Waqt qareeb hai keh hamein zarb-e-kaari lagani hai....
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Dua Ya Inqilaab
Collapse
X
-
Re: Dua Ya Inqilaab
AOA,
Ji bilkol baja farmaya aap nain iss main bilashuba koi shak nain hai hamain khud ko pechanna ho ga iss waqt hum ghulaam hain mahkoom hain aap ki baat haqbajanab hai k hamain ab kari zarb lagana ho gi aur uss k liye hamain motahid hona parre Aalme islaam ko motahid jona parre ga aap se itafaaq hai .
Sohail Abbasi.Apna haq ada karo.
Comment
-
Re: Dua Ya Inqilaab
Masood bilkul drust farmaya aap ne, hum musalmaan khud aisay bikhray parray hein k museebat mein aik doosray ki awaaz sun patay hein hath nhi thaam sktay, jub tak hum hum itehad nah ker lein, Allah ki rassi ko yakja ho ker nah pakerr lein, apas ke taffarqaat khatum nah ker dein, hum kufr o ilhaad k khilaf kaisay larr sktay hein.
Allah hum musalmanon per rehm farmaye, jo musalman zulm o jaber ka shikar hein un ko azaadi naseeb farmaye. jo hukamrani k nashay mein gumrah ho chukay hein unhein hadayet day aur humaray imaan ko itni taqat bakhsh day k hum islam k parcham ko phir se duniya bhar mein itna buland ker dein jo iss ka haq hey. Ameen
Comment
Comment