Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gadagar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Gadagar

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    abhi to shoro hoi hai laRki 372-shed

    yeh to molvi sahab thuss ho gaiy haiN, warna daikhteen kay kaisa run paR jana tha yahaan, aur hum ab isay choRnay walay nahe 372-shed
    thyss wuss koi nae hue
    khairrrr... zra hath hola rakhain aap dono...dil me baal aajata hai
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #32
      Re: Gadagar

      Originally posted by scorpion_rulzz View Post
      aihl-e-haq ka aihl-e-haq mulahiza kejeay, aur bateay haq ada ho raha hai ya nahe ????
      میں نے غلط نہیں کہا تھا آپ جناب کہ بارے میں کہ جناب کو زعم تو ٹھرا صحافت کا مگر قلت فھم کا یہ عالم کہ فریق مخالف کہ استدلال کو سمجھنا تو دور کی بات اس کی بھنک بھی جناب کہ کانوں میں نہیں پڑی ۔ ۔ ۔ ۔
      حضرت میں نے تھریڈ کے عنوان کہ بطور جو کالم پوسٹ ہوا تھا اس پر کوئی تبصرہ نہیں فرمایا اور نہ ہی کوئی ذاتی رائے دی تھی بلکہ میرا تبصرہ فقط آپ کہ تبصراتی نوٹ پر تھا جس میں ، میں نے آپکی زات بابرکات کہ ساتھ حضرت مسعود کو بھی شامل کیا تھا وجہ آپکے ساتھ مسعود کو شامل کرنے کی آپ دونوں کی صفت مشترکہ تھی کہ آپ لوگ ہمہ وقت بے وقت کی راگنی الاپتے ہیں اور ہر معاملے کو منفیانہ طرزعمل کی بھینٹ چڑھاتے رہتے ہیں ۔ ۔ ۔ ہوسکتا ہے ہم اپنے تجزیے میں غلط ہوں مگر ہمارا اختلاف آپکی سوچ کہ ساتھ تھا کہ جس کو آپ نے خواہ مخواہ کی ذاتی انا کا مسئلہ بنا کر ذاتیات پر حملہ قرار دے دیا ۔ ۔ میں مانتا ہون میرے ابتدائی الفاظ زرا سخت ضرور تھے مگر جناب نے اتنا غور کرنے کی زحمت گوارا نہیں کی کہ وہ سخت کیوں تھے اس لیے کہ ان کہ پیچھے دوستی کا بھرم تھا وگرنہ کسی ایرے غیرے نتھو خیرے کو ہم لائق اعتناء ہی نہیں سمجھتے اور نہ ہی کسی اجنبی سے کبھی اس طریق کی گفتگو روا جانی ۔ ۔ ۔ اب آئیے آپ کو یہ بھی بتلاتے چلیں کہ زاتیات کیا ہوتی ہے ؟ میرے پیارے جب آپ کسی مسئلہ پر گفتگو کرتے ہیں تو لازمی امر کا ہے آپکا فریق مخالف سے کسی بات پر اختلاف ہو اب اس اختلاف کے پیچھے دو ہی چیزیں کار فرما ہیں ایک آپکا فہم اور دوسری آپ کی وہ سوچ جو اس قسم کہ فہم کو ڈویلپ کرتی ہے اور اگر آپ کا بعض معاملات میں ہمیشہ ایک ہی طریق کار رہتا ہے تو آپ کا فریق مخالف آپ سے اختلاف کرتے ہوئے آپکے فہم کا رد کرکے آپکی سوچ کی نفی کرسکتا ہے ۔ ۔ ۔ اور ویسے بھی جب کسی معاملے میں کسی سے بھی اختلاف ہوتو اس میں لازمی طور پر فہم یا سوچ کی نفی درکار ہوتی ہے لہزا اس کو ذاتیات پر حملہ نہیں کہتے میری جان ۔ ۔ ۔ذاتیات پر حملہ وہ ہوتا ہے کہ گفتگو ہمارے مابین ایک مسئلہ میں ہو اور ہم درمیان میں ایک دوسرے کی شخصیت کے ان رزائل کو لے آئیں جو کہ کسی بھی شخصیت کی کردار کُشی میں ممد و معاون ہوتے ہیں اب چاہے ہمیں اس پر اطلاع بیرونی زرایع سے ہو یا پھر دوست نے دوستی کہ بھرم میں کبھی کہہ دیا ہو یا پھر ان خصائل کا ذکر کردیں جو کہ ہماری نظر میں رزائل ہوں اور ہم ان کا زکر طنزیہ پیرائے میں فرمائیں جیسا کہ آپ نے ابتداء میں کیا ۔ ۔ ۔۔ ہمارا کسی معاملے میں ایک دوسرے سے اختلاف کرنا اور اس اختلاف کا شاخسانہ ایک دوسرے کی سوچ کو یا خاص زاویہ نگاہ کو قرار دینا ہرگز ذاتیات کا محل نہیں ہوا کرتا میری جان ۔ ۔ ۔ ۔ ۔باقی رہ گئی اہل حق کی بات تو میری بات کو اپنی بات کے جواب کہ تناظر میں سمجھو جب تم نے صحافت کہ پیشے پر روزی روٹی کا لفظ بطور طنز بولا تو میں نے عرض کی کہ حق بات لکھ کر روزی کمانا اچھی بات ہی ہے اس پر تم نے اس صحافی کو مخصوص سیاسی نظریات کا حامل قرار دے دیا جس پر میں نے عرض کی کہ ضروری نہیں کہ سب ایک ہی جیسے ہوں ۔ ۔ ۔ ۔ عرفان صدیقی نے ایک خاص پس منظر پر لکھتے ہوئے اگر میان نواز شریف کہ اپنے وقت کہ راست اقدام کو بطور مثال پیش کیا ہے تو یہ ہرگز اس بات کی دلیل نہیں کہ وہ حق بات نہیں کہہ رہا بلکہ اپنی مستقبل کی روٹیاں سیدھی کررہا ہے بحرحال یہ ایک لمبا اور ڈیبیٹ ایبل موضوع ہے سردست اس پر بحث مقصود نہیں بلکہ اس وقت فقط تم کو ذاتیات اور فریق مخالف کہ طرز استدلال کو سمجھانا مقصود تھا کہ اہل حق کی بات میں نے مطلقا کی تھی کہ ہر دور میں سچ بولنے والے لوگ ضرور ہوتے ہیں اور میرے اس جملے کو پکڑ کر تم نے کیا سے کیا بنا ڈالا اب مطلق کا مطلب تو جانتے ہی ہوگئے آخر کو جناب کو بڑا ناز ہے اپنی صحافت پر ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: Gadagar

        Originally posted by aabi2cool View Post
        حضرت مسعود
        Mohtaram Aabid Sahib (ghaur kijiyey keh aaj main ney pehli baar aap ko BHAII nahin likha, iski wajah agar aap mehsoos karney ki sakkat rakhtey hain to kar lijiyey) - main yeh baat kaii aik threads mein dekh chuka hoon keh aap ko apney andaaz-e-takallum per grift nahin. Aap woh alfaaz bol jatey hain jinka ehsaas aap ko DILANEY per baad mein hota hai, phir bhi aap un alfaaz per ma'zrat ki bjaey mazeed lambi chorri guftgoo kar key khud ko justify karney ki koshish kartey hain - yeh aik khatarnak ikhlaqi beemari hai agar aap samjhein to :). Iskal latest muzahira aap ney Baitbazi key thread mein kiya hai :)

        Aap doosron ki nisbat tajziyaat pesh karney sey nahin jhijhatkey, kabhi aap ney socha hai keh doosrey bhi aap ki zaat ki nisbat raey qayim kar saktey hain??? Agar main yeh kahoon keh aap ney hamesha jo kuchh likha hai, woh zaatiyat ko samney rakh ker likha hai to??? Is baat key shahid to aap shayid khud hain keh main ney be'shumaar baar aap sey kaha hai keh aap har baat ko apni zaat sey munsalik mat kar liya kijiyey - baat teesrey muhalley ki ho, aap ussey apni zaat sey munsalik kartey chaley aaey hain. Main yeh bhi janta hoon keh aap ney kaii aik mawaqon per doosron ki baton ka jawab zaatiyat mein rah ker diya hai :).

        Aap key aur Mazahir key darmiyaan jo batein ho rahi hain main unki base bohat achhi tarha janta hoon, magar yahan main aap sey itna poochh raha hoon keh aap ney mehngey mehngey alfaaz ka sahara liya hai, per abhi tak aap sey jo batein main ney poochhi hain, un mein sey AIK bhi baat ka jawab nahin nawaza. Jab insaan baat karta hai to kam sey kam us baat ka samna bhi karta hai!! Khud ko har lehaz mein justify karney chhorriyey aur zara doosrey zaviyey sey bhi duniya ko dekhney ki himmat pedah kijiyey!
        '''''''''''''''''

        @topic:
        Rahi baat Media ki aur media walon ki to main is baat key bilkul haq mein hoon keh aaj kal ka sahafi woh hai jo apni tehreer ko bechna janta hai. Main ney apney aik mazmoon Bolo Ji Tum Kya Kya Kharedo Gey mein likha tha:

        .... yeh sab jo awwam ko alfaaz key taaney baaney mein uljhaey rakhtey hain, yeh sab khareedey huwey alfaaz ka sahara letey hain. Inhi khud taqreer ki alif bey ka nahin pata, yeh sab bikao maal hai. Jabhi to inki taqreeron mein taaseer nahin hoti, akhbaron ko dekh lo: akhbar apni khabrein bechtey hain, column bechtey hain, surkhiyaan bechtey hain, adariyey bechtey hain, sahafi paison ki khatir aik doosrey per tehreer'bazi kartey hain...aalimon ki tehreerein bikti hain, leadron ki taqreerein bikti hain, boliyaan lagaii jati hain, zubanein bikti hain, is mandi mein kya kya bikta hai? ....
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: Gadagar

          Originally posted by aabi2cool View Post
          میرا تبصرہ فقط آپ کہ تبصراتی نوٹ پر تھا
          matlab tum nay sirf jhak mari the.

          maiN nay baRi koshish karli kay tum say topic par baat kar loon, magar tum har reply par baat kheench kar waheen lay jatay ho kay "maiN nay to yeh kaha tha".

          theek hai phir maiN usi ka jawab day dayta hoon.

          tum aik nehayat he ghatiya aur ghaleez soch kay aadmi ho jisay yeh baat bilkul bardasht nahe kay koi us say ikhtelaaf karay.

          ab thori si bhi ghairat hai to isay zatiyat par mat lay jana.....!!
          That's Enough...!!

          Comment


          • #35
            Re: Gadagar

            Originally posted by Masood View Post
            yahan main aap sey itna poochh raha hoon keh aap ney mehngey mehngey alfaaz ka sahara liya hai, per abhi tak aap sey jo batein main ney poochhi hain, un mein sey AIK bhi baat ka jawab nahin nawaza
            tumharay andar us kay nuqta-e-istadlal ko samajhnay ki liaqat he nahe 372-haha, woh kaheen bhi point par baat nahe kar raha us nay to sirf mujh par aur tum par tanz kia tha aur yeh us ka haq hai woh kuch bhi kah sakta hai, aur lazmi nahe kay usay sabit bhi karay :lpop:

            tum fuzool maiN topic par baat kar kay us ka aur apna time zaya mat karo jesay us nay apni raiy day di tum bhi day do Allah Allah khairsalla :tasali:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #36
              Re: Gadagar

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              tumharay andar us kay nuqta-e-istadlal ko samajhnay ki liaqat he nahe
              Jaan-e-Jigar main unki tanz bhi samajhta hoon aur tumharey mantaq ko bhi - magar woh kya hai keh ab mujhey in fazooliyat ki qatan koi parwaa nahin rahi keh koi kya kah raha hai - kyun keh agar main bhi tanz ka jawab tanz sey doon, to... baqi ki khani tum jantey ho :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Gadagar

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                matlab tum nay sirf jhak mari the.

                maiN nay baRi koshish karli kay tum say topic par baat kar loon, magar tum har reply par baat kheench kar waheen lay jatay ho kay "maiN nay to yeh kaha tha".

                theek hai phir maiN usi ka jawab day dayta hoon.

                tum aik nehayat he ghatiya aur ghaleez soch kay aadmi ho jisay yeh baat bilkul bardasht nahe kay koi us say ikhtelaaf karay.

                ab thori si bhi ghairat hai to isay zatiyat par mat lay jana.....!!
                بالکل میں اسے ذاتیات پر نہیں لیتا بلکہ آپ کی جو سوچ میرے بارے میں ہے اسے آپ ہی کی زہنی استعداد کا مظہر سمجھتا ہوں کہ آپ نے اس طریق سے مجھے حق پر ثابت کردیا ۔ ۔ ۔ :salam:۔ ۔
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #38
                  Re: Gadagar

                  Originally posted by masood View Post
                  mohtaram aabid sahib (ghaur kijiyey keh aaj main ney pehli baar aap ko bhaii nahin likha, iski wajah agar aap mehsoos karney ki sakkat rakhtey hain to kar lijiyey) - main yeh baat kaii aik threads mein dekh chuka hoon keh aap ko apney andaaz-e-takallum per grift nahin. Aap woh alfaaz bol jatey hain jinka ehsaas aap ko dilaney per baad mein hota hai, phir bhi aap un alfaaz per ma'zrat ki bjaey mazeed lambi chorri guftgoo kar key khud ko justify karney ki koshish kartey hain - yeh aik khatarnak ikhlaqi beemari hai agar aap samjhein to :). Iskal latest muzahira aap ney baitbazi key thread mein kiya hai :)

                  aap doosron ki nisbat tajziyaat pesh karney sey nahin jhijhatkey, kabhi aap ney socha hai keh doosrey bhi aap ki zaat ki nisbat raey qayim kar saktey hain??? Agar main yeh kahoon keh aap ney hamesha jo kuchh likha hai, woh zaatiyat ko samney rakh ker likha hai to??? Is baat key shahid to aap shayid khud hain keh main ney be'shumaar baar aap sey kaha hai keh aap har baat ko apni zaat sey munsalik mat kar liya kijiyey - baat teesrey muhalley ki ho, aap ussey apni zaat sey munsalik kartey chaley aaey hain. Main yeh bhi janta hoon keh aap ney kaii aik mawaqon per doosron ki baton ka jawab zaatiyat mein rah ker diya hai :).

                  Aap key aur mazahir key darmiyaan jo batein ho rahi hain main unki base bohat achhi tarha janta hoon, magar yahan main aap sey itna poochh raha hoon keh aap ney mehngey mehngey alfaaz ka sahara liya hai, per abhi tak aap sey jo batein main ney poochhi hain, un mein sey aik bhi baat ka jawab nahin nawaza. Jab insaan baat karta hai to kam sey kam us baat ka samna bhi karta hai!! Khud ko har lehaz mein justify karney chhorriyey aur zara doosrey zaviyey sey bhi duniya ko dekhney ki himmat pedah kijiyey!
                  '''''''''''''''''

                  @topic:
                  Rahi baat media ki aur media walon ki to main is baat key bilkul haq mein hoon keh aaj kal ka sahafi woh hai jo apni tehreer ko bechna janta hai. Main ney apney aik mazmoon bolo ji tum kya kya kharedo gey mein likha tha:
                  Originally posted by masood View Post
                  jaan-e-jigar main unki tanz bhi samajhta hoon aur tumharey mantaq ko bhi - magar woh kya hai keh ab mujhey in fazooliyat ki qatan koi parwaa nahin rahi keh koi kya kah raha hai - kyun keh agar main bhi tanz ka jawab tanz sey doon, to... Baqi ki khani tum jantey ho :p
                  اب کیا اسے آپ کی مہربانی سمجھوں کہ* آپ نے مجھے بھائی کہہ کر نہیں پکارا ؟؟؟؟؟ ویسے کیا پکارنے سے ہی کام چل جاتا ہے یا اس پکارنے کہ پیچھے کسی مضبوط نظریئے کی بھی ضرورت ہوتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟' باقی آپ کی باتوں کہ جواب میں بہت کچھ کہہ سکتا ہوں مگر تلخی کہ سوا کچھ نہیں بڑھے گا اس لیے والسلام
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Re: Gadagar

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    آپ نے اس طریق سے مجھے حق پر ثابت کردیا ۔ ۔ ۔ :salam:۔ ۔
                    tumhaiN to ghutti maiN he aadha kilo haq chatwaya gaya tha 372-haha
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: Gadagar

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      matlab tum nay sirf jhak mari the.

                      maiN nay baRi koshish karli kay tum say topic par baat kar loon, magar tum har reply par baat kheench kar waheen lay jatay ho kay "maiN nay to yeh kaha tha".

                      theek hai phir maiN usi ka jawab day dayta hoon.

                      tum aik nehayat he ghatiya aur ghaleez soch kay aadmi ho jisay yeh baat bilkul bardasht nahe kay koi us say ikhtelaaf karay.

                      ab thori si bhi ghairat hai to isay zatiyat par mat lay jana.....!!
                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      tumhaiN to ghutti maiN he aadha kilo haq chatwaya gaya tha 372-haha
                      wah wah wah kya andaaz aur tarz e takhatab hai :clap::clap::clap:

                      ab yahan pe tou kisi ne jurrat nae ki point out krnay ki...shyd issi ko janib daari kaha jata hai... amazing
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #41
                        Re: Gadagar

                        Originally posted by saraah View Post
                        wah wah wah kya andaaz aur tarz e takhatab hai :clap::clap::clap:

                        ab yahan pe tou kisi ne jurrat nae ki point out krnay ki...shyd issi ko janib daari kaha jata hai... amazing
                        je haan isi ko janib dari kahtay haiN, warna paRhany wala paRh sakta hai kay aisi baat shoro kis nay ki the :tasali:
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #42
                          Re: Gadagar

                          Originally posted by saraah View Post
                          wah wah wah kya andaaz aur tarz e takhatab hai :clap::clap::clap:

                          ab yahan pe tou kisi ne jurrat nae ki point out krnay ki...shyd issi ko janib daari kaha jata hai... amazing
                          Assalamualikum

                          Dear saraah .....awwal unhone dono ko muqatib kia hai .
                          Doosra wo dost hain .... aap ko mahsoos nahi horaha hai ke un ki dosti kis mor pe agai hai ? kia yeh theek rahta ke dostaon ke apasi mamilath mein dakhal andazi ki jaye .
                          Masood ne point ki baat ki hai toh scorpions ne bhi kam nahi likha .....
                          yeh janib dari ka shosha na chora karein ..... mujhe andaaza hai ke meri shikayath Admin tak jasakti hai . aur mein kisi bhi pal kharij kar di jasakti hoon .aur mein tayar hoon is baat ke liye .... likin kia in dono mein se kisi ne kisi ko madad ke liye pukara hai ? haan agar yeh kahein ke Aao bhai dekho ... toh , phir baat kareingey .... pahle in se poch toh lo ke kia yeh log kamzoor hain ke koi dosra dakhal andaazi karey ....ab meri is baat ko personal na lein .... baat barey baat hi kahi hai mein ne ....:)

                          Comment


                          • #43
                            Re: Gadagar

                            Originally posted by sohail khan View Post

                            Yeh Kaira khandaan Kharian ka hai. Is qadar khabees-ul-siffat aur kameengi ki had tak yeh log gir chukey hain keh Police samney kharri kar key logon ka qatal kartey hain aur phir fakhar sey kehtey hain hai koi jo hamein kuchh kah sakey - haal hi mein Kharian mein inhon ney kuchh logon ko itni bedardi sey qatal kiya hai aur dandanatey phir rahey hain keh hamein koi kuchh nahin kah saktey...
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Gadagar

                              Aap ko Iqtelaaj-e-Qalb wo JIgar toh nahi hogaya kaheen .... yeh guftagu kis simth jarahi ????:mm:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Gadagar

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                je haan isi ko janib dari kahtay haiN, warna paRhany wala paRh sakta hai kay aisi baat shoro kis nay ki the :tasali:
                                ji parrhnay walay ki ankhen theek honi chahiyen bas...


                                Originally posted by milestone View Post
                                Assalamualikum

                                Dear saraah .....awwal unhone dono ko muqatib kia hai .
                                Doosra wo dost hain .... aap ko mahsoos nahi horaha hai ke un ki dosti kis mor pe agai hai ? kia yeh theek rahta ke dostaon ke apasi mamilath mein dakhal andazi ki jaye .
                                Masood ne point ki baat ki hai toh scorpions ne bhi kam nahi likha .....
                                yeh janib dari ka shosha na chora karein ..... mujhe andaaza hai ke meri shikayath Admin tak jasakti hai . aur mein kisi bhi pal kharij kar di jasakti hoon .aur mein tayar hoon is baat ke liye .... likin kia in dono mein se kisi ne kisi ko madad ke liye pukara hai ? haan agar yeh kahein ke Aao bhai dekho ... toh , phir baat kareingey .... pahle in se poch toh lo ke kia yeh log kamzoor hain ke koi dosra dakhal andaazi karey ....ab meri is baat ko personal na lein .... baat barey baat hi kahi hai mein ne ....:)
                                waalikum asslam...
                                dear sis jab bina pukaray aap tashreef la sakti hain tou me kiyon nae....?????
                                aur me baat KAR sakti thi YAHAN so ki....:thmbup:
                                khair no more arguments ...khush rahiye :rose
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X