Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shariah sawal-- Aik sawal??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shariah sawal-- Aik sawal??

    Salam!!

    Sharia law ko itna hawwwwa kyun banaya hua hai...jaisey ye law insaano key liye nahi Alienz key liye bana ho ?? Kya aap sharia law sey dartey hein??
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

    ya afsar mani show tu nhi dekha u nay a j:hehe:

    Comment

    • #3
      Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

      Originally posted by Xai View Post

      wsalam!

      sserious reply bhi kr dati ho:khi:

      Shariyah law koi hawa nahi ha ...Quran aur sunnah kay mutabik banay janay walay law ha! ab ya law humaray maushray mai jantay sab ha per unper amal kam log kartay hain :donno: ya hawaaa is liya ban chuka ha kiun kah logo kay liya ab un laws per amal karna muskil ho raha ha ! aur jo is ko impliment karna chahtay hain woh us ka hal nahi souchtay :donno:balkay ghusa kartay hain kah asa kiun ha ? jes ki wajha se woh agresive extremist kahlwatay hain

      for example!
      soud haram ha phir bhi banks isi ki buniyad per chal rhy hain is ka hal ya nahi kah unko band kara diya jay balkay is ka hal ya ha kah is ki jagha koi dosra system design kia jay jo shariyah kay mutabik ho!aur banks ko modify kiya jay! Iran nay asa kiya bhi ha.Agar bank band kardiya jay log paisa kahan rakhay gay ...(e.g,.agar koi baywa aurat ha woh kahan apnay paisay save rakh sakti ha)

      Comment

      • #4
        Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

        Originally posted by fari View Post
        ya afsar mani show tu nhi dekha u nay a j:hehe:
        nahi .. ghalti si tv key pass sey guzar gai 372-shock aur CNN pey aik kahani chal rahi thi jo swat mey cease fire hua hai uss pey... baRi pyari definitions dein unhon ney shariah law ki.... :lol

        kuch logon ney emails bhi ki thien ... waisey fari kabhi kabhi hamein bhi cnn walon ko email ker deyni chahiye ...
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

          Originally posted by Xai View Post
          nahi .. ghalti si tv key pass sey guzar gai 372-shock aur CNN pey aik kahani chal rahi thi jo swat mey cease fire hua hai uss pey... baRi pyari definitions dein unhon ney shariah law ki.... :lol

          kuch logon ney emails bhi ki thien ... waisey fari kabhi kabhi hamein bhi cnn walon ko email ker deyni chahiye ...
          wasay kia definition di thi :donno:
          han kiun nahi per baaat tu tab ho kah woh consider bhi karay :khi:

          Comment

          • #6
            Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

            Originally posted by fari View Post
            wsalam!

            sserious reply bhi kr dati ho:khi:

            Shariyah law koi hawa nahi ha ...Quran aur sunnah kay mutabik banay janay walay law ha! ab ya law humaray maushray mai jantay sab ha per unper amal kam log kartay hain :donno: ya hawaaa is liya ban chuka ha kiun kah logo kay liya ab un laws per amal karna muskil ho raha ha ! aur jo is ko impliment karna chahtay hain woh us ka hal nahi souchtay :donno:balkay ghusa kartay hain kah asa kiun ha ? jes ki wajha se woh agresive extremist kahlwatay hain

            for example!
            soud haram ha phir bhi banks isi ki buniyad per chal rhy hain is ka hal ya nahi kah unko band kara diya jay balkay is ka hal ya ha kah is ki jagha koi dosra system design kia jay jo shariyah kay mutabik ho!aur banks ko modify kiya jay! Iran nay asa kiya bhi ha.Agar bank band kardiya jay log paisa kahan rakhay gay ...(e.g,.agar koi baywa aurat ha woh kahan apnay paisay save rakh sakti ha)
            :salam:
            yeah...kisi cheez ko band kerna is not a hal :-)

            chalo iss pey sab ki baat sun ker baat kertey hein :thmbup:

            thank you larki for replying :D
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7

              yahi key larkiyon key school jala ker un ko ghar mey band ker do :lol

              • #8
                Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                Originally posted by Xai View Post
                :salam:
                yeah...kisi cheez ko band kerna is not a hal :-)

                chalo iss pey sab ki baat sun ker baat kertey hein :thmbup:

                thank you larki for replying :D

                wasay aj maina afsar mani shhow bhi dekha channel change kartay kartay nazar pari woh bhi yahi discus kar rhay thay mera bara dil kia unko reply karo:khi:per woh recorded tha:donno: unho nay tu apnay sath peshawar se aya howa banda bhi bithaya howa tha:lpop:

                Comment

                • #9
                  Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                  Originally posted by Xai View Post
                  yahi key larkiyon key school jala ker un ko ghar mey band ker do :lol

                  exactly yahi baat maina show ma suni Afsar mani show ma us nay asay hi line se shrou kia show:khi:aur phir hasa bhi:khi:

                  un cnn walo ko mil kar mail kar hi datay hain Xaiunko batao ya extremism ki definition ha :khi:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                    Originally posted by fari View Post
                    wasay aj maina afsar mani shhow bhi dekha channel change kartay kartay nazar pari woh bhi yahi discus kar rhay thay mera bara dil kia unko reply karo:khi:per woh recorded tha:donno: unho nay tu apnay sath peshawar se aya howa banda bhi bithaya howa tha:lpop:
                    aww beycharey peshawar waley ... :d
                    Originally posted by fari View Post
                    exactly yahi baat maina show ma suni Afsar mani show ma us nay asay hi line se shrou kia show:khi:aur phir hasa bhi:khi:

                    un cnn walo ko mil kar mail kar hi datay hain Xaiunko batao ya extremism ki definition ha :khi:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                      jahan shariah ka nam aey ga wahan amerika ko pagal pan ka dora par jaey ga:hehe:
                      or shariah law me aman he tahafuz he...lekin me ne dekha he zeada mukhalfat khawaten ki taraf se ati he kion k un ki so called azadi par zarb lagti he.....abhi jaldi me hon baki jawab baad me

                      Comment

                      • #12
                        Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                        Originally posted by fari View Post
                        wsalam!

                        sserious reply bhi kr dati ho:khi:

                        Shariyah law koi hawa nahi ha ...Quran aur sunnah kay mutabik banay janay walay law ha! ab ya law humaray maushray mai jantay sab ha per unper amal kam log kartay hain :donno: ya hawaaa is liya ban chuka ha kiun kah logo kay liya ab un laws per amal karna muskil ho raha ha ! aur jo is ko impliment karna chahtay hain woh us ka hal nahi souchtay :donno:balkay ghusa kartay hain kah asa kiun ha ? jes ki wajha se woh agresive extremist kahlwatay hain

                        for example!
                        soud haram ha phir bhi banks isi ki buniyad per chal rhy hain is ka hal ya nahi kah unko band kara diya jay balkay is ka hal ya ha kah is ki jagha koi dosra system design kia jay jo shariyah kay mutabik ho!aur banks ko modify kiya jay! Iran nay asa kiya bhi ha.Agar bank band kardiya jay log paisa kahan rakhay gay ...(e.g,.agar koi baywa aurat ha woh kahan apnay paisay save rakh sakti ha)
                        یااللہ یہ میں کیا دیکھ رہا ہوں فری اور اتنے اہم موضوع پہ سیریس رپلائی کہین قیامت آنے میں پانچ منٹ تو نہیں رہ گئے
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                          Originally posted by senorita View Post
                          jahan shariah ka nam aey ga wahan amerika ko pagal pan ka dora par jaey ga:hehe:
                          or shariah law me aman he tahafuz he...lekin me ne dekha he zeada mukhalfat khawaten ki taraf se ati he kion k un ki so called azadi par zarb lagti he.....abhi jaldi me hon baki jawab baad me
                          sure ... mujhey intezaar ho ga...
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            یااللہ یہ میں کیا دیکھ رہا ہوں فری اور اتنے اہم موضوع پہ سیریس رپلائی کہین قیامت آنے میں پانچ منٹ تو نہیں رہ گئے
                            aur aap ka apna ka khayal hai? kya Log shariah law sey dartey hein? ... Log = muslim
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Shariah sawal-- Aik sawal??

                              Originally posted by xai View Post
                              aur Aap Ka Apna Ka Khayal Hai? Kya Log Shariah Law Sey Dartey Hein? ... Log = Muslim
                              بات جو فری نے کی ہے وہی ایک سو دس پرسنٹ صحیح ہے اصل میں ہم خود سے ڈرتے ہیں اپنے نفس سے ڈرتے ہیں ہم میں سے ہر ایک نے اپنے نفس کی غلامی اختیار کررکھی ہے سو ہم شریعت سے ڈرتے ہیں ۔ ۔۔ باقی رہ گیا ۔ ۔ سوات مین شریعت نافذ کرنے کا معاملہ تو اس باب میں حقیقت یہ ہے کہ وہاں پر کوئی کلی طور پر شریعت نافذ ہونے نہیں جارہی فقط ایک نظام عدل ہے جو کہ پہلے بھی وہاں نافذ تھا کہ جس کی بدولت انصاف یکساں طور پر ہر امیر اور غریب کی دہلیز پر یکساں طور پر دستیاب تھا فقط وہی نظام نافذ ہونے جارہا ہے اور میرے خیال میں یہ فقط سواتیوں کا ہی نہیں بلکہ سب پاکستانیوں کا وہی دیرینہ مطالبہ ہے جو کہ 3 نومبر سے پہلے والی عدلیہ کی بحالی کی صورت میں پورے پاکستان میں ہر امیر و غریب پڑھے لکھے ،ان پڑھ عقل مند اور جاہل روشن خیال اور ہر بنیاد پرست کا سب قسم کہ پاکستانیوں کا مطالبہ ہے
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X