Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fatwa Film The Message

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Fatwa Film The Message

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Ya yha si liya post ki hy .. ky is per aap log ya her parhny wala thori si roshni dalay kay kya Fatwa deyna sahi hy is ka ?

    FeamnAllah
    Attached Files
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

  • #2
    Re: Fatwa Film The Message

    hm Film dekhna pehle hi azab ka baes hai Allah humain aisi batoN se mehfooz rehne ki roufeeq de Amen
    aur ooper se yeh Film Astagfirullah.....
    Allah

    Comment

    • #3
      Re: Fatwa Film The Message

      Originally posted by Adnan
      hm Film dekhna pehle hi azab ka baes hai Allah humain aisi batoN se mehfooz rehne ki roufeeq de Amen
      aur ooper se yeh Film Astagfirullah.....

      Asslam-o-Alikum WR WB

      Adnaan ! may ny ya move itafaq sey aaj tak full nahi dekhi hy ! ya to GEO abhi dkeha rha hay but my ny jab dekhi thi jab ya bani thi ...... is main haraj kya hy ? aik move aap ky islam ko represnet kar rahi hy ... u know is move ky banay main hi kitny peoples muslims ho gay hy .... phir hamray mulana asi hi moves ko kuo neshana bana deytay hay ......

      FeaamnAllah
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

      Comment

      • #4
        Re: Fatwa Film The Message

        bahi jis cheez ko manah hi farma dya hay humare aqa ne...to hum keu dekhein
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: Fatwa Film The Message

          Mujhey is baat ki samajh nahin aati keh jab koi aisi film ya waqiya hamarey samney aata hai to hamein fatwey yaad aatey hain, jab keh hamarey cable per ikhlaaq soz filmein, gaaney, dramas aik arsey sey dikaey jaa rahey hain. Jo log fatwa talab kar rahey hain kya unhein GEO per siraf yehi aik film mili thi aetraaz key liye? Halankeh Cable per ikhlaaq soz mandwa aik muddat sey dikhaya jaa raha hai! Hamara ehtejaaj hai to har ikhlaaq soz shey key khilaf hona chahiye - mehaz aik do cheezon per aetraaz nahin karna chahiye!
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Fatwa Film The Message

            me ne 1st time ye movie jab dekhi thi jab me 5th me thi jab is par pabandi thi n koi bahir se laya tha to parents ne li thi dekhne ko tab mujhe kuch samjh nahi aei thi lekin abhi geo par dekhi to achi lagi ke is me wo wakiyat jo ham ne parhe wo visual soorat me dekhe.or jo baat ham ne dekhi ho wo zeada yaad rehti he banisbat parhne ke.baki ab mujhe nahi pata ke ye jaiz he ya nahi kiun ke me koi aalim to nahi hun zeada to nahi janti is bare me.

            Comment

            • #7
              Re: Fatwa Film The Message

              mujhay is film main koi ghalat cheez nazri nahi ai :donno: is film ko doosri zabanoun main bhi deekhya gia hai ....
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Fatwa Film The Message

                Anbiya a.s. aur sahaha R.A per filmen banana aur dekhna Islam mein haram hai.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #9
                  Re: Fatwa Film The Message

                  Hmmm.....

                  ye movie ik in4mative movie hai....per ise dekhte waqt mere zehn mai bhiii ik sawaal uth raha thaa ke ANBIYA AKRAAM RA perr yuun movies banaana n unnke characters koo yuun saamne laana ISLAM mai too jaiiz nahii hai.

                  Beshaak ye movie koi fisaad nahii phella rahii orr iskoo dekhnee se humin buhatt kuch pata chaltaa haii orr hamari knowledge mai ikk accha izaafaa hoota hai...perr phiir bhi iss maamle mai research kii zaroorat hai ke aya in movies ko banane or dekhne se AHADEES mai rooka gaya yaa nahi?

                  Comment

                  • #10
                    Re: Fatwa Film The Message

                    Originally posted by Barish
                    Hmmm.....

                    iss maamle mai research kii zaroorat hai ke aya in movies ko banane or dekhne se AHADEES mai rooka gaya yaa nahi?
                    :thmbup:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11

                      • #12
                        Re: Fatwa Film The Message

                        Originally posted by Masood
                        Mujhey is baat ki samajh nahin aati keh jab koi aisi film ya waqiya hamarey samney aata hai to hamein fatwey yaad aatey hain, jab keh hamarey cable per ikhlaaq soz filmein, gaaney, dramas aik arsey sey dikaey jaa rahey hain. Jo log fatwa talab kar rahey hain kya unhein GEO per siraf yehi aik film mili thi aetraaz key liye? Halankeh Cable per ikhlaaq soz mandwa aik muddat sey dikhaya jaa raha hai! Hamara ehtejaaj hai to har ikhlaaq soz shey key khilaf hona chahiye - mehaz aik do cheezon per aetraaz nahin karna chahiye!
                        100% right
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Fatwa Film The Message

                          Originally posted by Masood
                          Mujhey is baat ki samajh nahin aati keh jab koi aisi film ya waqiya hamarey samney aata hai to hamein fatwey yaad aatey hain, jab keh hamarey cable per ikhlaaq soz filmein, gaaney, dramas aik arsey sey dikaey jaa rahey hain. Jo log fatwa talab kar rahey hain kya unhein GEO per siraf yehi aik film mili thi aetraaz key liye? Halankeh Cable per ikhlaaq soz mandwa aik muddat sey dikhaya jaa raha hai! Hamara ehtejaaj hai to har ikhlaaq soz shey key khilaf hona chahiye - mehaz aik do cheezon per aetraaz nahin karna chahiye!
                          Assalaam o alekum,

                          waise to film beeni islamic point se bilkool ghalat hai balke najaayaz hai, rahi baat fatwe ki to masood bhai aapnien jin baatoon kaa zikr kiyaa hai jaise filmien gaane drame etc etc usse islam per direct /indirect war nahin hootaa lekin jaisa ke iss film ke mutalliq sunaa wo to bilkool ghalat hai jissnien bhi yeh film banaayi ussko ambiyaa karaam kaa zikr kernaa hi nahin chaahiye aise kaamoon mien , ab jaise chand dinoon pehle hindostan mien sania mirza per fetwa jaari kiyaa gayaa thaa joke mere samajh se sarsar ghalat thaa,ager sania ko lagta hai ke uske dress mien koee kharaabi nahin to usski jawab deh wo hoogi hum nahin humien kernaa yeh chaahiye ke hum usse her tareh kaa naataa toor lien bass, hum kissi se sirf itnaa keh sakte hain ke bhai aap yeh kaam naa karein aise kapre naa pehnien etc etc lekin humien koee huq nahin ke ussper zabardasti karien humaaraa kaam hai samjhaanaa hai hidaayat Allaah nien deni hai
                          :tang: RISK IS MY BUSINESS

                          DANGER IS MY GAME

                          DONT PLAY WITH ME
                          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                          Comment

                          • #14
                            Re: Fatwa Film The Message

                            Mmmm

                            mey ney ye movie kuch saal pehley apni Islam class (at the mosque) mey deykhi thi .....

                            aur ab ye fatwa perhney key baad, i dont have any words to say...
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Fatwa Film The Message

                              Originally posted by Adnan
                              bahi jis cheez ko manah hi farma dya hay humare aqa ne...to hum keu dekhein
                              Asslam-o-Alikum WR WB

                              aap nay jo baat byan ki hy wo apni jagha 100 % sahi hay .. mai jhutla bhi nhi sakta hu per jo baat mujhy kahni chiya thi wo lafz to lafz Masood nay byan kar di hay

                              FeaamnAllah
                              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                              Comment

                              Working...
                              X