Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khabar Garam Hai...............Keh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Khabar Garam Hai...............Keh

    Originally posted by jamil123 View Post
    munday ab kya kahoon kash politics ki tarah app ka iqida-e-islam bhi mazbot hota kisi bhi naik insan ko Allah talla bura kahnay say mana karty hain bainzkhan nay tu hud kardi hazar-pak sali ala waliwaslim aur hazrat Ali ko nazabillah mushkreen kay dewtao say mila dia yar mazar pay sajda allug chez hay shrik hay magar buzrug hastion ko kuch kahna bus ab kya kahoon...i like you because you also like my love nawaz sharif kash app islam ko samjho hum broad mind hain Allah quran & rasol pak...baki kisi ko bura nahi kahna sab naik hain ...
    Shehzaday apna kaam ker apne kaap pe dehaan de. Tu jitna akalmand he sub ko pata lag gaya he
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Khabar Garam Hai...............Keh

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      Shehzaday apna kaam ker apne kaap pe dehaan de. Tu jitna akalmand he sub ko pata lag gaya he
      whatever i have trying to shake hand but anyway agar apko manzor nahi tu its your really bad opinion & here i would like to say you itna snobbish hona bhi acha nahi hota.....aabi bhai pay bus no compromise baki i am your friend/brother/colleague jo samjh lo
      Last edited by Jamil Akhter; 6 May 2011, 21:04.
      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

      Comment


      • #33
        Re: Khabar Garam Hai...............Keh

        @ ms
        Attached Files
        :(

        Comment


        • #34
          Re: Khabar Garam Hai...............Keh

          Originally posted by BaytaabTabaani View Post
          @ ms
          buhat aala just like Chinese prime minister jub hi tu wo tarqi kur rahay hain
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • #35
            Re: Khabar Garam Hai...............Keh

            @ BT

            Mohtaram aap ki sooch ka koi bhi insaan kail ho sakta he. Aap ne jo baat beyaan "absolute point" ki taraf taraf ishara kerti dikhti he lekin mera yeh manana he ke zaroori nahi ke hum "absolute point" pe pohanchein hum is ke kareeb pohanch jaein. Mein yeh nahi kehta ke hum door ke ya muthi berha ke apne akhdaaf hasil ker lein mein chthta hoon ke hum reeng reeng ker bhi ager behtari ki taraf move karein wo bhi aik milestone ho ga. Revolution k liye sub se pehle sooch ka tabdeel hona zaroori hota he, phir kai afraad ki sooch ka tabdeel hona zaroori hota he, phir aksariyaat ki sooch ka tabdeel hona zaroori hota he, phir baat aati he us sooch ki practical implementation ki taraf jis se matlooba akhdaaf hasil kiye jatay hein.

            Aik koom ki sooch ya us ke hukmaraano ki sooch mein "abrupt changes" aane lag jaein to aaj ka pakistan aaj america, kul turki aur person america ho ga. Hamein koi bhi baat kerni ho koi bhi assessment kerni ho usay realistic grounds pe kerni chahiyein. Kia hua hamari awam hukmaraano ki tarah mineral water na bhi piyein ager unhein saaf pani muyasar aa jata he to bhi acha he. Hamari awam hukmaraano ke buchoon ki tarah Oxford mein na bhi perh sakein lekin pakistan mein unhein Quaid-e-Azam university jesi maqool universitiyaan ba'aasani available ho jaein to bhi kia bura he.

            Hamari koom bohat bara step lene ke chakaron mein apni jagah khari rehti he. Hamaari koom ko pehle gutnoo ke bal chalna seekhna he, phir kharay ho ke chalna seekhna he aur phir inshallah hum door bhi lagaein ge aur awal bhi aaein ge.
            :thmbup:

            Comment

            Working...
            X