Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

....Es Topic ko Kya nam Du....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ....Es Topic ko Kya nam Du....

    Originally posted by tauruskhan View Post
    pehlay mujeh is baat ka jowab dia jay kia islam per amal kerna sirf khawaten ka kam hay

    jis moashray main mard bi parda na kertay hoon , means k apni nazrain neechi na kertay hon, wahan app girls per force q kertay ho
    sub sey zinda misal yahi thread hay , jis ney picture li hay and lagai hay kia wo naeen janta key mard ka parda bi hota hay k nazreen neechi karey

    this debate is endless. choro mera to dil hi utt gia hay
    log bus girls per islam nafiz kerwana chateey haan kud amal kerna pasand naeen kertay.

    ager larkey sheesha pee saktay haan to larkian bi pee sakti haan .
    sirf larkion ka pena keeon bora tasawor ho
    dono k liye ghalat hai...

    yeh mein keh chuka hon..

    per kisi ki ghalti per koi dalil nahin deni chahiye..
    Zaid Hammid on Sawat War..
    A must Watch..

    Comment


    • #62
      Re: ....Es Topic ko Kya nam Du....

      Originally posted by sohail khan View Post
      Me aap ki baat se mutafiq hoon k mard ko bhi apni nigahe nechi karni chahiye lekin jaise k me ne pehle kaha k hum ye keh kar ise be padagi ko sahi sabit nahi karsakte k mard ghalat hai is liye is tasweer me koi burayi nahi hai
      Quran perain to smaj ayeh na, quran main mardon ko pehlay perday ka hukam qeeon hay khawateen ko bad main qeeon, kabi socha , naeen na

      logon ko to kher mardon kay parday ka quran main zikar hi nazar naeen ata to wo kia khak kerain gay.

      her cheeze linked hay Quran main , her ayat her baat ki waja lakin samjnay waloon k liya

      hamara moashara isi liya tuba ho raha hay key hmm apni ghalti naeen dektay dosron per tankeed kerna pasand kertay haan

      jis ney picture li , us ney khod islamic parday ko tora, so wo jub khod perda naeen ker raha to kisi ko point out kerna durust naeen hay
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      Working...
      X