Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shariah sawal-- Aik sawal??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

    per aik baat tu ha bagair tahqeq kiya aik itna bara international channel kuch bhi kah data ha ya tu koi baat nahi ha na

    Originally posted by aabi2cool View Post
    یااللہ یہ میں کیا دیکھ رہا ہوں فری اور اتنے اہم موضوع پہ سیریس رپلائی کہین قیامت آنے میں پانچ منٹ تو نہیں رہ گئے

    abbi bhai dekh lain ap ka asar kam howa na me per is liya me ki bongiyan kam hogai ha 372-shock

    Comment

    • #17
      Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

      Originally posted by Xai View Post
      sure ... mujhey intezaar ho ga...
      asal me logon ko idrak hi nahi k islam k qawaneen unhen kitna tahafuz dete hen...mera mukhtalif age ki khawateen...larkion se wasta parta rehta he....zeada tar ka dar ye hota he k "molvi agaey to zindagi mushkil ho jaey g..gharon me band kar den ge ya parda karwa den ge"wo ye baat janti hi nahi k islam molvi ka nahi he....or ye k islam orat ko kitna faeda deta he.....zindagi ko kitna asaan karta he.....hamen to fakhar hona chaey k Allah ne ham par karam kia or hamen islam jesi nemat ata ki....ager samjh ajaey to shaed hi koi islami qawaneen ki mukhalfat kare.
      or rahi govt...to bechari Allah se zeada amerika se darti he to amerika k mathey k bal dekh kar us k qadam larkhra jate hen:hehe:

      Comment

      • #18
        Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

        Originally posted by senorita View Post

        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

          Originally posted by Xai View Post
          aur aaj merey khayal mey iss ka aik hi hal hai..... wo ye key log thori himmat karein Quran aur sunnat ko uthaein, uss ko perhein, uss ko samjhein aur tab apni zindagiyon mey shamil karein, Musalman ban ker rahna shuru karein ta key pehley aap dunya chaurein, musalmano ko khud apni zindagiyon mey wo cheezein nazar ayein jin ka books mey ziker hai....

          Meyri Allah T'ala sey du'a hai key Allah hamein deykhney key, sochney key, samajhney key aur amal kerney key qabil bana dein Ameen.
          ameen:dua

          or bilkul theek kaha...ham me se sab ka farz he k jahan ham dheron baten seekhte hen wahan....aik bar..koshish to karen...quran o sunah ko apni zuban me samjh kar parhne ki.....

          Comment

          • #20
            Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

            Kash ky jo Shriyat laws ke bat kerty hain un ko khud bhi Shriyat ka pata ho..
            Taliban ke tarah sirf saza nafiz krna galat tareqa hai...
            agher shariyat nafiz kerna hai.. tu phir her cheez per aamal ho.. loogon ko rozgar diya jay.. yeh nahin ke khanain ko kuch nahin aur sirf chori per haath kaat diye jain.

            khwateen ko pharnin ke ijzat shriyat mein mojod hai.. tu jo school jala dain woh ek khilaf e shra kaam ker rehy hain..

            agher shriyat waqi sunaat tarqey sy aur khlos e dil sy nafiz ke jay.. tu dil o jaan sy qabool hai...
            wy sy yeh muhahida mojada halat main pakistan k liye tekh hai..
            Zaid Hammid on Sawat War..
            A must Watch..

            Comment

            • #21
              Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

              Originally posted by tauseeftariq View Post

              yes!!

              @ Muahida...

              filhaal tau wahan aman ho gaya hai Allah karey key aagey bhi aman rahey, gharon mey bhi, bazaron mey, schoolon mey Ameen.
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #22
                Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                Originally posted by Xai View Post
                yes!!

                @ Muahida...

                filhaal tau wahan aman ho gaya hai Allah karey key aagey bhi aman rahey, gharon mey bhi, bazaron mey, schoolon mey Ameen.
                Ameen
                Zaid Hammid on Sawat War..
                A must Watch..

                Comment

                Working...
                X