Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

batain or amal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • batain or amal

    Assalamalikum

    aik sawal hai ham loog aksar batain buhat achi achi kartay hain lekan khud us pay amal nahi kartay aisa kayoun hota hai ?

    zindagi main buhat say loog miltay hain achi batain karnay walye, achay ideas deenay walye ....lekan un ki apni zindagi ko deekha jaye to woh khud bhi in pay amal nahi kartay ...........hamaray qoul-o-fail main tazaad kayoun hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: batain or amal

    U are rite Aanchal...this is a fact kay jo log oonchey aadrash rakhtey hein akser un ki personal life un ideas kay against hoti hai.woh asool jin ka perchar kiya jata hai akser sirf lafzon tak mehdood rehtey hein.bbasic reason wohi hai jo aap ne kahi yani qaul-o-fale mein tazad. aur ye tazad es liye hai kay humari upbringing mein kami reh jati hai..kesy ab aap klhud dekhu kay ager parents buchon ko such bolney ka sabq detey hain aur phir unhi buchon se kaha jata hai kay bahir jo uncle aaye hein un se keh dou dady gher per nahi hein tou obviously buchey kay la-shaur mein ye baat apna koi na koi aser chore gi.ustad kehta hai k b punctual lakin woh khud class mein late aata hai tou aik aur tazad.aur yun personality grooming esay hoti chali jati hai k ye tazad uss kay liye aik aam baat jo jate hein.kehnay ka maqsdad ye hai k ye tazad humari ghuti mein shamil ker diye jate hein..


    Never trust blindly!!!!

    _______________________________



    _____________________________________________

    Comment


    • #3
      Re: batain or amal

      Pata nahi Aanchal, log aisa kiu ekrtey hain shayed oun ke liyeh kehna buhut aasan hota hai magar amal kerna mushkil .....

      Main :alhamd: outna hi kehti hoon jitna ker sakti hoon
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: batain or amal

        sab sy pehly ager koi aisa sawal hu to apna muhasba kia jata hay k main aisa kiun kerta hun
        pher yeh socha jata hay k loag kiun aisa kerty hain..........

        main to yehan yeh kahon ga k main aisa kiun kerta hun....
        jo kaam muj sy nahi huta aur wo koi aur ker sakta hay to osy kehta hun k yhe kaam ker loo buhat acha hay es main buhat faida hay...lakin aagy sy wo lazmi pochy ka k dear aap khudh kiun nahi kerty chayee os main os ka faida hee hu aur zra b nuksaan na hu....its nature.....
        mery khiyal main ager aap ya aap ko koi kaam kerny ka kehta hay lakin khudh nahi kerta to aap ya b yeh sochain gy k wo khudh kiun nahi es per amal kerta...
        lakin ksi ko koi baat batana aab etna b asan nahi hay...........
        beherhal achi baat bata daini chayee chay aap kerty hun ya naa


        take care

        Comment


        • #5
          Re: batain or amal


          SHAYAD NAHI................
          ISI LIYE ME KI BATAIN ACHI NAHI HOTI

          CHIPKOOOOOOOOOOOO

          Comment


          • #6
            Re: batain or amal

            ohooooooooooooooo

            Comment


            • #7
              Re: batain or amal

              ye sawal sab ko apny aap se pehly pouchna chaiye phir zameer yani anpy andar ki awaz ko logon k sath sare krna hoga tab kaheen jakar is swal ka jawab mil sakta hy likin mery khiyal main koi bhi aysa karny kiliye tayyar naheen hoga kion k sab hi ki zindgiyon main kaheen na kaheen ye qoul aur fail ka tazaad paya jata hy?
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: batain or amal

                Originally posted by Last Knight
                ohooooooooooooooo

                MERAY KO BOLA KYA...........?


                CHIPKOOOOOOOOOOOO

                Comment

                Working...
                X