Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gustakh e Rasool SAW

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gustakh e Rasool SAW

    Assalam-0-Alaikom
    Attached Files
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: Gustakh e Rasool SAW

    :alhamd:shetan jahanum raseed hua

    Comment

    • #3
      Re: Gustakh e Rasool SAW

      walaikum salam,
      Aap source zaroro mention ker diya karo aeysey news ka, as ye wali khabar 2009 k shuru mey bhi kafi spread hui thi, magar phir sirf rumours k category mey in ka shumaar hua,

      du'as :rose
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Gustakh e Rasool SAW

        Maloooon Jahhanm Rasseed howaaa
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment

        • #5
          Re: Gustakh e Rasool SAW

          Originally posted by Z. View Post
          walaikum salam,
          Aap source zaroro mention ker diya karo aeysey news ka, as ye wali khabar 2009 k shuru mey bhi kafi spread hui thi, magar phir sirf rumours k category mey in ka shumaar hua,

          du'as :rose
          yeh i think Ummat Newspaper hai....
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #6
            Re: Gustakh e Rasool SAW

            Aap ki is post mein mujhey woh Rida nazar nahin aa rahi, jiski postings per mujhey fakhar raha hai :)

            Chanda, aik baat meri yaad rakhna: Jo kuchh akhbaron mein parhein, woh sach nahin hota, jo kuchh TV per dekhein woh haqeeqat nahin hoti. Aksar aankh sey dekha bhi dhoka hota hai :)

            Yeh khabar agar Europe mein koi parhey to woh hansey ga keh dekho is bandey ko to muslim world ki akhbaron ney aaj sey aik saal pehley bhi maar diya tha, ab dobara zindah kar key maar rahey hain :)

            Jin akhbaron ka aap ney ziker kiya hai, main wasuq key saath kah sakta hoon keh unka koi aik numaindah Denmark mein mojood nahin aur na hi kabhi unka koi numaindah Denmark aaya ho ga kabhi... to kya in akhbaron ko 1000ron miles door beth ker ilham ho jata hai?

            Denmark mein bhi aik Muslim Community hai, aisi batein is Community key paas na aaein magar Saudia puhunch jaein - ajeeb baat hai na.

            Zindagi aur maut Allah Tala key haath mein hai, aur Allah Tala kisi bhi musalman ki yeh bad'dua kisi bhi insaan key haq mein qabool nahin kartey keh fulan ko maut aa jaey. Agar aisa hota to Salman Rushdie key liyey jo mid-80s mein duaein maangi gaii hain, woh qabool hotin, woh aaj bhi zindah hai. Maut usi din aaey gi, jab Allah ka hukm ho ga, chahey woh main hoon, aap hon ya Kurt Westergaard.

            Musalmano ki aksariyat uski maut ki duaein maang rahi hai, magar main nahin mangoon ga, balkeh main dua karta hoon keh Allah Tabarak-o-Tala ussey ghaib sey koi aisa Pegham dein keh woh Islam qabool kar ley aur phir jo kaam woh Islam key khilaf karta hai, woh Islam key haq mein karey - ameen.
            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

            Comment

            • #7
              Re: Gustakh e Rasool SAW

              Originally posted by Admin View Post

              hmm.... main nay aik aisi bhi news perhi thi .... jo masjid kay meenaroon per pabandi kay hawalay say thi.... aur us mein aisa tha keh jo shakhs buht buht zyada us kay khilaaf tha wohi research kay bad MUslim ho gaya ...... kia yeh sach hai ...?
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: Gustakh e Rasool SAW

                Originally posted by *Rida* View Post
                hmm.... main nay aik aisi bhi news perhi thi .... jo masjid kay meenaroon per pabandi kay hawalay say thi.... aur us mein aisa tha keh jo shakhs buht buht zyada us kay khilaaf tha wohi research kay bad MUslim ho gaya ...... kia yeh sach hai ...?

                Masjid key meenaron ki pabandi aik aam khaber hai Switzerland key hawaley sey - magar kaun us key tehat muslim huwa hai, yeh Allah hi janein... aisi koi khaber hamarey kano tak nahin goonji - hosakta hai Zinia is per btaa sakey.
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                • #9
                  Re: Gustakh e Rasool SAW

                  Originally posted by Admin View Post
                  Aap ki is post mein mujhey woh Rida nazar nahin aa rahi, jiski postings per mujhey fakhar raha hai :)

                  Chanda, aik baat meri yaad rakhna: Jo kuchh akhbaron mein parhein, woh sach nahin hota, jo kuchh TV per dekhein woh haqeeqat nahin hoti. Aksar aankh sey dekha bhi dhoka hota hai :)

                  Yeh khabar agar Europe mein koi parhey to woh hansey ga keh dekho is bandey ko to muslim world ki akhbaron ney aaj sey aik saal pehley bhi maar diya tha, ab dobara zindah kar key maar rahey hain :)

                  Jin akhbaron ka aap ney ziker kiya hai, main wasuq key saath kah sakta hoon keh unka koi aik numaindah Denmark mein mojood nahin aur na hi kabhi unka koi numaindah Denmark aaya ho ga kabhi... to kya in akhbaron ko 1000ron miles door beth ker ilham ho jata hai?

                  Denmark mein bhi aik Muslim Community hai, aisi batein is Community key paas na aaein magar Saudia puhunch jaein - ajeeb baat hai na.

                  Zindagi aur maut Allah Tala key haath mein hai, aur Allah Tala kisi bhi musalman ki yeh bad'dua kisi bhi insaan key haq mein qabool nahin kartey keh fulan ko maut aa jaey. Agar aisa hota to Salman Rushdie key liyey jo mid-80s mein duaein maangi gaii hain, woh qabool hotin, woh aaj bhi zindah hai. Maut usi din aaey gi, jab Allah ka hukm ho ga, chahey woh main hoon, aap hon ya Kurt Westergaard.

                  Musalmano ki aksariyat uski maut ki duaein maang rahi hai, magar main nahin mangoon ga, balkeh main dua karta hoon keh Allah Tabarak-o-Tala ussey ghaib sey koi aisa Pegham dein keh woh Islam qabool kar ley aur phir jo kaam woh Islam key khilaf karta hai, woh Islam key haq mein karey - ameen.
                  I agree with you. Hamaray loogon ko khush honay ke liye koi is tarah ki news chahiye, aur without authenticity aisi news ko pheela ker hamari Muslim ummah dil ka karaar hasil kerti phirti he.

                  Mein ne aisi bohat si news aur stats dekhay hein jo ke ghalat hotay hein.

                  Aur jahan tak cartoonist ki baat he, usay wohi milay ga jo wo deserve kerta he. Allah ki adalat sub se bari adalat he.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Gustakh e Rasool SAW

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    hmm.... main nay aik aisi bhi news perhi thi .... jo masjid kay meenaroon per pabandi kay hawalay say thi.... aur us mein aisa tha keh jo shakhs buht buht zyada us kay khilaaf tha wohi research kay bad MUslim ho gaya ...... kia yeh sach hai ...?
                    :lol
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Gustakh e Rasool SAW

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aur jahan tak cartoonist ki baat he, usay wohi milay ga jo wo deserve kerta he. Allah ki adalat sub se bari adalat he.
                      do u really think k muslim ummah ko sirf Allah ki adalat sey insaaf ka intezaar karna chahye..bus????
                      .......................!!!!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Gustakh e Rasool SAW

                        Originally posted by bhataktii rooh View Post
                        do u really think k muslim ummah ko sirf Allah ki adalat sey insaaf ka intezaar karna chahye..bus????
                        Let me ask you one question first. Us ke baad mein reply karon ga.

                        Tumharay nazdeek us cartoonist ka kia behtareen hul he? Ok give me ur comments aur us ke baad mein tumharay question ka detailed reply karon ga.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Gustakh e Rasool SAW

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Let me ask you one question first. Us ke baad mein reply karon ga.

                          Tumharay nazdeek us cartoonist ka kia behtareen hul he? Ok give me ur comments aur us ke baad mein tumharay question ka detailed reply karon ga.
                          baat merey nazdeek ya ap k nazdeek ki had tak nai jaani chahye..request hi samaj lejiye..

                          jahan tuk raha us cartoonist ka behtareen hul...tu wo hai MOUT...!!!!
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          Working...
                          X