Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bazaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bazaar

    Orya Maqbool Jan
    Attached Files


  • #2
    Re: Bazaar

    Kamzoron per pabandian lagti hi hain
    werna un ko kesay pata chelay k 2sra us se taqatwer hy

    Comment


    • #3
      Re: Bazaar

      بہت خوب عمدہ تحریر کو شئر کرنے کا بہت بہت شکریہ۔
      :star1:

      Comment


      • #4
        Re: Bazaar

        Salam,
        Iss article ko mey do hisson mey taqseem ker deyti hun, aik France mey Burqa per lagaya janey wala ban aur aik Fashion industry, Chun k Fashion industry Pakistan aur deegar muslim mumaalik mey bhi aik khatarnaak role ada ker rahi hai iss liye mey iss pe baat nahi karun gi.

        Orya Maqbool Jan ney tadaad 1900 batai hai lekin merey apney ilm k mutabiq ye sirf 200 sey 250 k darmayan khawateen hain aur agar sab nahi tau majority No-muslim khawateen hain. Aur chunkey Media ka kaam bas issues create kerna hota hai tau iss liye inhon ney in khawateen ko bohot ziada highlight kiya hai, aur phir mazeed issey dramatise kerney k liye documentaries banai jati hain, jaisey aik doc. mey dekh rahi thi aur uss mey aik journalist aik khatoon sey poochta hai k agar ye law pass ho jata hai tau kya being France citizen aap issey violate karein gi? aur uss ney kaha k "haan, mey apna hijab zaroor practice karun gi chahey ye law pass ho jaye"... Halankey being citizen aap state laws k against kaisey ja saktey hein? and acc. to my knowledge islam hamein ye sikhata hai k jahan aap rehtey ho wahan k laws aap follow kertey ho.

        Meyra concern sirf ye hai k Islam mey aik larki ka hijaab ye hai k uss ki saari body properly cover ho ma-siva chehrey aur hathon k,

        secondly personally i think k hijaab ka aik maqsad ye bhi hota hai k aap aeysa libaas na pehnein k log aap ki taraf mutawajjo hon.

        thirdly iss saari kahani mey musalmano ki zindagiyan (khas ker muslim larkiyon ki) mazeed mushkil ho jati hain.

        May Allah subhanwa'tala guides us and helps us to practice Islam in its true essence and May He make it easy for us. Ameen.
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Bazaar

          Originally posted by naveed iqbal View Post
          Kamzoron per pabandian lagti hi hain
          werna un ko kesay pata chelay k 2sra us se taqatwer hy
          to kis ne kaha k kamzor rahen:fight:
          Originally posted by SAZ View Post
          بہت خوب عمدہ تحریر کو شئر کرنے کا بہت بہت شکریہ۔
          :rose
          Originally posted by Z. View Post
          Salam,
          Iss article ko mey do hisson mey taqseem ker deyti hun, aik France mey Burqa per lagaya janey wala ban aur aik Fashion industry, Chun k Fashion industry Pakistan aur deegar muslim mumaalik mey bhi aik khatarnaak role ada ker rahi hai iss liye mey iss pe baat nahi karun gi.

          Orya Maqbool Jan ney tadaad 1900 batai hai lekin merey apney ilm k mutabiq ye sirf 200 sey 250 k darmayan khawateen hain aur agar sab nahi tau majority No-muslim khawateen hain. Aur chunkey Media ka kaam bas issues create kerna hota hai tau iss liye inhon ney in khawateen ko bohot ziada highlight kiya hai, aur phir mazeed issey dramatise kerney k liye documentaries banai jati hain, jaisey aik doc. mey dekh rahi thi aur uss mey aik journalist aik khatoon sey poochta hai k agar ye law pass ho jata hai tau kya being France citizen aap issey violate karein gi? aur uss ney kaha k "haan, mey apna hijab zaroor practice karun gi chahey ye law pass ho jaye"... Halankey being citizen aap state laws k against kaisey ja saktey hein? and acc. to my knowledge islam hamein ye sikhata hai k jahan aap rehtey ho wahan k laws aap follow kertey ho.

          Meyra concern sirf ye hai k Islam mey aik larki ka hijaab ye hai k uss ki saari body properly cover ho ma-siva chehrey aur hathon k,

          secondly personally i think k hijaab ka aik maqsad ye bhi hota hai k aap aeysa libaas na pehnein k log aap ki taraf mutawajjo hon.

          thirdly iss saari kahani mey musalmano ki zindagiyan (khas ker muslim larkiyon ki) mazeed mushkil ho jati hain.

          May Allah subhanwa'tala guides us and helps us to practice Islam in its true essence and May He make it easy for us. Ameen.
          ameen:dua

          Comment

          Working...
          X