Assalamo allaikum dosto
Aik aur garma garam behas key saath hazir hoon :p
Halaat sey majboor ho ker kuchh larkiyaan gharon sey nikalti hain kaam karney ki gharz sey. Offices ko join karti hain, aur apna aur apney ghar walon ka sahara banti hain. Bohat achhi aur qabil-e-tehseen baat hai :clap:.
Magar aaj kal aik ajeeb si baat dekhney mein aa rahi hai keh kuchh larkiyaan "raton raat" kaafi maal'dar ho jati hai. Unkey barey mein phir moosh'goiyaan hoti hain keh inkey apney bosses key sath "link" hain. Kuchh ki batein samney aati bhi hai aur kuchh apni bad'nami sey chhupney ki khatir apni umer sey kaee badey boss sey chhup chhupa kar nikah tak kar leti hain.
Aap yeh btaein keh aisi larkiyaan jo "raton raat" ameer ban jati hain, ya jo apney bosses sey "link" lgaa leti hain, yeh aisa kyun karti hain? Kya yeh drust hai? Kya job karney wali larkiyon ki aksariyat aisi hoti hai???

Comment