Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

boycott products list

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • boycott products list

    salaam

    i dont know if this has been posted on pegham, lekin yeh info zaroori hai so i will post it

    this is a list which has been circulated jis main batatey hain konsi products istamaal nahi karni chahiyeh to support the boycott

    We must stop buying these products as this would be a civilized way to register our protests against the culprits!!!

    thanks










    :jazak:
    :alhamd:

  • #2
    Re: boycott products list

    jazakAllah jaazba. We must refrain from buying any products which are produced by the enemies of islam and humanity.

    Comment


    • #3
      Re: boycott products list

      please can u explain jhumroo, unfortunately i am a bit slow

      thanks
      :alhamd:

      Comment


      • #4
        Re: boycott products list

        :jazak:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: boycott products list

          jazak ALLAH bohat khooob jazaba bhai nice work
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: boycott products list

            Assalaam o alekum,


            Main jahaan rehtaa hun wahan yeh products milte hi nahin to main kisskaa bycott karoon:cc: :cc: :cc: iss list ko perhnien se yehi pataa chalataa hai ke yeh sab denark ke products hain ab kyaa denmark mien rehnien waale muslims in products kaa bycott ker sakte hain ??? shayad nahin kyun ke ager wo in products kaa bycott kerte hain to wo wahaan kisskaa product istemaal kariengey bhalaa :cc: :cc: :cc: to mere khayaal se ager humien waaqaee protest kernaa hai to hum khud ko baaz rakhein in countys mien jaanien se lekin nahin aisa hum nahin kar sakte :( :( :( islam kaa sabse bara dushman ager koee hai to wo hai USA lekin kyaa hum USA kaa bycott ker rahe hain ??? nahiiiiiiiiiiiiiiii
            :tang: RISK IS MY BUSINESS

            DANGER IS MY GAME

            DONT PLAY WITH ME
            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

            Comment


            • #7
              Re: boycott products list

              aap ne sahi kah khurram , wese jahan hum rehtey ahin waha yeh items her jaga miltey hain, aur ab to mukamal baycott ker diya hai, ab to item meri mum purchase ker bhi chuki hain ounhein bhi check ker ke use kerti hoon Dk ki to nahi :tauba

              Lurpak butter, i was used to love magar ab dekhney ko bhi dil nahi kerta :(
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: boycott products list

                Asslam-o_Alikum WR WB

                me nay to kab ki chori hui hay ya cheezqain

                FeaamnAllah
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                Comment


                • #9
                  Re: boycott products list

                  Originally posted by aabi2cool
                  jazak ALLAH bohat khooob jazaba bhai nice work

                  :cc: bhai kis ko bolaa?
                  :alhamd:

                  Comment


                  • #10
                    Re: boycott products list

                    Originally posted by khurram_shaikh
                    Assalaam o alekum,


                    Main jahaan rehtaa hun wahan yeh products milte hi nahin to main kisskaa bycott karoon:cc: :cc: :cc: iss list ko perhnien se yehi pataa chalataa hai ke yeh sab denark ke products hain ab kyaa denmark mien rehnien waale muslims in products kaa bycott ker sakte hain ??? shayad nahin kyun ke ager wo in products kaa bycott kerte hain to wo wahaan kisskaa product istemaal kariengey bhalaa :cc: :cc: :cc: to mere khayaal se ager humien waaqaee protest kernaa hai to hum khud ko baaz rakhein in countys mien jaanien se lekin nahin aisa hum nahin kar sakte :( :( :( islam kaa sabse bara dushman ager koee hai to wo hai USA lekin kyaa hum USA kaa bycott ker rahe hain ??? nahiiiiiiiiiiiiiiii
                    toh pir aap dekh ker usa ki products istamaal karna chor do janaab

                    everyone can do thier own bit to help

                    :dua
                    :alhamd:

                    Comment


                    • #11
                      Re: boycott products list

                      :masha

                      please keep passing this list to all u know

                      :jazak:
                      :alhamd:

                      Comment


                      • #12
                        Re: boycott products list

                        Assalam-0-Alaikom:rose

                        ALHAMDOLILLAH i dont use any of these produtcs

                        TELENOR is also included in this list
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #13
                          Re: boycott products list

                          thnks for telling me............

                          Comment


                          • #14
                            Re: boycott products list

                            hmmm nice work dear

                            thanx alot

                            Comment


                            • #15
                              Re: boycott products list

                              Originally posted by khurram_shaikh
                              Assalaam o alekum,


                              Main jahaan rehtaa hun wahan yeh products milte hi nahin to main kisskaa bycott karoon:cc: :cc: :cc: iss list ko perhnien se yehi pataa chalataa hai ke yeh sab denark ke products hain ab kyaa denmark mien rehnien waale muslims in products kaa bycott ker sakte hain ??? shayad nahin kyun ke ager wo in products kaa bycott kerte hain to wo wahaan kisskaa product istemaal kariengey bhalaa :cc: :cc: :cc: to mere khayaal se ager humien waaqaee protest kernaa hai to hum khud ko baaz rakhein in countys mien jaanien se lekin nahin aisa hum nahin kar sakte :( :( :( islam kaa sabse bara dushman ager koee hai to wo hai USA lekin kyaa hum USA kaa bycott ker rahe hain ??? nahiiiiiiiiiiiiiiii
                              Khurram bhai Denmark mein rah rahe muslim kahan jayenge, aur kaise ehtejaj karenge. that's impossible.
                              Denmark is the country of Milk, so milk se ban-ne wali edible items jaise, milk, chocolate, juice, cheese, ghee etc etc ka Denmark world mein leading exporter country hai, jiska mostly economic export business pe munhaser hai, uske apney mulk mein jitna consume hota hai uss se kahin zyadah consume abroad market mein hai, mostly Islamic mulkon mein, agar unn mulkon se Denmark products ka bycott kiya jayega to definetly Denmark ka Economic to girega. Market mein and internationaly economic mein peechhey ho jayega...yehi to shikast hogi uss mulk jab per capita income just half ho jayega.
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment

                              Working...
                              X