Assalamualaikum
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Jihaad Bezari:::
Collapse
X
-
-
Re: Jihaad Bezari:::
jums aap ne nehayet hi nazuk mugar ahem maslay ko mozoo bnaya hey, In sub halaat ki zimedari sirf hakoomat ya awaam per aayed nhi hoti iss ki barri wajah hum musalmano ki deen se doori aur jahalat hey.
Mein yehan sub se request karti hoon k wo "Jihaad, iss ki zaroorat aur iss k mataluq ISLAMI QWANEEN k baray mein likhein k jihaad ka hukm kahan kahan aur kin soorton mein aur kis per lagoo hota hey? Iss liye k jihaadi tanzeemon ne boht see maoun k bachon ko, behnon k bhaiyon ko brain wash kar k apnay maqased ki bhaint charrha chuki hein, aur mein un behnon mein se aik hoon. Kia aik ISLAMI saltnat ki ISLAMI HAKOOMAT k hotay huye kisi fard e wahid ya kisi tanzeem par jihaad frz hota hey? Khuda k liye Kisi ki bhi kisi jazbati taqreer ko sun kar, bagher tehqeeq kiye, bagher ilm ke khud par jihad farz mat kijiye. Iss k liye aap QURAN aur SUNNAT ka gehra mutala'a kijiye ta k aap par aik dehshat gard aur aik mujahid ki haqeeqat wazeh ho sakay. Agar mein ghalti par hoon to Allah Taala mujhey moaff farmaye aur agar aap ghalti par hein to Allah Ta'ala aap ko hadayet ata farmaye. ameen
(mera maqsad kisi per tanqeed karna hargz nhi hey, phir bhi kisi ko koi bhi bat buri lagi ho to peshagi ma'azrat chahti hoon)
Comment
-
Re: Jihaad Bezari:::
Originally posted by WOH LARKI View Postjums aap ne nehayet hi nazuk mugar ahem maslay ko mozoo bnaya hey, In sub halaat ki zimedari sirf hakoomat ya awaam per aayed nhi hoti iss ki barri wajah hum musalmano ki deen se doori aur jahalat hey.
Mein yehan sub se request karti hoon k wo "Jihaad, iss ki zaroorat aur iss k mataluq ISLAMI QWANEEN k baray mein likhein k jihaad ka hukm kahan kahan aur kin soorton mein aur kis per lagoo hota hey? Iss liye k jihaadi tanzeemon ne boht see maoun k bachon ko, behnon k bhaiyon ko brain wash kar k apnay maqased ki bhaint charrha chuki hein, aur mein un behnon mein se aik hoon. Kia aik ISLAMI saltnat ki ISLAMI HAKOOMAT k hotay huye kisi fard e wahid ya kisi tanzeem par jihaad frz hota hey? Khuda k liye Kisi ki bhi kisi jazbati taqreer ko sun kar, bagher tehqeeq kiye, bagher ilm ke khud par jihad farz mat kijiye. Iss k liye aap QURAN aur SUNNAT ka gehra mutala'a kijiye ta k aap par aik dehshat gard aur aik mujahid ki haqeeqat wazeh ho sakay. Agar mein ghalti par hoon to Allah Taala mujhey moaff farmaye aur agar aap ghalti par hein to Allah Ta'ala aap ko hadayet ata farmaye. ameen
(mera maqsad kisi per tanqeed karna hargz nhi hey, phir bhi kisi ko koi bhi bat buri lagi ho to peshagi ma'azrat chahti hoon)
bahut shukriya
wasalaam...:)
Comment
Comment