Friday, February 03, 2006 ko Al Salam Boccaccio naam ka ek paani jahaz jo ke North Duba port Saudi Arabia se Al Safaga port Egypt ja raha tha jismey 1400 log sawar thay, most of them were Egyptian aur wo log hajj kar ke wapas ja rahey tha, mausam kharab rahney aur naa maaloom aag lagney ki wajah se samandar mein gharq ho gaya, 400 logon ko rescue team ne bacha liye, lagbhag 1000 logon ke doobne ki khabar hai.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Al Salam Ship Sank In Red Sea
Collapse
X
-
Re: Al Salam Ship Sank In Red Sea
Assalaam o alekum,
bahoot afsoosnaaq khaber hai Allaah halaaq hoonien waaloon ko jannat ul firdos mien jageh dein ameen summa ameen shukriya share kernien kaa:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Al Salam Ship Sank In Red Sea
itna bara afsosnaak waqeya hai yeh ...
jo fout hovey hain in kay rishtadaroo nay in ki company ko aag laga di hai ..
Comment
Comment