Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gadagar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Gadagar

    Originally posted by Masood View Post
    Iska meri baat sey kya jawaz banta hai??? Mujhey is baat mein mulavis aap ney kiya hai, jab main ney aap sey 2 seedhey sey sawaal poochey hain to aap unka jawab nahin dey rahey :)
    jawab to main nay day diya k jo sawalaat aap nay mujh se kiye hain un ka jawab aap mujh se behtar jantay hain baqi main ab is moamaly main behas karna hi naheen chata . . .
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: Gadagar

      Originally posted by aabi2cool View Post
      jawab to main nay day diya k jo sawalaat aap nay mujh se kiye hain un ka jawab aap mujh se behtar jantay hain baqi main ab is moamaly main behas karna hi naheen chata . . .
      372-hahaWaaaah khoob sahib - yani aap ney baat shuru bhi khud ki aur ussey beech bhanwar chhorr ker daman bhi bacha kar jaa rahey hain...

      Main kya janta hoon aur kya nahin - is sey gharz nahin. Ya to aap kisi muamley mein parha hi na kijiyey aur agar parrtey hain to ussey aqalmando ki tarha poora bhi kiya kijiyey.

      Aap ney meri soch per tanqeed to kar di, magar jo baat main ney poochhi hai us ka koi jawab nahin aap key paas!

      Aabid bhai mera braderana mashwra hai aap ko, jo aap aap HAQ samajhtey hain zaroori nahin keh woh doosron key nazdeek bhi HAQ ho - apney ander doosron ki baat ko suneney, sochney aur samajhney ka hosla pedah kijiyey :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18

        bhai mery baat wo hy hi naheen jo aap souch rahay hain . . . . main nay is jaga mazahir aur aap ko is liye barahe raast mukhatib kiya tha k hum aik dosry ko bohat pehly se jantay hain bus issi natay se main nay seedha seedha naam lay diya aap dono ka aap log hama waqat tanqeed hi kartay hain koi tameer naheen jis per mazahir phut para aur zatiyaat ka shosha chor diya kaya doston main apas main behas karaty huy baytaklfi anheen hoti k dost agar aik dosray ka naam laykar aik dosray ko poientout kareen to wo zatiyaat per hamla tehrta hy . . . kaya main nay aap logon ki zati kidrad khushi ki thi jo meri baat ko zatiyaat ka rang diya mazahir nay ?????????? main nay to faqat aap ki souch per tanqeed ki thi aur agar aap isay issi sense main laytay to baat agay bhi chalti magar mazhir nay to sara mood hi off kar k rakh diya . . . . .372-shed
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Gadagar

          YAHA K HALAT TO BOUHAT SANGEEN HAI:bhago:

          Comment

          • #20

            :)

            tum woh nazuk keh khamoshi ko fughaan kehtey ho
            ham woh aajiz keh taghaful bhi sitam hai ham ko
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Gadagar

              Originally posted by Masood View Post
              :)

              tum woh nazuk keh khamoshi ko fughaan kehtey ho
              ham woh aajiz keh taghaful bhi sitam hai ham ko
              aji hajooor ye to aap ka tajahul e arefana hy :wk
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #22
                Re: Gadagar

                Originally posted by aabi2cool View Post
                aji hajooor ye to aap ka tajahul e arefana hy :wk

                Ham jahil hain hi to bardasht kar rahey hain na :salam:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Gadagar

                  Originally posted by Masood View Post
                  Ham jahil hain hi to bardasht kar rahey hain na :salam:
                  hajoor aap nay bizzti kardi lafaz tajahul e arfana ke :D:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: Gadagar

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    بڑی تکلیف ہوگئی جناب عزت ماٰب صحافی صاحب ۔ ۔ ۔ ۔ گر میں نے بات ذاتیات کی تھی تو آپ نے کونسا صحیفہ پڑھا سوائے کمزوروں کی طرح کوسنے دینے کے ۔ ۔ ۔ ۔ پہلے فریق مخالف کی بات اور اس کے نقطہ استدلال کو سمجھنے کی لیاقت تو پیدا کرو ۔ ۔ ۔ میں نے بات فقط اس کالم کے تناظر میں نہیں کی تھی بلکہ آپ کے اور مسعود بھائی کے عمومی رویے کو ٹارگٹ کیا تھا کہ آپ لوگوں کو سوائے نیگٹیویٹی کچھ اور سجھائی ہی نہیں دیتا ۔ ۔ ۔ ۔ باقی آپکی دیگر خرافات کا جاب میں نہیں دیتا ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
                    suchi suchi dass tujhay mujh say ziada takleef hoi hai kay nahe 372-shock

                    kam az kam apnay alfaz aur soch par to qabo rakhna tha molvi, kuch pallay na paRi to mery he alfaz aur meri he baat mujh par ghuma di

                    tum meri kharafat ka jawab day bhi nahe saktay kioN kay tum sirf "aR" gaiy ho kay tum he theek ho, taqwa acha hota hai par itna zaum-e-taqwa changa nai :wk

                    maiN pg par kitnay he aisay thread bata sakta hoon jahan maiN aur tum aik he baat kar rahay haiN, aik he cheez ko ghalat kah rahay haiN, par yeh kia musebat hai kay tum say agar kisi point par ikhtelaaf ho jaiy to tum meri souch ki he nafi karnay lago, meri pehli post ka matlab samajh laytay to behes itni aagay na baRhti, aaj he in ka aik article chapa hai jo jang ki site par abhi update nahe howa, kal yahaan post kar donga jis maiN tum apnay in aihl-e-haq kay ameer ul momineen say bhi mill layna aur baqi bataiN usi maiN.....
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Gadagar

                      yahooooooooooooooooooooooooooooo
                      muje barra maza aaraha hai larrai dekh kr........dramatic larrai372-haha
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: Gadagar

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        bhai mery baat wo hy hi naheen jo aap souch rahay hain . . . . main nay is jaga mazahir aur aap ko is liye barahe raast mukhatib kiya tha k hum aik dosry ko bohat pehly se jantay hain bus issi natay se main nay seedha seedha naam lay diya aap dono ka aap log hama waqat tanqeed hi kartay hain koi tameer naheen jis per mazahir phut para aur zatiyaat ka shosha chor diya kaya doston main apas main behas karaty huy baytaklfi anheen hoti k dost agar aik dosray ka naam laykar aik dosray ko poientout kareen to wo zatiyaat per hamla tehrta hy . . . kaya main nay aap logon ki zati kidrad khushi ki thi jo meri baat ko zatiyaat ka rang diya mazahir nay ?????????? main nay to faqat aap ki souch per tanqeed ki thi aur agar aap isay issi sense main laytay to baat agay bhi chalti magar mazhir nay to sara mood hi off kar k rakh diya . . . . .372-shed
                        tum nay sab say pehli ghalti to mujhay aur masood ko milla kar ki the, kahan woh bechara jamali peer aur kahan hum jalali mangal panday, us ka mera joR v ke :fuming:

                        agar tum humaiN jantay to yeh baat bhi tumhaiN maloom honi chaheay the kay jab tum reply karo gaiy to masood ki thandi thandi aur meethi meethi post to aa sakti hai par maiN nay tumhara qeema kar dayna hai... 372-shed

                        zatiyat ka shosha ??
                        humari souch humari zaati he hai kisi say must'aar nahe lee. jab do ajnabi baat kartay haiN to un kay pass maidan choTa hota hai, jab dost baat kartay haiN to phir khul kay jang hoti hai, aur muhabbat aur jang maiN sub jaiz hai, isi leay maiN nay bhi tumhaiN piyar say molvi kaha tha :fuming:

                        maiN nay tumhara mood kia off karna hai tumhaiN khud aagay ki samajh nahe aa rahe the isi leay tum nay munasib samjha thoray naram sharam ho kar qissa he muka daiN :lpop:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: Gadagar

                          Originally posted by saraah View Post
                          yahooooooooooooooooooooooooooooo
                          muje barra maza aaraha hai larrai dekh kr........dramatic larrai372-haha
                          abhi to shoro hoi hai laRki 372-shed

                          yeh to molvi sahab thuss ho gaiy haiN, warna daikhteen kay kaisa run paR jana tha yahaan, aur hum ab isay choRnay walay nahe 372-shed
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #28
                            Re: Gadagar

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            abhi to shoro hoi hai laRki 372-shed

                            yeh to molvi sahab thuss ho gaiy haiN, warna daikhteen kay kaisa run paR jana tha yahaan, aur hum ab isay choRnay walay nahe 372-shed
                            waisi aik bat he...jub 2 bundo me apus me itne differences he...to phir 4 sobo me kitne differences houn ge....:mm:

                            akhir hum me yeh differences paida kaise ho gay:donno:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Gadagar

                              Aihl-e-haq ka Aihl-e-haq mulahiza kejeay, aur bateay Haq ada ho raha hai ya nahe ????
                              Attached Files
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #30
                                Re: Gadagar

                                Hazrat Ali (a.s) ka aik qoul hai kay jab yeh dunia kisi ki taraf'dar ho jaiy to us maiN woh khobiyaN bhi shamil kar dayti hai jis ka us say kabhi tal'luq na raha ho aur jab khilaaf ho jaiy to us kay apnay muhasin bhi us say cheen layti hai....

                                bilkul isi terha in Aihl-e-haq ko bhi mojoda hukomat maiN koi khoobi nazar aanay wali nahe, kioN kay in ki aankhoN par miyan nawaz shareef ka chashma laga howa hai, maiN mojoda hukomat ka voter ya supporter nahe hoon, magar aisay DanishwaroN say bach kar he rehta hooN jis ki danish kisi dosray kay chungal maiN phansanay kay leay ho, aur yahe baat maiN nay yahaan kahee thee jis par munfi souch ka lable lagwana paRa, agar aisoN ki taeed is baat par ki jaiy kay humaray dil ki lagi kah raha hai to ma'zrat, kal yeh aap kay dil ki baat nahe kahay ga to aap he isay zaleel karaiN gaiy, kia is say behtar nahe kay insaan khud apni aqal-e-saleem ko thora khulla dulla rakhay.
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X