Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
pakistan main naye soobay ?
Collapse
X
-
Re: pakistan main naye soobay ?
محترم آبی بھائی
بہت بہت بہت ہی خوب نہائت جامع اور شاندار مضمون شئیر کیا ہے
بے شک اس مضمون میں پنجاب کے حصے بخییے کرنے والے اپنے چہروں کو دیکھ لیں اور اگرَ؟؟؟؟؟اگر ان میں زرا بھی شرم ہے تو ڈوب مریں جو صرف اور صرف وقتی مفاد کی خاطر پاکستانیوں کو ایک اور تقسیم کی نشانہ بنا کر اپنا الو سیدھا کرنا چاہتے ہیں
بے شک نئے صوبے بری بات نہیں اور ان کی ضرورت بھی ہے لیکن پھر یہ تقسیم پورے پاکستان پر ہی لاگو ہونی چاہئے صرف ایک پنجاب یا خیبر پختونخواہ پر ہی نہیں
اس عمدہ مضمون کو شئیر کرنے کا بہت بہت شکریہ اور اتنا طویل مضمون تحریر کرنے پر آپ بھی اتنے ہی شکریہ کے حق دار ہیں جتنا کہ "سلیم صافی"صاحب
ریپوٹیشن کا نزرانہ قبول فرمائیںLast edited by S.Athar; 2 May 2011, 00:05.:star1:
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by S.A.Z View Postمحترم آبی بھائی
بہت بہت بہت ہی خوب نہائت جامع اور شاندار مضمون شئیر کیا ہے
بے شک اس مضمون میں پنجاب کے حصے بخییے کرنے والے اپنے چہروں کو دیکھ لیں اور اگرَ؟؟؟؟؟اگر ان میں زرا بھی شرم ہے تو ڈوب مریں جو صرف اور صرف وقتی مفاد کی خاطر پاکستانیوں کو ایک اور تقسیم کی نشانہ بنا کر اپنا الو سیدھا کرنا چاہتے ہیں
بے شک نئے صوبے بری بات نہیں اور ان کی ضرورت بھی ہے لیکن پھر یہ تقسیم پورے پاکستان پر ہی لاگو ہونی چاہئے صرف ایک پنجاب یا خیبر پختونخواہ پر ہی نہیں
اس عمدہ مضمون کو شئیر کرنے کا بہت بہت شکریہ اور اتنا طویل مضمون تحریر کرنے پر آپ بھی اتنے ہی شکریہ کے حق دار ہیں جتنا کہ "سلیم صافی"صاحب
ریپوٹیشن کا نزرانہ قبول فرمائیںساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by aabi2cool View Postshukria sayed sahib magar main nay tehreer naheen kia balk copy paste kia han albata dhoondhnay main mehnat serf hui hi pehly mujhy tasweeri shakal main mila jab parha to unicode main talsh kia mil gaya to yahan shar kardia k yahaan k mozu se ki munasabat rakhta tha ...aap agar tehreer k oper click kareen to asal rabt tuk pohnch jaien gay ...w/salaamاس مضمون کے تفصیل سےپڑھتے ہوئے جب کرسر "ہنڈ ٹول "میں کنورٹ ہو رہا تھا تبھی معلوم ہوگیا تھا کہ یہ کہیں سےلنک اپ ہے اور اس پر کلک کرنے سے میں "جنگ گروپ"کے ایڈیٹوریل تک جا پہنچا تھا لیکن کچھ بھی ہے اس تفصیلی مضمون کو شئیر کرنے کےلئے آپ کی محنت لاجواب ہے ورنہ تو میں بھی مزید صوبے بنانے کا حامی ہوں لیکن صرف پنجاب کو نشانہ بنانے پر مجھے اختلاف تھا اور اپنی بات کو مدلل طریقے سے بیان کرنے کے لئے موضوع ترین الفاظ نہیں تھے میرے پاس آپ کے اس مضمون کو شئیر کرنے سے میں اس قابل ہوا کہ پورے پاکستان میں صوبوں کی حمایت کروں اور صرف پنجاب کو نشانہ بنانے والوں کے سامنے درج زیل باتیں بیان کر سکوں
ایک مرتبہ پھر بہت بہت شکریہ:star1:
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Main janobi punjab kaa rihaishii hoo,,aaj kal sariki sobbay kay naam kay liey khalistan Lissani Bunayadoo tehreek chalai jaa rahii hai,,iss kay future main nihayyat tabbah kun assrrat hoo gay,,,,agar yeh tehreek Administrative bases par chalaii jatii,too achii baat hotii,..main samjhta ho intzamii bunyadoo parr soboo ko takseem karnay main koi harj nai,magar lissani bunyadoo par aisa nai hona chahieyyy"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by aabi2cool View Postصافی صاحب نے كافی اچھی اور جامع باتیں كی هیں اور میں ان سے كافی حد تك متفق هوں لیكن مندرجه بالا پوائنٹس سے میں متفق نهیں هوں
صافی صاحب لكهتے هیں كه ایم كیو ایم بهاولپور اور سرائیكی صوبے كی حامی هے لیكن سندھ میں نئے صوبے كے مطالبے پر سیخ پا هے اور یهی بات پیپلز پارٹی كے بارے میں بھی كهی هے لیكن اگر سوچا جائے تو جنوب پنجاب كی طرح سندھ میں كهیں بھی نئے صوبے كا مطالبه نهیں كیا گیا هے اور دیكها جائے تو سندھی اس سلسلے میں كافی متحد اور متفق نظر آتے هیں یهی وجه هے كه جب شهباز شریف نے سندھ میں نئے صوبے كی بات كی تو تمام كے تمام سندھی جماعتوں كا ایك هی موقف تھا اور انهوں نے نه صرف اس كی مخالفت كی بلكه شهباز شریف كی اس حركت پر آگ بگوله هوگئے اور یهاں تك كه مسلم لیگ ن كے دفتر پر بھی هله بول دیا
دوسری بات صافی صاحب یه كرتے هیں كه عوامی نیشنل پارٹی سرائیكی صوبے كے حق میں تو هے لیكن هزاره كو نیا صوبه بنانے میں هرگز دلچسپی نهیں لیتے صافی صاحب یهاں یا تو قصدًا غلط بیانی سے كام لے رهے هیں یا وه اس سلسلے میں معلومات نهیں ركھتے میں یهاں یه عرض كرتا چلوں كه عوامی نیشنل پارٹی نے كبھی هزاره صوبه كی مخالفت نهیں كی هے اور پارٹی رهنماٶں كی طرف سے وقتًا فوقتًا بیانات آتے رهے هیں كه هم هزاره صوبے كے مخالف نهیں هیں لیكن هماری خواهش هے كه تشدد اور توڑ پهوڑ والی پالیسی كو ترك كركے جمهوری طریقے سے اس كا حل تلاش كیا جائے یعنی كه جس طرح هم نے صوبے كے حقوق كیلئے پاكستان كے قیام سے لے كر اب تك ایك طویل جدوجهد كی تب جا كر همیں اپنی شناخت ملی اسی طرح هزاره كے لوگ جو اس صوبے كے حق میں هیں بھی جمهوری راسته تلاش كریں اور پارلیمنٹ میں یه مسئله حل كریں نه كه سڑكوں پر۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔كل بھی وزیراعلی امیر حیدر هوتی كا بیان آیا هے كه هم هزاره صوبے كے هرگز مخالف نهیں هیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔پارٹی كے مركزی رهنما اسفندیار ولی خان اور افراسیاب خٹك بھی یهی بات كرچكے هیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by aabi2cool View Postہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by Mayan khan View Postصافی صاحب نے كافی اچھی اور جامع باتیں كی هیں اور میں ان سے كافی حد تك متفق هوں لیكن مندرجه بالا پوائنٹس سے میں متفق نهیں هوں
صافی صاحب لكهتے هیں كه ایم كیو ایم بهاولپور اور سرائیكی صوبے كی حامی هے لیكن سندھ میں نئے صوبے كے مطالبے پر سیخ پا هے اور یهی بات پیپلز پارٹی كے بارے میں بھی كهی هے لیكن اگر سوچا جائے تو جنوب پنجاب كی طرح سندھ میں كهیں بھی نئے صوبے كا مطالبه نهیں كیا گیا هے اور دیكها جائے تو سندھی اس سلسلے میں كافی متحد اور متفق نظر آتے هیں یهی وجه هے كه جب شهباز شریف نے سندھ میں نئے صوبے كی بات كی تو تمام كے تمام سندھی جماعتوں كا ایك هی موقف تھا اور انهوں نے نه صرف اس كی مخالفت كی بلكه شهباز شریف كی اس حركت پر آگ بگوله هوگئے اور یهاں تك كه مسلم لیگ ن كے دفتر پر بھی هله بول دیا
دوسری بات صافی صاحب یه كرتے هیں كه عوامی نیشنل پارٹی سرائیكی صوبے كے حق میں تو هے لیكن هزاره كو نیا صوبه بنانے میں هرگز دلچسپی نهیں لیتے صافی صاحب یهاں یا تو قصدًا غلط بیانی سے كام لے رهے هیں یا وه اس سلسلے میں معلومات نهیں ركھتے میں یهاں یه عرض كرتا چلوں كه عوامی نیشنل پارٹی نے كبھی هزاره صوبه كی مخالفت نهیں كی هے اور پارٹی رهنماٶں كی طرف سے وقتًا فوقتًا بیانات آتے رهے هیں كه هم هزاره صوبے كے مخالف نهیں هیں لیكن هماری خواهش هے كه تشدد اور توڑ پهوڑ والی پالیسی كو ترك كركے جمهوری طریقے سے اس كا حل تلاش كیا جائے یعنی كه جس طرح هم نے صوبے كے حقوق كیلئے پاكستان كے قیام سے لے كر اب تك ایك طویل جدوجهد كی تب جا كر همیں اپنی شناخت ملی اسی طرح هزاره كے لوگ جو اس صوبے كے حق میں هیں بھی جمهوری راسته تلاش كریں اور پارلیمنٹ میں یه مسئله حل كریں نه كه سڑكوں پر۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔كل بھی وزیراعلی امیر حیدر هوتی كا بیان آیا هے كه هم هزاره صوبے كے هرگز مخالف نهیں هیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔پارٹی كے مركزی رهنما اسفندیار ولی خان اور افراسیاب خٹك بھی یهی بات كرچكے هیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
Lekin baat goom phir ke aik baar phir wohi aaye gi ke Soobon ka keyaam lisaani bunyaadon per ho ya ke intzami bunyaadon per. Ager vote game he to sirf Lisani bunyaadon per ho ga aur ager Mulk aur awam-un-naas ki behtari ke liye he to intzami bunyaadon per ho ga. Intzami bunyaadon per dekha jaye to Sindh mein intzami badhaali Punjab mein kai ziada he. Kyoon na ibtada usi taraf se ki jaye jis jagah is ki ziada zaroorat he.
Mayan sahib such poochiye to mein in halaat mein kisi bhi naye soobay ke keyaam ke haq mein nahi hoon. Hamein filfoor stability ki zaroorat he aur phir aik national consensus develop kerne ki zaroorat he. Yeh mazak nahi ke aik MNA ne apna vote berhanay k liye nara lagaya aur jahaloon ki fooj ko lead kia aur banaany chalay neya sooba. Kaash hamaari sooch aik hoti hum mein bud'niyaat loog na hotay. Puray mulk ko intzami bunyaadon aur behtari k liye 100 hisson mein bhi takseem ker dia jata to takleef na hoti. Lekin badniyaati per mabni aur voton ki is game ko hamari unperh awaam kahan samajne wali he:thmbup:
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by munda_Sialkoty View PostAap ka yeh nukta ke Sindhi Mutfiq hein ke sindh ko divide ker ke mazeed koi sooba na banaya jaye. Aur Shehbaz Shareef ke aik beyaan per PML-N ke dafatar ki toor phoor ko justify ker dia. Mein is mantak se mutfiq nahi hoon. Yeh Meetha Meetha hup hup aur Koora koora thoo thoo wali baat ho gai. Insaaf sub k liye aik jesa hona chahiye. Ager Sindh ke loog yeh bardasht nahi kerte ke Punjab ki koi aksariyati party un ke soobay ke baray mein koi beyan b de to MQM ko bhi koi haq hasil nahi ke wo Bahawalpur aur Multan soobay ke mutalbay mein aagay berhein. Let it be completely on the disposition of the people and Govt of Punjab to decide their own fate. Meri yeh statement talakh he per us formullay ko justify kerti he jo Sindh ki jamaaton ne khud set kia.
Lekin baat goom phir ke aik baar phir wohi aaye gi ke Soobon ka keyaam lisaani bunyaadon per ho ya ke intzami bunyaadon per. Ager vote game he to sirf Lisani bunyaadon per ho ga aur ager Mulk aur awam-un-naas ki behtari ke liye he to intzami bunyaadon per ho ga. Intzami bunyaadon per dekha jaye to Sindh mein intzami badhaali Punjab mein kai ziada he. Kyoon na ibtada usi taraf se ki jaye jis jagah is ki ziada zaroorat he.
Mayan sahib such poochiye to mein in halaat mein kisi bhi naye soobay ke keyaam ke haq mein nahi hoon. Hamein filfoor stability ki zaroorat he aur phir aik national consensus develop kerne ki zaroorat he. Yeh mazak nahi ke aik MNA ne apna vote berhanay k liye nara lagaya aur jahaloon ki fooj ko lead kia aur banaany chalay neya sooba. Kaash hamaari sooch aik hoti hum mein bud'niyaat loog na hotay. Puray mulk ko intzami bunyaadon aur behtari k liye 100 hisson mein bhi takseem ker dia jata to takleef na hoti. Lekin badniyaati per mabni aur voton ki is game ko hamari unperh awaam kahan samajne wali he
baaqi aap ka point ye hai ke agar punjab ke 2 soobay bantay hain to sindh ke bhi bannay chahiye ye teek nahi.......haaan agar kal for example Sindh ke kuch muhajir utt karhay hoon ke hamein alag sooba chahiye to phir teek hai....laiken iss waqt aisi koi tehreek dikhaaye nahi daiti to.......mudayee sust gawah chust waala maamla hai.......Punjab mein to Seraiki nikal parhay hain sarkon pe apney soobay ke liye magar sindh mein koi aisi baat hai nahi..........and that is the pointمٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by jamil123 View Postamazing....buhat ghari nazar hay apki syasat aur halat-hazara par....logo ko asal may mahromian itni mili hui hain wo kuch na kuch khud hi soch lyty hain aisa hoto shyid hum crore patti hojyin gain jasay khabi bangali sochty thy sara hamara pat-sun income west pakististan kha jata hum alug hoy tu sab crore patti hojyin gain kya hua 40% ajj sahi say 40 saal guzrnay kay bawjod sathyi gurbat=[2$/day] say neecgy hain...yahi haal balochis ka hay gas pakistan kha raha hay...badly may....suger-wheat-cotton-daal chawal pata nhi kya kya mil raha hay wo nhi dekh raha alug hoga sub import karain gain bhokay mar jayin gain gas bech kay lain gain kya inko khud tu pori nahi parti is waqt bhi[qadir-magsi gas field sindh] 70% humari zaroriat gas ki pori kur rhi hay...balochistan may crops konsi hain ...any ways unity is strength sub kuch na kuch aik dosry ko dain kay kushal rah sakty hain.. LONG LIVE PAKISTAN Ameen
ab aap ne bengal ki baat cherr hi dee hai to mein araz karta chaloon ke haan ye drust hai ke aaj bhi bangladesh mein ghurbat hai , pehley bhi thi aaj bhi hai...aur har taraqi pazeer mulk mein ghurbat hai....kyunke qoumain raaton raat taraqi yaafta nahi banti.......too aaj Bangladesh mein ghurbat to hai par bengali khush hain ke koi bhutto to nahi hai to unki aksariyat ko aqliat ke saamney ghutney teknay pe majboor karay.......koi Ayub khan nahi hai ab joo unki aksariyat ko khatam karnay ke liye One Unit wala game kheley..wo khush hain ke aaj unki apni zubaan hai koi dectator un pe Urdu musalat nahi karsakta...koi unka massacre nahi kar sakta....aap history utta kar dekhain to pata chalega ke bangaldesh kaisay bana? yaad hai 1970-71 ke election results.? jab Sheikh mujeeb ur rehman ki Awami league ney poorey mulk mein numayan kaamyabi hasil ki jab madd-e-muqabil Bhutoo ke PPP sirf Punjab aur Sindh provinces mein thi......Phir Marshal Law kyu lagaya gaya?......Aksariyat ko aqliat ke saamnay surrender honey ko q kaha gaya?.........Bangladesh bana hai to Panjabi establishment ki man maani ki waja se and they are still eager to repeat the same blunder once again by not giving enough rights to small provinces.....I know aap ne Mutalia e pakistan parha hoga.......but sorry my dear you have to accept that "Karwa sach".........iss mein bangaliyo ki koi ghalti nahi thi aur na hii aaj ke balouchon aur pukhtoono ki hai.......مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by Mayan khan View PostYou missed the point dear........asal mein mein kehna ye chahtaa hoon ke Hazara ke logg constantly demand kar rahay hain aur kayi saalon se kehtey aa rahay hain ke unko alag sooba diya jaaye.....soo teek hai Pakistan aik jamhoori mulk hai aur har aik ko apney haq ke liye awaaz uttani chahiye......mera aik dost hai Haripur se wo jab bhi milta hai yahi kehta hai ke InshaAllah hazara sooba ho ke rahega.....and i agree with him......jab unn logo ki demand hai to iss mein haraj hi kya hai???? laiken iskey liye ouchey hathkanday ikhtyar nahi karnay chahiye aur voilence se parhaiz kiya jaaye......jamhoori hakoomaton mein faisalay parliment mein hotay hain........anyone who demand for their separate provinces should come through parliament.....agar aksariat unke haqq mein hogi to sooba bann jayega.....jaisa ke ANP ne name change karney ke liye Nation assembly aur Senate dono mein qarar daad paish kee jisay pakistan ke muntakhab numayendo ney ittefaq kiya aur manzoor karwaya.......issi tara Hazara aur seraiki logg bhi apney elected numayindo ke through assembly mein debate karain agar aksariyat agree kar jaati hai to teek warna .........
baaqi aap ka point ye hai ke agar punjab ke 2 soobay bantay hain to sindh ke bhi bannay chahiye ye teek nahi.......haaan agar kal for example Sindh ke kuch muhajir utt karhay hoon ke hamein alag sooba chahiye to phir teek hai....laiken iss waqt aisi koi tehreek dikhaaye nahi daiti to.......mudayee sust gawah chust waala maamla hai.......Punjab mein to Seraiki nikal parhay hain sarkon pe apney soobay ke liye magar sindh mein koi aisi baat hai nahi..........and that is the point
Mera point aik baar phir wohi he ke ager naik niyaati se punjab ko 10 soobon mein bhi baant dia jaye to mujay aitraaz na ho ga. Lekin lagta he aap seyaasi kheel se aashna nahi hein. Yahan per soobon ka keyaam apna vote bank bananay k liye ziada he aur system ko theek kerne k liye kum he. Aap keh rahay hein ke Sindh ki awaam cool as cucumber he. Is ka jawaab mein youn dena chahoon ga ke Pakistan mein tehreek awaam se nahi phelti bulke hukmaraano aur parties ke manshoor hotay hein jin se tehreekein pheelti hein. Mein kehta hoon ke aaj PPP Khairpur mein jalsa karay, Tharparkar mein jalsa karay, Hyderabad aur Nawabshah mein jalsa karay aur ailaan karay ke wo in ilaaqon ko Aik neyaa sooba bana de gi. Mein dekhta hoon ke phir wahan ki awaam apne apne respective areas ko soobay ka darja dilanay se pehlay kese ruktay hein.
Hamari awaam kut'putli he isay nachana hamaray leaders khoob jantay hein. Hum baat ager sindh ki kerte hein to Karachi aur Hyderabad ke ilawa hamaray zehan mein aur koi city he nahi aata aur yahi 2 cities Sindh ke exclusive representative ke toor per nazar aatay hein. Sindh ke pasmanda ilaaqon per bhi aik nazar maar li jaye un ka intzaami dhancha dekha jaye phir mujay pura yakeen he ke punjab ko takseem kerne ki baat aap ko bhool jaye gi.
Lekin end pe phir yahi kahoon ga ke soobon ko intzaami bunyaadon per takseem kerna bura nahi lekin is ki bunyaad naik niyaati per ho gi to nazaam achay se phal phool sakay ga.:thmbup:
Comment
-
Re: pakistan main naye soobay ?
Originally posted by Mayan khan View Postab aap ne bengal ki baat cherr hi dee hai to mein araz karta chaloon ke haan ye drust hai ke aaj bhi bangladesh mein ghurbat hai , pehley bhi thi aaj bhi hai...aur har taraqi pazeer mulk mein ghurbat hai....kyunke qoumain raaton raat taraqi yaafta nahi banti.......too aaj Bangladesh mein ghurbat to hai par bengali khush hain ke koi bhutto to nahi hai to unki aksariyat ko aqliat ke saamney ghutney teknay pe majboor karay.......koi Ayub khan nahi hai ab joo unki aksariyat ko khatam karnay ke liye One Unit wala game kheley..wo khush hain ke aaj unki apni zubaan hai koi dectator un pe Urdu musalat nahi karsakta...koi unka massacre nahi kar sakta....aap history utta kar dekhain to pata chalega ke bangaldesh kaisay bana? yaad hai 1970-71 ke election results.? jab Sheikh mujeeb ur rehman ki Awami league ney poorey mulk mein numayan kaamyabi hasil ki jab madd-e-muqabil Bhutoo ke PPP sirf Punjab aur Sindh provinces mein thi......Phir Marshal Law kyu lagaya gaya?......Aksariyat ko aqliat ke saamnay surrender honey ko q kaha gaya?.........Bangladesh bana hai to Panjabi establishment ki man maani ki waja se and they are still eager to repeat the same blunder once again by not giving enough rights to small provinces.....I know aap ne Mutalia e pakistan parha hoga.......but sorry my dear you have to accept that "Karwa sach".........iss mein bangaliyo ki koi ghalti nahi thi aur na hii aaj ke balouchon aur pukhtoono ki hai.......Last edited by Jamil Akhter; 3 May 2011, 12:28.ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
Comment