Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Chances Of Earthquake In TURKEY

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Chances Of Earthquake In TURKEY

    Assalam-o-Alikum every1!!

    ik taza tareen khabar k sath haazir hon!

    Turkey k shehaar ISTAMBUL main khatarnaak zalzale k aane ka khadsha hai.
    Aur ik ittila ke zariye ye pata chala hai k wahan ki buildings buhat naaqis halat main hain,wahan per occean bhi hai,to KHUDANAKHASTA ager wahan earthquake aya to buhat c janon k chale jaane ka khatra hai.

    Bus Allah Talla se dua goo rahiyee ke wahan koi earthquake na ai or Allah Talla hum sab per apna rehem-o-karam farmai Ameen!!

  • #2
    Re: Chances Of Earthquake In TURKEY

    Originally posted by Barish

    Assalamo allaikum Barish

    Qudrati hadsaat jahan per bhi hon, bohat dukh ki baat hotey hain. Maut ka apna aik andaaz hai aur woh apney andaaz mein aa ker rehti hai.

    Allah Tala sey yeh duaein to ham kartey hain keh ham per rehm kiya jaey aur is tarha key azaab ham peh naazal na kiyey jaein - kabhi ham ney socha hai keh yeh azzab ham per kyun aatey hain?? Kabhi ham ney yeh aawaz buland ki hai keh woh kotahiyaan jin sey hamein mana farmaya geya hai aur jinki wajah sey yeh azzab ham per nazal hotey hain, woh na ki jaein?

    Turkey ki aap ney baat ki hai, woh ISLAMI mulk jisney europe ko khush karney ki har mumkina koshish kar di hai, jahan per aurat europe ki tarha nangi kar di gaee hai, jahan key media mein wohi uriyaani hai jo maghribi media mein hai - to aisey mein azzab nahin aaey ga??

    Azzab ko aawaz ham ney khud dey rakhi hai aur mujhey to hairat hai keh abhi tak hamari bachat kaisey ho rahi thi?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Chances Of Earthquake In TURKEY

      Originally posted by Masood
      Assalamo allaikum Barish

      Qudrati hadsaat jahan per bhi hon, bohat dukh ki baat hotey hain. Maut ka apna aik andaaz hai aur woh apney andaaz mein aa ker rehti hai.

      Allah Tala sey yeh duaein to ham kartey hain keh ham per rehm kiya jaey aur is tarha key azaab ham peh naazal na kiyey jaein - kabhi ham ney socha hai keh yeh azzab ham per kyun aatey hain?? Kabhi ham ney yeh aawaz buland ki hai keh woh kotahiyaan jin sey hamein mana farmaya geya hai aur jinki wajah sey yeh azzab ham per nazal hotey hain, woh na ki jaein?

      Turkey ki aap ney baat ki hai, woh ISLAMI mulk jisney europe ko khush karney ki har mumkina koshish kar di hai, jahan per aurat europe ki tarha nangi kar di gaee hai, jahan key media mein wohi uriyaani hai jo maghribi media mein hai - to aisey mein azzab nahin aaey ga??

      Azzab ko aawaz ham ney khud dey rakhi hai aur mujhey to hairat hai keh abhi tak hamari bachat kaisey ho rahi thi?

      Assalam-o-alikum WR WB

      Aap nay aik baat sahi khi hy Masood ky Moth ko any ky liya ya bhanay ho tay hy .... ky kis trha aur kis hal main MOth aap ko japat kr apny saath ly jay .... Koi Shak nhi ky aaj Turkey jo ky aik Islamic Country hy aur jis kay Dorey Hakumat main aik arsa Kaba aur Madina bhi rhy hy wha ka haal asa hay ky bass Allah na hi puchy ... Aurto ko jinhoo ny apny mu sey Kalma Tayaba parha ho ta hy wo auraty isi trha nagi phirti rahti hy ..... aap ny sahi kha ky asi jagah per to ya log khud Allah Pak ko challange krty hy aik trha sey ... Nashukri kr ky ...

      Bass Allah Pak sey yahi dua hy ky Rham aur Karam kary Ameen

      FeaamnAllah
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

      Comment

      • #4

        Walikum Assalam!

        Ji bilkuul thiik kaha appne
        beshaak aj musalmanon ka tarz-e-zindagii hii kuch aisaa ho gaya hai ke hum per museebatiin aa rahii hain jesa k 1 month orr 5 days pehle Pakistan main bhi ik tabahii kerne walaa earthquake aya tha...

        Humin chahiye ke zindagii main aane wale her nai pal main,har nai subah main hum apnii zindagii main Ik acchi cheez(ISLAM KA KOI IK PEHLO) apnii zindaagi main shaamil kerte jain...yuun ahista ahista hamari zindagian bhi khobsorat ho jain gi orr ISLAM bhi aage berhe ga :insha:

        Per abhi to hum Allah Talla se dua ker sakte hain orr apne amaal per us se maafii maang sakte hain ke wo humin bakhsh dee or humin seedhi maut de Ameen!

        Comment

        • #5
          Re: Chances Of Earthquake In TURKEY

          Originally posted by Bheegi-Palkain
          Assalam-o-alikum WR WB

          Aap nay aik baat sahi khi hy Masood ky Moth ko any ky liya ya bhanay ho tay hy .... ky kis trha aur kis hal main MOth aap ko japat kr apny saath ly jay .... Koi Shak nhi ky aaj Turkey jo ky aik Islamic Country hy aur jis kay Dorey Hakumat main aik arsa Kaba aur Madina bhi rhy hy wha ka haal asa hay ky bass Allah na hi puchy ... Aurto ko jinhoo ny apny mu sey Kalma Tayaba parha ho ta hy wo auraty isi trha nagi phirti rahti hy ..... aap ny sahi kha ky asi jagah per to ya log khud Allah Pak ko challange krty hy aik trha sey ... Nashukri kr ky ...

          Bass Allah Pak sey yahi dua hy ky Rham aur Karam kary Ameen

          FeaamnAllah

          per Allah se raham ki tawaqqu kabhi nahi chornii chahiye,per shart ye hai ke sath TOBA ker lii jai ik aise TOBA jis main hum Allah se wadaa ker lain ke wapis aise bure kamon kii taraf nahii paltain ge...

          AMEEN!

          Comment

          Working...
          X