Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Personality of the Week - Adolf Hitler

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

    Walaikum Assalaam

    Detailed answer will follow shortly :)

    Bohat acha topic start kia hay aap nay, khiraj-e-tehseen qubool kijyey.

    Khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

      sorry 4 late reply... men yeh especially S.A.Z g k liya kra hy qk unko roman urdu mein mushkil ati hy... next mein sham ye rat mein karon ge abi itni he himatthe type karny ke... because bukhar ki wajha sy eyes mein pain honay laga hy...

      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #18
        Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

        اسلام علیکم کرسٹل تھنکنگ جی!۔
        کرسٹل جی اس قدر محنت؟؟؟اس قدر اخلاص :)۔مجھے اندازہ ہے کہ ان پیچ میں اردو اور انگلش ملا کر لکھناکس قدر مشکل ہو تا ہے خاص طور پر جب آپ کو پتہ چلے کے انگلش کے "اسپیلنگ "غلط ہوگئے ہیں یا اردو کے "ہجے"درست نہیں اور انہیں ریمور کر کے دوبارہ لکھا جائے تو ان پیج کیسے کیسے کرتب کروا ڈالتا ہے۔اس قدر اخلاص کا بہت بہت بہت شکریہ، میرے پاس الفاظ کا ہمیشہ اچھا خاصہ زخیرہ موجود ہوتا ہےلیکن آج وہ سارے کا سارے کم لگنے لگا
        آپ کو بخار کی حالت میں یہ سب نہیں کرنا تھا اپنی صحت کیجانب خاص توجہ دیجئے اللہ جی آپ کو جلد از جلد مکمل صحتیابی عطا فرمائیں آمین:rose۔
        Last edited by S.Athar; 14 May 2010, 10:48.
        :star1:

        Comment


        • #19
          Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

          Logo'n hitler ki biography complete kardo - warna hitler ko ghusa bhi asakta he

          Comment


          • #20
            Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

            Wa Alaikum Aslam,

            Bohat acha silsila shuru kia he. Infact mein ne Hitlar aur World war II ko bohat detail se study kia he in fact mein ne thousands pages perhay hein is world war II ko understand kerne ke liye. Waqt ki kami ke bais mein shortcut mein he batata rahoon ga.

            Adolf Hitler 1889 ko Austria mein paida hua, is ke father isay civil services mein isay lana chahtay thay lekin yeh artist banana chahta tha. Perhai mein mediocre tha aur baap ki wafat ke baad is ne apni perhai choor di aur yeh infact apna high school bhi complete na ker saka. Kuch dair art se taba'azmai kerne ke baad yeh German mein shift ho gaya aur wahan Civil Services join kein. Pehli jang-e-azeem mein yeh berh charh ker lara aur jang ke dooran kafi zakhmi bhi ho gaya. Jang ke baad is ka ilaaj chalta raha aur recover honay ke baad is ne NAZI (party) ko join kr lia. Yahoodiyoon se nafrat is ke dil mein shayad buchpan se he bethi hui thi. Choonke is ka baap bhi short tempered tha to is ne bhi kuch traits apnay baap se inherit kiye. Nazi mein jatay he is ne storm troopers ke naam se apni aik civil army teyaar ki jo ke, aur phir yeh apni strength ki waja se 1921 ya 1922 ko NAZI ka head ban gaya.
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

              1923 mein bhagawat ke ilzam mein isay jail jana pari aur isay 5 saal kaid ki saza sunai gai. Lekin isay sirf 9 month he jail mein rehna para jahan is ne apni aik kitaab likhi "Mein Kempf" ke naam se. Is kitaab mein jahan German ki bad policies ko high light kia wahan is ne suggestions bhi dein ke 1st world war mein German ko jo nuksaan uthana para aur isay jin ilaakon se haath dhoonay paray unhein kese wapis lia ja sakta he. Is ki tehreer mein bohat aggression tha aur kafi nasli imteyaaz bhi tha. Is ne Germans ko superior of all human beings karaar dia, aur yahoodiyoon ko sub se nichlay tabkay se categorize kia. Lekin is nasli aur mazhabi imteyaaz se bhi hutt ker wo is baat ko bohat achi tarah baamp gaya tha ke Jews aglay waqtoon mein german ke liye bohat nuksaan de ho saktay hein. Wo achi tarah jaanta tha ke ager yahoodi isi tarah panaptay rahay to aik din world economy aur media per kabiz ho jaein ge. Aur yeh baat to aaj kul hum dekh he rahay hein aur is se hum andaza laga saktay hein ke Hitlar kitna door andeesh tha.

              1930 ke intkhaabaat se pehlay Hitler ne Nazi ko kaamyaab bananaay ke liye bohat mehnat ki aur is ki makbooliyat ki sub se bari waja his ki book "Mein Kempf" aur is ki jazbaati takreerein banein. Is ki takareer mein aik khaas tarah ka asar hota jo ke wahan moojood audience ko apnay hassaar mein le leta. Nazi aik bohat he chooti si party thi lekin 1930 aur phir 1932 ke intakhabaat mein yeh second largest party ban ker samnay aai. Jub yeh second largest party ban gai to Hitler ki civil army "storm troopers" ne galiyoon mein bazaaron mein march ki aur Yahoodiyoon ko aik bohat clear message dia ke ager hum bar'sar'e'iktadaar aa gaye to phir aap ka naam-o-nishaan khatam ker dia jaye ga.
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                1933 mein chancellor bananay ke baad is ne German ke constitution ko suspend ker dia aur force se intazami machinary sambhali. Apnay bar'sar-e-iktadaar aanay ke baad is ne kuch bohat he baray major reforms kiye jis mein is ne Tanks aur Armaments ki production mein bohat izaafa kia. Is ne apni forces ko bohat tezi se increase kia. Is ne 60 lakh se ziada loogon ko apni army mein zabardasti shamil kia. Maksad is ke peechay aik he tha ke World War I ke baad honay walay nuksan ko compensate kerna aur Germany ko dunia mein super power ke toor per emerge kerna. Mid 1939 (I forgot the exact month) ko is ne Russia ke saath aik treaty sign ki jisay "Non-aggression pact" ka naam dia gaya. Is mein yeh tay paya ke ager Russia (jo us waqt USSR kehlata tha) ya German mein se koi bhi aik doosray per hamla nahi karay ga. Aur dono country aik doosray ko support kerte rahein ge. (Baki ainda)
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                  My question to thread starter: Yahan pe sirf Hitner ki biography ko he focus kerna he ya us ki policies aur World War II ko bhi highlight kia ja sakta he?
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    My question to thread starter: Yahan pe sirf Hitner ki biography ko he focus kerna he ya us ki policies aur World War II ko bhi highlight kia ja sakta he?
                    app policies highlight karsakte he - jin se app ko ikhtelaf ho ya app mutafiq ho - app ne apne views dene he hitler ki personality ke hawale se -

                    Comment


                    • #25
                      Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                      wow bra zabardast topic hai . . . I m a big fan of Adolf Hitler . . .
                      thora sa us k baray me parha hai

                      aur yahan bhi is k baray me bhot sari infprmation mil rahi

                      plz jari rakhain .... mujhe intazar rahay ga. . . .kafi arsay baad aik dilchasp topic mila hai PG per
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                        Hitler was a great leader





                        Comment


                        • #27
                          Re: Personality of the Week - Adolf Hitler



                          میں بولوں ؟؟؟


                          وہ باتیں ہٹلر کے بارے میں جو شاید آج تک اپ نے نہ سنی ہوں نہ کسی کتب میں شائع
                          ہوئی ہوں۔۔




                          :ys:BKS
                          :(

                          Comment


                          • #28
                            Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                            please batyin i am so excited...intazar rahy ga
                            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                            Comment


                            • #29
                              Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                              اچھا اپ کو ہٹلر میں اتنی دلچسپی کیوں ہے ؟بتانا پسند کریں گے ؟
                              :(

                              Comment


                              • #30
                                Re: Personality of the Week - Adolf Hitler

                                Originally posted by بابا کھجل سائیں View Post
                                اچھا اپ کو ہٹلر میں اتنی دلچسپی کیوں ہے ؟بتانا پسند کریں گے ؟
                                ji kay Germans nay itni power kasi hasil ki? hitler yahodio ka itna dushman kyon tha? ye sab
                                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                                Comment

                                Working...
                                X