:salam:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aman Ki ?????
Collapse
X
-
Re: Aman Ki ?????
:salam:Ous Message main Jo Mill K Kabadi Ki bat thee Ous k Mutabi IPL Main jo kuch howa is k mutabiq bat ki Hay.Originally posted by ScorpioN_RulzZ View PostmaiN samjha tum LOC par jo firing ho rahe hai us ki baat karo gaiy :laarai:
aik taraf aman ki aasha,
dosri taraf barood ki bhasha,
pata nahe kia laga rakha hai tamasha
Ab Yah Chanal IPL K Matches Dikha Kr Bharat K Zarimubadla Mian Hamara Paysa Lagaiy ga Jo K Texon Ki Sorat Main Bahrti Sarkar ko Milay Ga or wo ishi Paysy ko Kashmer,Afghanistan,or hamary Mulk K andr RAW ki Karwaion K Liay istimal Karyga.
Or Kaie Bayvqof Pakistani Daykhin gay behe.
Last edited by S.Athar; 20 January 2010, 12:49.:star1:
Comment
-
Re: Aman Ki ?????
:salam: O Janab G yah to Mujhay Bhi malom Hay K Jo Link ap nay banaya hay ous Par Click karna hay Par click K bad jo Page open Hota hay Ouljhan Wahan Hay Itnay sary Links Main say Kaha Jaon "Ajj" Tv Waly Lijk Par click Kar K bhi Kuch nahin Milla.:donno:Originally posted by aabi2cool View Postjahan main nay live with talat likha hi us per click karen to link open hojay ga :salam::star1:
Comment
-
Re: Aman Ki ?????
yi jang news paper ny aman ki ashaa k naam per apny advertisment kar rahy hai...sab ko pata hai k hindo banya muslamano ki khair nahi chahta....aik taraf yahi media cheeh raha hai k india boolchistan me garbar pela raha hai ur doosri taraf aman ka dhool peeta jaraha hai,
aman ki asha walay yi baat zehin me rakey k jab tak kashmeer ka masla hal nahi hota tab tak aman qayim nahi hosakta...
Comment
-
Re: Aman Ki ?????
:salam: Main App say Itifaq Karta Hon. & Kashmer Jab Bhi Hoga Azad Hoga Kisi Bhi Mulk India & Pak K sath Nahin Rahy gaa.Originally posted by Aurangzeb619 View Postyi jang news paper ny aman ki ashaa k naam per apny advertisment kar rahy hai...sab ko pata hai k hindo banya muslamano ki khair nahi chahta....aik taraf yahi media cheeh raha hai k india boolchistan me garbar pela raha hai ur doosri taraf aman ka dhool peeta jaraha hai,
aman ki asha walay yi baat zehin me rakey k jab tak kashmeer ka masla hal nahi hota tab tak aman qayim nahi hosakta...Last edited by S.Athar; 25 January 2010, 20:11.:star1:
Comment

![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)
Comment