Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan - Iran ta'luqaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pakistan - Iran ta'luqaat

    ye aik naya kheyl hai ?? aap log kya kaho gey'?

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Pakistan - Iran ta'luqaat

    Originally posted by xai View Post
    ye aik naya kheyl hai ?? Aap log kya kaho gey'?

    xai sis hamare sath koi bhi mukhlis nahi hai
    ya agar hum yoon kahe k hum kisi se mukhlis nahi is liye hum
    se bhi koi mukhlis nahi hai.
    Aur agar iran aik bomb blast par itna shadeed ihtijaaj karsakta hai to hamare kuram agency me jo firqa warana jang kay saalo se chal rahi hai aur 40,50 bande us me har maheene mar rahe hai
    pakistan ko bhi chahiye k us par ihtijaaj kare k iran aik firqe ko mesile q faraham karta hai,jin k pass kay baar irani sakhta messile pakrre ja chuke hai.
    Sirf hum hi par ilzaamat lag rahe hai aur sab jaante hai k hamare mulk me bhi bouhat mumalik dehshat gardi karwarahe hai lekin hamare hukamraan choon tak nahi karte

    Comment

    • #3
      Re: Pakistan - Iran ta'luqaat

      Originally posted by sohail khan View Post

      beyshak hamarey hukumraan kuch keh dein jaisa abhi jo gheyr-mulki aslaha shar-pasandoN sey baramad hua hai uss pe hakoomat ki taraf sey kaha gaya aur aagey sey un ko jawab mila k "jangoN mey tau aeysa hi hota hai"
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Pakistan - Iran ta'luqaat

        Originally posted by Xai View Post
        ye aik naya kheyl hai ?? aap log kya kaho gey'?
        khail naya nahe purana he hai, aur khabar sirf kahani...
        That's Enough...!!

        Comment

        Working...
        X