Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan Na Khap-pey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pakistan Na Khap-pey

    Originally posted by Aanchal View Post
    humye to is main khapna hi paray ga na woh hamara president jo hai :khi:
    Tum president ki fiker na karo, tum hawaon mein rehti ho is liye "baseera ker Pahaaron ki Chataanon mein" :D:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Pakistan Na Khap-pey

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Tum president ki fiker na karo, tum hawaon mein rehti ho is liye "baseera ker Pahaaron ki Chataanon mein" :D:
      theek hai jab tak yeh president hai ham Sehra kay teeloo pay baseera kar leytay hian 372-haha
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #18
        Re: Pakistan Na Khap-pey

        Originally posted by Aanchal View Post
        theek hai jab tak yeh president hai ham Sehra kay teeloo pay baseera kar leytay hian 372-haha
        Tum ghar ki rani bhi to ho, is liye tum kahin bhi baseera ker sakti ho, aur mein to tumhein rook bhi nahi sakta :(
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Pakistan Na Khap-pey

          Judge bahal na karna .... iska matlab hai keh Pakistan mein insaaf na khappey...
          :) :) :)

          Aap samajhtey hain keh "IN" judges ko bahal kar deney sey Pakistan mein insaaf bahal ho jaey ga???? Ya Pakistan awwam ko insaaf milney lagey ga???

          Come on for God sake - is naam-nehad jumley ko jis sey awwam ko bewaqoof bnaa ker unki hamdardiya hasil ki ja sakti hain, ab badal dijiyey! Pakistan ki adliya aik mafia hai, jisney pichhley 60 saalon mein logon ko insaaf nahin dilwaya to kya "IN" judges key bahal ho janey sey insaan mil jaey ga???!!!!
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: Pakistan Na Khap-pey

            Originally posted by Masood View Post

            Agreed with u Masood bhai:)
            But be remember zulm karney wala ye idara jesa bhi raha ho ya jesa bhi hey magar Pakistan main mojoda zulm k khilaf awaz buland karney waley ye wo chand log hen jin sey umid ki ja rahi hey k system ko badalney main helpful hon gey........It may b n It may b not......Agreed with u.........but think about my point of view:)
            :rose :rose :rose

            :rose :rose :rose

            Comment

            • #21

              insaaf bahaal tu shaid na ho per insaaf ki bahaalii ki umeed qaim rahay ghii

              bilkul Judges ki bahaali say insaaf milnay lagey gha

              dont just judge someone on his past
              if one has the will he can change 180 degrees

              Comment

              • #22
                Re: Pakistan Na Khap-pey

                Originally posted by EEmaan View Post
                dont just judge someone on his past
                if one has the will he can change 180 degrees
                Agreed 100%
                :rose :rose :rose

                :rose :rose :rose

                Comment

                • #23
                  Re: Pakistan Na Khap-pey

                  Originally posted by farooqrashid View Post
                  Agreed with u Masood bhai:)
                  But be remember zulm karney wala ye idara jesa bhi raha ho ya jesa bhi hey magar Pakistan main mojoda zulm k khilaf awaz buland karney waley ye wo chand log hen jin sey umid ki ja rahi hey k system ko badalney main helpful hon gey........It may b n It may b not......Agreed with u.........but think about my point of view:)
                  :)
                  Yani jo log kal tak khud logon per zulm kartey rahey hain, jab unkey saron per dandey parrey hain to unhein aawaz buland karni yaad aaii hai, aur ham log samajh bethey hain keh yeh aawaz awam key dukh mein uthaii gaii hai :) - Qaum ney falah ki umeed rakhi hai to kin sey jo khud zulm kartey aaey hain!

                  Ghalib ka shair hai:

                  ki merey qatal key baad usney jafa sey tauba
                  haey us zod pashemaan ka pashemaan hona :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: Pakistan Na Khap-pey

                    Originally posted by EEmaan View Post
                    insaaf bahaal tu shaid na ho per insaaf ki bahaalii ki umeed qaim rahay ghii

                    bilkul Judges ki bahaali say insaaf milnay lagey gha

                    dont just judge someone on his past
                    if one has the will he can change 180 degrees
                    Iska jawab main Nabi Kareem SAW key aik qol-e-mubarka sey dena chahoon ga, magar woh qol mujhey mukamil tor per yaad nahin, kitab mein dekh ker likhoon ga... magar aik baat kahoon ga...

                    Hamari aik bohat badi bad'bakhgti yeh bhi hai keh ham log tareekh sey sabaq nahin seekhtey - jabkeh Quran-e-Pak mein sab sey ziyada jo shay biyaan ki gaii hai woh maazi ki qaumon ki ghaltiyon aur unsey khabardar rehney ki talqeen hai... Ham log jaan boojh ker apney ooper luteron ko la bithatey hain aur phir haatho utha ker duaein karna shuru kar detey hain... woh Qateel Shifaii ney kya khoob kaha hai hai keh...

                    duniya mein Qateel is sa munafiq nahin koi
                    jo zulm to sehta hai baghawat nahin karta

                    Mujhey Pakistani awwam per bohat tars aata hai keh ham log 'waqt ko marham' samajh ker chup kar jatey hain aur phir jab pani sar sey guzarney lagta hai to uzar talashney lagtey hain...
                    Last edited by Masood; 30 September 2008, 01:01.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: Pakistan Na Khap-pey

                      Originally posted by Masood View Post
                      Iska jawab main Nabi Kareem SAW key aik qol-e-mubarka sey dena chahoon ga, magar woh qol mujhey mukamil tor per yaad nahin, kitab mein dekh ker likhoon ga... magar aik baat kahoon ga...

                      Hamari aik bohat badi bad'bakhgti yeh bhi hai keh ham log tareekh sey sabaq nahin seekhtey - jabkeh Quran-e-Pak mein sab sey ziyada jo shay biyaan ki gaii hai woh maazi ki qaumon ki ghaltiyon aur unsey khabardar rehney ki talqeen hai... Ham log jaan boojh ker apney ooper luteron ko la bithatey hain aur phir haatho utha ker duaein karna shuru kar detey hain... woh Qateel Shifaii ney kya khoob kaha hai hai keh...

                      duniya mein Qateel is sa munafiq nahin koi
                      jo zulm to sehta hai baghawat nahin karta

                      Mujhey Pakistani awwam per bohat tars aata hai keh ham log 'waqt ko marham' samajh ker chup kar jatey hain aur phir jab pani sar sey guzarney lagta hai to uzar talashney lagtey hain...
                      mein intizaar keroon gha Nabi-e-kareem S.A.W.W. kay qoul ka

                      Tareekh say sabk na seekhna yeh hai k hum PCO judges ko kabool ker lein
                      q k humarii tareekh yehii hai k PCO judges ko kabool ker liaa jaata hai
                      from Ayub to Zia to Musharaf
                      ab hum tareekh ko dohraa nahe rahay hain balkay tareekh badal rahay hain

                      acha shair hai
                      ab jab CJ nay Baghawat ki hai tu aap jaisoon ko yakeen nahe hai

                      Hadees ka mafhoom hia
                      Hamesha naik(acha) gumaan rakhaa kerooo
                      oor loagoon ko un kay gumaan kay mutabiq hi milta hai

                      aap ka gumaan khair jaisa b hai
                      mera yhii hai k Iftikhaar Ch. mulk mein insaaf phelaa day gha
                      oor humarii soch badal day gha

                      baki aap ko pakistani awaam per tars khaanay ki zaroorat nahe
                      agar kuch kerain tu b aap jaisoon ko prob
                      oor na kerein tab b prob

                      Comment

                      Working...
                      X