Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Achay Mustaqbil ki Talaash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Achay Mustaqbil ki Talaash

    Achay Mustaqbil ki Talaash

    Mujhe yeh article e-mail ke zariye aaya hai.Umeed karta hoo ke aap sub dosto ko bhi yeh article behad pasand aaye gha... Shukriya :)





  • #2
    Re: Achay Mustaqbil ki Talaash

    AOA,

    Bohat haqeeqat pasand batain aap nain hum se shair ki hain bilkol ahsi he soch main rakhta hoon lakin kia kah sakte hain har aik ki apni soch hai bohat khush rahain:)


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • #3
      Re: Achay Mustaqbil ki Talaash

      thoora bara haii maii tafseel see perhh ker replyy karoon gii ok?:)
      topic buhat accha haii waase

      Comment


      • #4
        Re: Achay Mustaqbil ki Talaash

        Yeh waqeaat parh kar har hassaas dil afsurda ho jaey ga..talkh haqeeqat ko bayaan kiya gaya hay..baat agar general ki jaey to aisa hi hay but wahi kay sab kay saath aisa nahi hay..kiya jo loge apnay watan main hi hain woh apni zimmay dariyon ko ba'khoobi ada kar rahay hain? kiya Eidhi trust main sirf un kay hi parents life guzaar rahay hain jo k beroon-e-mulk muqeem hain? nahi aisa nahi hay..apnay watan main rehtay huway bhi bouhat say loge intehaai ibrat naak zindagi guzaar rahay hain...rawayyo'n ki bad'soorti apnay watan main bhi mowjood hay...yeh baat jaha'n bhi ho qabil-e-afsos hay aur qabil-e-muzammat bhi...watan main ho ya watan say door...
        Last edited by hayaa_n; 8 December 2005, 01:23.
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #5
          Re: Achay Mustaqbil ki Talaash

          Again read ki hay..duniya k jis khittay main bhi yeh surat-e-haal hay qabil-e-mazammt hay...bais-e-ibrat hay.
          :roseENIGMA:rose

          Comment

          Working...
          X