak pohanch gayay k qabaailiyon ko muttahid honay aur difaae jang larnay par majboor kiya gaya.
                              2007 mein jab tehreek-e-taliban wajood mein aae to Pakistani Taliban nay apnay afghan aur arab mehmaanon ki khaatir pakistani fooj ko masroof kar diya k inka mehmaanon ki taraf khayal na rahay. Phir isi tarha hum ye b daikhtay hain k mujahideen ki taraf se pakistan mein mahaaz kholnay k faislay nay, afghanistan ko kamzoor kernay wali pakistani fooj ki poori jaddo-jehed k saamnay band baandh diya. Aur Allah ka fazal hai k 2 3 saalon baad aaj hum pehli martaba iss satah per kharay hein k Pakistani nizaam-e-hakoomat ko bunyadi fikar iss baat ki lahaq hai k karachi, lahore, rawalpindi aur islamabad mein in Khufya-idaaron k maraakiz ko, iss k Fooj k maraakiz ko nishaana bananay ka silsila kisi tarha band ho jayay. iss Fooj ko itni zada maar apnay mulk k andar pari hai k ab Afghanistan ki fikar waqti toor per uss k zehen se mehew ho gae hai.

                              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                              matlab aik chor ko bhaga k dosra chor ana chahta hy....

                              meray bas mein ho tu in sab talban or followers of talban ko goli mar don qk inki saza yhe hy... itna he ISLAM inko yad hy tu kuch Quran he parh layty kuch Serat MUHAMMAD (S.A.W) ko he parh lyty... per na g power power or bas power... America+tablan+Pakistani politician+India yeh sab aik he cheez ko mukhtlif nam hein.. or in sab k liya sirf aik he jazba hy or hy nafrat ka...
                              Aap ne "Taliban" ko america aur india ka naam day kar bohat bara da'wa kr dia hai. agar log ta'assub kay chashmay ko apni naak se hataen to nizaara bilkul saaf nazar aay ga. Yeh wohi taliban hain jinhon ne america ka afghanistan main jeena dobhar kr dia hai, Yeh wohi hain jinhon ne afghanistan main amaraat-islamia qaem kr di, Yeh wohi hain jinhon ne apnay waqt ki 'super-power' roos ka ghuroor khaak mein mila dia, yeh wohi hain jinhon ne ummat-e-muslimah k hissay k mahaaz sambhal rakhain hain. Inhain america aur india ki zaroorat nahin, inhen to Allah hi kaafi hai. Laikin shayed aap ne akhbaron ki zeenat banti wo khabrain nahin parheen jin main Pakistani Fauj keliye America ki taraf se kaseer raqam bator-e-imdaad di gae, jis main Pakistani Fauj ko American Fauj k saath Training krte bataya gaya. itna Double Standard kyun? Kyun aankhon ke shehteer chor kr dariyon mein tinkay talaash kiye jaatay hain?!!

                              Comment

                              Working...
                              X