Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

    :o
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

    Bohat zaberdast tehrer hay khas toor per ajj kal kay zamanay kay liya
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #3
      Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

      Originally posted by Masood
      :o

      Assalaam o alekum,


      Masoood sahib aapki chand tehreerien perhnien ke baad yaqeen jaaniye main aapkaa FAN hogayaa hun , jiss bebaaki se aap yeh tehreerien likhte hain mujhe yeh lagtaa hi nahin ke yeh ek tehreer hai , waaqaee aaj humaaraa muashaa itnaa girr gayaa hai ke humien khud sharm mehsoos hooti hai ke hum khud apni maan behnoon ko itni chhoot de rahey hain ke Allaah bachaayien hum ,main to yehi kahoongaa ke yeh sab sirf aur siirf humaare IMAAN ki kamzoori hai aur kuch nahin Allaah humien neak hidaayat de ameen summa ameen shukriyaa khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

        Originally posted by Masood
        :o
        masood sahib!
        apka ye ehm article, sirf aap ke hi naheeN, ye to ghar ghar ke dil ki awaaz hay aaj ke daur meiN:soch:

        Comment


        • #5
          Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

          AOA,


          Bohat khoob hazrat kia baat ki hai aap nain lakin ye baat hum jane kab sochain ge hanlanke ye baat aik haqeeqt hai kia ye baat hamain aj sochne ki zaroorat paish ayi iss se pahle kion nain hum baiwafa nain hain hum bool chuke hain apne iqdaar ko bas yaad hai to dunya.

          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • #6
            Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

            Originally posted by khan
            AOA,


            Bohat khoob hazrat kia baat ki hai aap nain lakin ye baat hum jane kab sochain ge hanlanke ye baat aik haqeeqt hai kia ye baat hamain aj sochne ki zaroorat paish ayi iss se pahle kion nain hum baiwafa nain hain hum bool chuke hain apne iqdaar ko bas yaad hai to dunya.

            Sohail Abbasi.

            Hamara maslaa yeh hai keh hamari qom bohat si ikhlaaq-soz baton sey waqif hai, magar koi jurrat nahin karta keh is khatarnak jang mein alambardar baney. Ham chali hui wagon mein sawaar honey waley hain, khud muhaar pakar kar raasta dikhaney waley nahin. Hamein khof hai keh agar ham ney koi baat chheri to log hamari soch ko kya kahein ge. Mujhey is baat ki parwah nahin, main samney lana chahta hoon, chahein iskey liye mujhey kya kuchh bardasht na karna parey...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Kya Ham Bewafa Qaum Hain??

              Originally posted by khurram_shaikh
              Assalaam o alekum,


              Masoood sahib aapki chand tehreerien perhnien ke baad yaqeen jaaniye main aapkaa FAN hogayaa hun , jiss bebaaki se aap yeh tehreerien likhte hain mujhe yeh lagtaa hi nahin ke yeh ek tehreer hai , waaqaee aaj humaaraa muashaa itnaa girr gayaa hai ke humien khud sharm mehsoos hooti hai ke hum khud apni maan behnoon ko itni chhoot de rahey hain ke Allaah bachaayien hum ,main to yehi kahoongaa ke yeh sab sirf aur siirf humaare IMAAN ki kamzoori hai aur kuch nahin Allaah humien neak hidaayat de ameen summa ameen shukriyaa khush rahien
              Kisi bhi moashrey ki ikhlaaqi tabahi us waqt shuru hoti hai jab woh apney mazhab sey door honey lagta hai. Mumkin hai keh moashraa taraqi paaey, meyaari zindagi behtar ho, magar uskey saath hi ikhlaaqi kotahiyaan bhi apney arooj ko hon gi. Hamara moashra maghrab ki taqleed kar raha hai, meyaari zindagi behtar shayid ho, magar buraiyaan bhi usi raftaar sey barhti jaa rahi hai. Ham nasheeb ki taraf jaa rahey hain, yeh hamarey liye aik lamha-e-fikriyah hai.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              Working...
              X