Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!"! jeetna hay !"!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • !"! jeetna hay !"!

    aslam o alykum aaj baray dino k bad syed talat hussain ka ye column parha acha laga souch ashar kardon . . .
    Attached Files
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: !"! jeetna hay !"!

    inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: !"! jeetna hay !"!

      is me dilbardashta hone ki kya aat hai sahi to keh rahe hai sab
      agar pakistan afghanistan me ungli nahi karta to aaj is ko ye din dekhna naseeb na hota
      yaha ye misaal apne hone ko drust sabit karta hai
      jesi karni wesi bharni

      Comment


      • #4
        Re: !"! jeetna hay !"!

        Originally posted by aabi2cool View Post
        aslam o alykum aaj baray dino k bad syed talat hussain ka ye column parha acha laga souch ashar kardon . . .
        maiN apni tamam'tar manfi souch kay sath is article ki himayat karta hoon :lpop:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: !"! jeetna hay !"!

          Originally posted by sohail khan View Post
          is me dilbardashta hone ki kya aat hai sahi to keh rahe hai sab
          agar pakistan afghanistan me ungli nahi karta to aaj is ko ye din dekhna naseeb na hota
          yaha ye misaal apne hone ko drust sabit karta hai
          jesi karni wesi bharni
          tum nay kabhi cricket commentary suni hai ?? jis maiN aik box maiN betha howa banda shahid aafridi kay ghalat shot khailnay kay baad kahta hai, agar balla is angle say ghuma kar itni power say gaind ko hitt kia jata to yeh catch ki jagah sixer tha :yy:

          yoon hota to yoon na hota, yoon hogaya is leay aisa hona tha.... bohot aasan hai bohot aasan
          That's Enough...!!

          Comment


          • #6
            Re: !"! jeetna hay !"!

            Originally posted by aabi2cool View Post
            aslam o alykum aaj baray dino k bad syed talat hussain ka ye column parha acha laga souch ashar kardon . . .
            Aae Alah hamari madad farma....

            Comment


            • #7
              Re: !"! jeetna hay !"!

              Originally posted by scorpion_rulzz View Post
              tum nay kabhi cricket commentary suni hai ?? Jis main aik box main betha howa banda shahid aafridi kay ghalat shot khailnay kay baad kahta hai, agar balla is angle say ghuma kar itni power say gaind ko hitt kia jata to yeh catch ki jagah sixer tha :yy:

              Yoon hota to yoon na hota, yoon hogaya is leay aisa hona tha.... Bohot aasan hai bohot aasan
              bilkul sahi kaha aap ne
              jab afrdi ghalat shot kelta hai aur out hota hai to us par pakistan ka bacha bacha tanqeed karta hai lekin wo dilbardashta nahi hota q k wo jaanta hai k us ne ghalat kiya hai
              is liye us par tanqeed ki jarahi hai
              agar wo ghalat shot na kelta to us par tanqeed nahi ki jaati

              Comment

              Working...
              X