Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mukhtara mai case

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mukhtara mai case

    Assalam alaekum
    pichle dino akhbaar m padha k mukhtara mai case m 1 ko umar qaid aur baqiyo ko bari kar diya gaya. Ek rape victim ko insaaf islami mulk m nahi mil sakta,y sharmnak hai.kyon tamam ko phanshi nahi di gayi ?
    aap log apni rai zaroor dein.

  • #2
    Re: mukhtara mai case

    Aap ne sahi nukta uthaya ub tak Mukhtara Mai ko phansi ho jani chahiye thi :fp :
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: mukhtara mai case

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      372-haha

      Comment

      • #4

        Mukhtra ko kio ????
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: mukhtara mai case

          Originally posted by sajidhaider244 View Post
          Assalam alaekum
          pichle dino akhbaar m padha k mukhtara mai case m 1 ko umar qaid aur baqiyo ko bari kar diya gaya. Ek rape victim ko insaaf islami mulk m nahi mil sakta,y sharmnak hai.kyon tamam ko phanshi nahi di gayi ?
          aap log apni rai zaroor dein.
          jub pakra tha qaid hovi to jurm kia tha to qaid kia gaya tha na ..ub chornay ki kia tukk banti hai ??? jabhi jurm nahi kia to pehlay kio pakra tha ?
          yeh kia tamashay lagay haian har jaga ...!
          is taraha to loog jurm kartay rehay gay kay bad main choot hi jana hai ,,,,,,!
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: mukhtara mai case

            Originally posted by sohail khan View Post
            372-haha
            Zahir he Na insaafi ho to puri tarah ho
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: mukhtara mai case

              Originally posted by Aanchal View Post
              Mukhtra ko kio ????
              Is liye ke wo bigaar nahi pai kuch bhi kisi ka. Hamara tamam ka tamaam justice system witness pe base kerta he and this is pity. Koi gawaah na milay to justice sahibaan yeh jantay huay bhi ke katehray mein kharay loog mujrim hein unhein bari kerna perta he. They can't expose their grudge to them. Hamaray aain mein behtari ki kafi gunjaish moojood he. Chootay chootay cases ko solve kerne mein kai kai saal lag jatay hein.

              Qadri ne Salman Taseer ko katal kia, witness bhi moojood thay, khud bhi confession kia ub case ki samaat he aik aadh din mein. Kitni baar yeh samaat ho gi. Aray yahan Pakistan ke Governor ko justice nahi mil raha to ghareeb awaam kahan stand kerti he. Iran mein justice system bohat quick he. Wahan bohat jaldi faislay kiye jatay hein aur loogon ko chookon per latka dia jata he ta ke wo nishaan-e-ibrat banein. Pakistan mein jub tak law enforcement and justice system behtar nai ho ga kai mukhtara mai manzar e aam per aaein gi jinhein insaaf nahi milay ga aur kai mukhtara mai aisi bhi hoon gi jo adalat ki chookhat tak bhi nahi pohanch paein gi
              :thmbup:

              Comment

              • #8

                yeh cheif justice Iftekhaar kia karnay ko beetha hai .....jub yeh utara gaya tha to khoob hangamay hovey kay isay pakistan ka president bana dena chaye : d....ub a gay wapas ....to rules main kia faraq para .....?
                Mujhay herayat hai ladies ki bhi kafi tanzeemian pak main moujood hain ..or aurtoo kay haqooq kay leye TV pay a kay barh char kay baat karti hain ...wo pher aisay moukay pay kaha jati hain jub insaaf kay leye aurtoo ko khudi thokrian khani parti hain .......
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9

                  Dekho Pakistan mein jo justice system he us ka sub se bara idaara Supreme Court he. Aur is ke baad Executive order hotay he jo sadar istamaal ker sakta he.

                  Ub moaamla yeh hay ke supreme court ne bhi aik kaanooni formulay ke tehat chalna hota he jis mein evidence ko supreme samja jata he jub ke sympathy ko consider almost nahi kia jata. Is ka case bhi lack of evidence ka nishaana ban gaya ho ga. Waise mera yahan pe comment kerna ziada is liye nahi banta kyoon ke mujay nahi pata ke supreme court ne is case ka faisla kis base per kia he.

                  Aur jahan tak Iftikhar Chaudhary ki credibility ka sawal he to mujay us mein koi shak nahi ke wo banda bohat acha he. Ager wo 95% fasilay achay kerta he aur 5% ager hamein pasand nahi aatay to is ka matlab yeh nahi ke hum us ki credibility ko challenge kerne lagein.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: mukhtara mai case

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Zahir he Na insaafi ho to puri tarah ho
                    aise insaaf ki tawqa aap hi se ki ja sakti hai:D

                    Comment

                    • #11
                      Re: mukhtara mai case

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      jub pakra tha qaid hovi to jurm kia tha to qaid kia gaya tha na ..ub chornay ki kia tukk banti hai ??? jabhi jurm nahi kia to pehlay kio pakra tha ?
                      yeh kia tamashay lagay haian har jaga ...!
                      is taraha to loog jurm kartay rehay gay kay bad main choot hi jana hai ,,,,,,!
                      aap mukhtara ko ro rahi hai jo 8,10 saal purana waea hai us k baad najane kitno
                      k saath aise waqqt hoye
                      1 mukhtara hi k liye itna shor shraba q?
                      yaha to had ye hai k 3 aur 5 saal k bacho ko bhi nahi bakhsha gaya
                      sis aap pakistan me nayi to nahi hai
                      yaha pora ka poora nizaam hi bigrra huwa hai
                      abhi tak to aap ko aise faisle sunne ka aadhi hojana chahiye tha
                      mujhe to ab aise waqat par koi tajjub nahi hota
                      q k me jaan chuka hoon k hamare ha kuch bhi ho sakta hai

                      Comment

                      • #12
                        Re: mukhtara mai case

                        Originally posted by sohail khan View Post
                        aap mukhtara ko ro rahi hai jo 8,10 saal purana waea hai us k baad najane kitno
                        k saath aise waqqt hoye
                        1 mukhtara hi k liye itna shor shraba q?
                        yaha to had ye hai k 3 aur 5 saal k bacho ko bhi nahi bakhsha gaya
                        sis aap pakistan me nayi to nahi hai
                        yaha pora ka poora nizaam hi bigrra huwa hai
                        abhi tak to aap ko aise faisle sunne ka aadhi hojana chahiye tha
                        mujhe to ab aise waqat par koi tajjub nahi hota
                        q k me jaan chuka hoon k hamare ha kuch bhi ho sakta hai
                        nahi sirf Mukhtara nahi or bhi dheeroo cases hain aisay ...yeh thread Mukhtara maai pay lagaya gaya hai isi leye sirf usi ki baat ki hai : d
                        proper rules jub tuk nahi banian gay aisa hi chalta rehye ga ...
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13

                          Working...
                          X