Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamha-e-fiqria

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lamha-e-fiqria

    Meirey sathyo.
    Assalam-o-alaikum.
    Aaj hamein es barey mein bhi soochna hai.:cc:
    Last edited by sabeel; 18 December 2005, 11:10.
    بذریعہ اردوآن لائن قرآن پڑھنا سیکھیں اور سند بھی حاصل کریں
    www.bazam.co.cc

  • #2
    Re: Lamha-e-fiqria

    Assalaam o alekum,

    :jazak: :jazak: shukriyaa iss article ko humaare saath share kernien kaa Allaah hum sabko naek hidaayat dein ameen summa ameen
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #3
      Re: Lamha-e-fiqria

      AOA,

      Baat aap ki baja hai yahan khaya piya wala mahmla rahta agar ahsa na hota to halaat yaksar mokhtalif hote lakin pabandi hakomat lagaye hum khud kion nain laga sakte sab se ziyada patang bazi bache karte hain bachoon pe kia waldain ka asar nain hota un ka nain to hakomat ka ho ga ye baat sochne ki hai agar hum khud se sharo karain to momkin hai aap ka bohat bohat shukria.


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • #4
        Re: Lamha-e-fiqria

        Walikum Assalam!

        Nice thread n nice sharing
        mazeed ka wait rahe ga....tafseel se roshni dalon gi INSHALLAH!

        Comment


        • #5
          Re: Lamha-e-fiqria

          Assalam.o.aleikum
          Bouhat afsos'naak khabar hay jis say sadma pohncha..ham agar apni infiradi zimmay dariya'n ada karna shuru kar dein to bouhat say masail ka hukoomat ki madad kay baghair hi khaatma ho sakta hay.hukumat pabandi lagaey ya na lagaey ham ko khud bhi pata hay k kis had tak ham khud bhi zimmay daar hain..bouhat si bato'n par hukumat pabandi lagati bhi hay to fowran chour darwazey bhi khul jatay hain...khair baat tool lay rahi hay kehna itna hi hay k har fard-e-waahid apni zimmay dari ada karay...as a Insaan,as a Muslim,as a Pakistani..
          Jo loge luqma-e-ajal banay hain un ki Allah maghfirat farmaey aur lawaheqeen ko sabar ata karay..Aameen
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Lamha-e-fiqria

            AOA,


            :masha hayaa ji bohat khush rahain:)
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • #7
              Re: Lamha-e-fiqria

              Originally posted by khan
              AOA,


              :masha hayaa ji bohat khush rahain:)
              W.salaam
              :jazak: Khan ji.:)
              :roseENIGMA:rose

              Comment

              Working...
              X