Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ans chaye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ans chaye

    salam pegham muje ek baat pouchni hain k
    yahan per topic dekha tha k shadi k bad ager merd kisi aur sy muhabat ker lay to usy kia kerna chyae wagera wagera so muje yeh bata dain gy k merd ager shadi k bad kisi aur lerki sy piyaar ho jaye to wo us sy shadi ker sakta hain wagera us ka haq samjha jata hain to ager shadi k bad ouret kisi aur merd sy piayr ker baythti hain to apne shoher ko chor ker wo dosery ki tarf attract ho jati hain to us ouret ko awaara aur bedcheln kiyon kaha jata ahin merd ko kiyon nhe kam to dono ek jaisa kerty ahin an kisi aur ko pasand to pher aysa kiyon hota hain /merd ko sarey haq ouret ko koi haq nhe ?
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: ans chaye

    Yeh kaam agar chori chupay chahay mard karay yaa orat dono baddchalan hain.haan mard ko kuch advantage mazhab nay diya hai 4 shaadion ka jis ka bohat ghalat matlab nikal ke kuch hazraat 2 to keya 4 shaadiyaan bi kar letay hain.kher wo aik alag behas hai.
    pehli baat to yeh ke shaadi ke baad hi doosri orat se mohabat karni thi to pehli se shaadi hi kyon ki?us bechari ka kea kasoor jo pehli biwi hai.orat sab kuch bardasht ker jaati hai magar apney khawand ka batwara nahi.main is mamlay main oraton ke haq main hon.doosri shaadi aur phir masawaat bi kaem rahay ,yeh mard hazraat se ho nahi sakta to kyon jahanum ki aag khud khrid lete hen.
    jahan adl aur musawat nahi wahan tabahi hai.
    aik kafir muashra survive ker sakta hai agar un main adl ho,,,,,,magar aik musalman muashra survive nahi kar sakta agat adl na ho.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ans chaye

      Originally posted by zoniash View Post
      salam pegham muje ek baat pouchni hain k
      yahan per topic dekha tha k shadi k bad ager merd kisi aur sy muhabat ker lay to usy kia kerna chyae wagera wagera so muje yeh bata dain gy k merd ager shadi k bad kisi aur lerki sy piyaar ho jaye to wo us sy shadi ker sakta hain wagera us ka haq samjha jata hain to ager shadi k bad ouret kisi aur merd sy piayr ker baythti hain to apne shoher ko chor ker wo dosery ki tarf attract ho jati hain to us ouret ko awaara aur bedcheln kiyon kaha jata ahin merd ko kiyon nhe kam to dono ek jaisa kerty ahin an kisi aur ko pasand to pher aysa kiyon hota hain /merd ko sarey haq ouret ko koi haq nhe ?
      )
      اس حدیث کی بناءپر عورت کو بلاوجہ طلاق کا مطالبہ کرنا صحیح نہیں ہے، تاہم اس کے باوجود وہ بلاوجہ خلع کا مطالبہ کر سکتی ہے اگرچہ وہ ایسا کرنے میں گنہگار ہو گی۔

      وہ حالات جن کے پیش نظر وہ خلع لینے میں حق بجانب ہوتی ہے وہ حسب ذیل ہیں :
      شکل و صورت، سیرت و کردار یا دینی اقدار کے متعلق اپنے خاوند کو ناپسند کرے۔
      عمر میں بڑا ہونے، کمزور ہونے یا قوت برداشت سے باہر ہونے میں بھی وہ خلع کا مطالبہ کر سکتی ہے۔

      )
      حضرت ثابت بن قیس رضی اللہ عنہ کی بیوی جمیلہ رضی اللہ عنہا نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے عرض کیا تھا کہ میں اپنے خاوند ثابت بن قیس رضی اللہ عنہ کے خلق و کردار اور دینی اقدار کے متعلق کوئی عیب نہیں لگاتی، لیکن میں اسے برداشت نہیں کر سکتی ہو، میں یہ بھی نہیں چاہتی کہ اسلام میں رہتے ہوئے کفر ان نعمت کا ارتکاب کروں، رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ایسے حالات میں اسے خلع لینے کی اجازت دی لیکن اس شرط کے ساتھ کہ وہ حق مہر میں دیا ہوا باغ واپس کر دے۔ ( صحیح بخاری، الطلاق : 5275, 5273 )
      واضح رہے کہ ثابت بن قیس رضی اللہ عنہ کی بیوی کو ان کی شکل و صورت پسند نہ تھی جیسا کہ بعض دیگر روایات میں اس کی صراحت موجود ہے، چونکہ یہ عورت کا ایک ذاتی اور پرائیویٹ معاملہ ہے اس لئے اگر وہ عقلمند اور صاحب بصیرت ہو تو اسے خلع لینے کے لئے اپنے والدین سے اجازت لینے کی ضرورت نہیں ہے، ہاں اگر ناسمجھ یا کم عمر یا واجبی سی فہم و بصیرت کی حامل ہو تو والدین یا اپنے بھائیوں سے اجازت لے اور اس اقدام پر ان سے مشورہ کر لے تا کہ آئندہ زندگی میں اس کے لئے کوئی مسئلہ نہ کھڑا ہو۔
      باقی واللہ والرسولہ اعلم
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: ans chaye

        Originally posted by zoniash View Post
        salam pegham muje ek baat pouchni hain k
        yahan per topic dekha tha k shadi k bad ager merd kisi aur sy muhabat ker lay to usy kia kerna chyae wagera wagera so muje yeh bata dain gy k merd ager shadi k bad kisi aur lerki sy piyaar ho jaye to wo us sy shadi ker sakta hain wagera us ka haq samjha jata hain to ager shadi k bad ouret kisi aur merd sy piayr ker baythti hain to apne shoher ko chor ker wo dosery ki tarf attract ho jati hain to us ouret ko awaara aur bedcheln kiyon kaha jata ahin merd ko kiyon nhe kam to dono ek jaisa kerty ahin an kisi aur ko pasand to pher aysa kiyon hota hain /merd ko sarey haq ouret ko koi haq nhe ?
        W sallam...
        baat yehh haii islam mard aoor aoorat 2nd koo equel rights dettaa haiii magar kuch limits bhii hain jiss koo Hadood u allah kahaa jataa haiii....agar kissi aoorat shadii kayy badd 2nd marrd passand aa jatta haii too uss bhii tareeqqa haii joo aabi Bhai biian karr chukkay hainn.......
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #5
          Re: ans chaye

          bilkol sahe fermya ap ny per is ka metble yeh k merd bina kisi maqoool waja k shadi ker sakta hai yeh jaiz hain?????????????????????????????????

          ap logo ko sari ayaat wo he ati hain jin main 4 shadiyan k bare main likha hain baki b dekh liya kerain na

          hum jeb 4 shadiyon ki baat kerty hain to bhai sahab nabi pak PBUM k haayat taiba per nazer dalain to huamin yeh pata chalta hain k ap ki jitne azwaaj the un main zayda tadad bewah ki the right????????

          lakin hum 4 shadiyon ki baat kerty hain t o koi he shayed he aysa merd ho ga jo kisi bewah sy shdi kerny ka khowahish mendh ho akser okaat shadi shuda bandon ko shadi k bad lekriyan he passand ati hain koi shadi shuda ouret nhe to plz hazar dafa keh chuki hon k hum bus is baat per amel kerty k 4 4 shadiyan hum is baat [per amel nhe kerty k kin kin wajohaat ap k nazdeek to merd bina kisi waja k apni zahni wa jismani ayashiyon k liya shaidyan ker skata hain lakin islam ny merd ko b makool waja he di hain ek sy zadya shadi kerny k liya wo he rules merd per b apply hoty hain aur ouret per b islam ny merd ko ouret sy just chand wajohaat ki waja sy bertari di hain jin main shadi ki bertari ka koi zinker nhe hain jo wajohaat hain jin per bertari di gai hain wo ap ko b maloom he ho ga shyed is liya yeh baat kehna choor dain merd hazraat k ouret shadi k bad kisi aur ko passand kery aur khula ly lain to us k liya koi makol waja honi chaye aur merd bina kisi makol waja k apni zahnei wa jisamn aysahiyon k liya shadi kerta ray pouchny wla anhe :fuming::fuming::fuming:
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: ans chaye

            Originally posted by zoniash View Post
            bilkol sahe fermya ap ny per is ka metble yeh k merd bina kisi maqoool waja k shadi ker sakta hai yeh jaiz hain?????????????????????????????????

            Ap logo ko sari ayaat wo he ati hain jin main 4 shadiyan k bare main likha hain baki b dekh liya kerain na

            hum jeb 4 shadiyon ki baat kerty hain to bhai sahab nabi pak pbum k haayat taiba per nazer dalain to huamin yeh pata chalta hain k ap ki jitne azwaaj the un main zayda tadad bewah ki the right????????

            lakin hum 4 shadiyon ki baat kerty hain t o koi he shayed he aysa merd ho ga jo kisi bewah sy shdi kerny ka khowahish mendh ho akser okaat shadi shuda bandon ko shadi k bad lekriyan he passand ati hain koi shadi shuda ouret nhe to plz hazar dafa keh chuki hon k hum bus is baat per amel kerty k 4 4 shadiyan hum is baat [per amel nhe kerty k kin kin wajohaat ap k nazdeek to merd bina kisi waja k apni zahni wa jismani ayashiyon k liya shaidyan ker skata hain lakin islam ny merd ko b makool waja he di hain ek sy zadya shadi kerny k liya wo he rules merd per b apply hoty hain aur ouret per b islam ny merd ko ouret sy just chand wajohaat ki waja sy bertari di hain jin main shadi ki bertari ka koi zinker nhe hain jo wajohaat hain jin per bertari di gai hain wo ap ko b maloom he ho ga shyed is liya yeh baat kehna choor dain merd hazraat k ouret shadi k bad kisi aur ko passand kery aur khula ly lain to us k liya koi makol waja honi chaye aur merd bina kisi makol waja k apni zahnei wa jisamn aysahiyon k liya shadi kerta ray pouchny wla anhe :fuming::fuming::fuming:
            دیکھو زونی اب آپ بحث برائے بحث پر اتر آئی ہو پہلے آپ نے سوال کیا تھا کہ جب شادی کہ بعد مرد کو دوسری عورت پسند آجانے کی وجہ سے اس عورت کہ ساتھ نکاح کا حق حاصل ہے تو عورت کو اگر شادی کہ بعد کسی غیر مرد کہ ساتھ نکاح کا حق حاصل کیوں نہیں ؟؟؟؟؟تو ہم نے عرض کردی کہ جہاں تک حق کی بات ہے تو دونوں کو حق حاصل ہے کہ شادی سے پہلے اور شادی کہ بعد بھی اپنی مرضی سے نکاح کرنے کا مگر عورت اور مرد میں فرق یہ ہے کہ مرد اگر نیا نکاح کرئے گا تو وہ پہلی یا دوسری بیوی کی موجودگی میں بھی کرسکتا ہے کہ شریعت نے اسے اجازت دی ہے کہ وہ ایک سے زائد بیویاں چار تک کی تعداد میں بیک وقت رکھ سکتا ہے لیکن عورت کہ معاملے یہ مسئلہ دیگر ہے کہ وہ ایک ہی وقت میں ایک سے زائد خاوند نہیں رکھ سکتی بلکہ اسے دوسرے مرد سے نکاح کرنے کہ لیے پہلے سے طلاق یا خلع لینا پڑے گا ۔ ۔ ۔ ۔ باقی اسلام نے مردوں کہ معاملے میں چار تک بیویاں رکھنے کی اجازت دی ہے آپ اس قانون کو چیلنج مت کریں کہ اس قانون میں درحقیقت اصل میں عورتوں کی ہی بھلائی پوشیدہ ہے لیکن اکثر عورتیں نہیں جانتیں ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: ans chaye

              main ny keb bahes ki hain aur ap ki baat ko galt b nhe kaah yeh he kah k sahe kaha hain ap ny bus yeh k sari bhalai oureton k liya merd ki 4 shadiyan kerny main he hoti hain 372-shed theakh hain
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: ans chaye

                Originally posted by zoniash View Post
                main ny keb bahes ki hain aur ap ki baat ko galt b nhe kaah yeh he kah k sahe kaha hain ap ny bus yeh k sari bhalai oureton k liya merd ki 4 shadiyan kerny main he hoti hain 372-shed theakh hain
                sari bhalai naheen balk bohat se bhalai yani kafi bhalai :wk
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: ans chaye

                  Originally posted by zoniash View Post
                  salam pegham muje ek baat pouchni hain k
                  yahan per topic dekha tha k shadi k bad ager merd kisi aur sy muhabat ker lay to usy kia kerna chyae wagera wagera so muje yeh bata dain gy k merd ager shadi k bad kisi aur lerki sy piyaar ho jaye to wo us sy shadi ker sakta hain wagera us ka haq samjha jata hain to ager shadi k bad ouret kisi aur merd sy piayr ker baythti hain to apne shoher ko chor ker wo dosery ki tarf attract ho jati hain to us ouret ko awaara aur bedcheln kiyon kaha jata ahin merd ko kiyon nhe kam to dono ek jaisa kerty ahin an kisi aur ko pasand to pher aysa kiyon hota hain /merd ko sarey haq ouret ko koi haq nhe ?
                  w/salam,

                  mery khayal maiN yeh aisay sawalat haiN jo kabhi solve nahe ho saktay, khair :lpop:
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  Working...
                  X