Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baap ko qatal kar dala

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Baap ko qatal kar dala

    AOA,

    Abbottabad main badbakht baite nain baap ko goliyaan maar deen.tafselaat k mutabik abbottabad k nawayi ilake kalandar abad main baite nain baap uss waqt goliyaan mareen jab baap khana kha raha tha koi bahais nain hoye .khud ko uss nain kanoon k hawale kar diya jab main nain uss se pocha k kion mara to kahne laga k baap muje danta karta tha muje nain mahloon tha k kitni goliyaan main main nain aik fire kia tha lakin baap mokke pe jahanbak ho giya .aap andaza lagain k kia ho giya hai yahan zalzala na ye to kia aye ab iss halat tak gir gaiya hai hamara Aadaab hamari kadrain kahan hain ye swal aap sochain aur phir batain k uss baap ka kasoor tha ya iss badbakht baite ka.


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

  • #2
    Re: Baap ko qatal kar dala

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Khan ! aap ny us shaks ko Goli kuo nahi maari ? Mein ho ta na to Allah ki qasam main shoot kar deyta .... yaha jhaan main hu just a month pahaly aik larky nay mery samany apnay baap ka gryabn pakra tha ... aur jo my ny us ki haalt kar di . to ab tak wo sahi trah chal nhi pata ....... Ya salay ...... kash yha gals na ho ti to main ... well asy shaks ko 100 baar qatal karna chiya

    FeaamNAlalh
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #3
      Re: Baap ko qatal kar dala

      AstaghfiruALlah..

      hum log is had tak gir gaye hein ...
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Baap ko qatal kar dala

        AOA,

        Janaab wo police ki harast main tha main usse koch na kah sakta tha muje sirf koch waqt diya gaiya main nain chand tasaveer utareen aur uss se us ka mohkaf pocha waise b ahsa sari umar bar bar zinda raha b to qatal hota rahye ga.



        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • #5
          Re: Baap ko qatal kar dala

          Walikum Assalam!

          jii really bad.....

          hamare aamaal buhaat girr chuuke hain...orr iik orr baat yee kee ye saab is liyee bhii haii kee hamaare dilon mai sakoon nahii rahaa ab....orr sakoon iss liyee chiina kiyoon kee hum ISLAM koo buhaat door choor aaye haiin apnii zindagioon se...

          ALLAH TALLA HUMIIIN ACCHAI SEE QURBAAT DE AMEEN!

          Comment


          • #6
            Re: Baap ko qatal kar dala

            AOA,

            Aap ki baat darost hai main aap ki baat se ittafaq karta hoon deen se dori aj kal bohat se masayail ko janam de rahyi hai bohat khush rahain.


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • #7
              Re: Baap ko qatal kar dala

              Originally posted by Barish
              Walikum Assalam!

              jii really bad.....

              hamare aamaal buhaat girr chuuke hain...orr iik orr baat yee kee ye saab is liyee bhii haii kee hamaare dilon mai sakoon nahii rahaa ab....orr sakoon iss liyee chiina kiyoon kee hum ISLAM koo buhaat door choor aaye haiin apnii zindagioon se...

              ALLAH TALLA HUMIIIN ACCHAI SEE QURBAAT DE AMEEN!
              Assalaam o alekum,


              yeah agreed 101% itnaa sab kernien ke baad bhi humien sharm nahin aati afsoos:( :(
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #8
                Re: Baap ko qatal kar dala

                Aise aise bhi log hain hamarey society mein.

                Allah raham kare.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                Working...
                X