Assalam-0-Alaikom
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Azadi ki Hawa
Collapse
X
-
Re: Azadi ki Hawa
Walaikum Assalaam
Bohat hi khoobsurat post aap nay post ki hay, tareekh ki yeh dsataan paRh kar mujhay bhi aik aisa waqayia yaad araha hay jo main yahan bayan karnay ki jasarat kar raha hoon...!
Yeh baat saal 1740 ki hay jab zor-o-shour say MASHRIQ main TAJ MAHAL ki tameer ka kaam jaari tha, Shahjahan Shanshah kay kehnay per yeh Mahal begum Mumtaz Mehal kay naam say aik mohabbat ki nishaani bana kar mansoob horaha tha.... thik ussi waqt MAGHRIB main aik aisi University ki tameer horahi thi jiss ka naam aaj taleemi idaaroon main roshan hay.... jee haan OXFORD UNIVERSITY jahan say lakhoon ki tadaad main doctors, engineers, beaurocrats, politicians, leaders, PMs, Presidents etc higher education haasil kar kay farigh huway aur TAJ MAHAL nay humain diya ASHIQ ka culture, ya shayeri kay dewaan!!!
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN.
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: Azadi ki Hawa
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam

Fi Amaan ALLAH
@ Hassan ..... thanks u so much :)
Comment
-
Re: Azadi ki Hawa
Insaan k paas 10 Rps bhi mahwaar bach raha ho tau uss ko wo paisa invest ker deyna chahiye, pata nahi ye arbo kharbo waley logon ko ye baat kyun nahi samaj ati hai :oldie:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment