Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

    Originally posted by Shaim View Post
    thx 4 appreciation :)

    i 100% agree wid wat ve said
    pr adding 1 thing k Quran Paak ko Arabic mai perhny ka off-course ziada sawab hai pr Quran Paak ik Revealed Msgs ki book hai to off course humin zaroor usko Tafseer k sath perhna chahye taky hum samajh sakin :thmbup:

    pr kiya TV Channels pr doosre progs like movies/songs band hoony chahyin k nahi???
    Hamein sub se pehlay yeh cheez sort out kerni chahiye ke aakhir Quran hay kia. Yeh concept ager sahi ho jaye ga to mein ummid kerta hoon ke baki ke concepts bhi automatically sahi hotay chalay jaein ge.

    Sawal: Quran Kia he
    Jawab: Yeh Allah ka Pegham he

    Aap Allah se Muhabat kerte ho, aur Allah ne aap ko aik Pegham baija he Quran ki sorat mein ta ke aap Allah ke us Pegham ko samajein aur phir amal karein. Aap ager usay samjein ge nahi aur yeh kahein ge ke Mujay Allah se bari muhabat he aur mein Allah ke pegham ko begair samjay he perhna chahti ho, jesa arabic mein he waisa he perhna chahti ho, to mujay yeh bataiye ke Allah ke nazdeek kia faida? Aik baat ka jawaab dijiye, Allah ne apna Quran aap ke liye sirf Arbi perhne ke liye utaara he ya us pegham ko samajnay ke liye utara he? Ager aap Allah kay pegham ko samaj ke perhein gi tub Allah ziada khush ho ga ya aap isay bina samjay he perhein gi tub?

    Ager aap ko Allah se bohat he ziada muhabat he, to yeh he ke aap Arabic bhi seekh lijiye, ta ke aap ko Quran ki samaj direct Arabic se aa jaye, warna Quran samajnay ke liye he, sirf perhnay ke liye nahi :thmbup:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

      Originally posted by Shaim View Post
      pr kiya TV Channels pr doosre progs like movies/songs band hoony chahyin k nahi???
      To me there should be no harm in Entertainment. But those entertainments which sounds unislamic should STOP. Of course movies songs shouldn't have any place in our TV channels
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        yep strictly bund hona chahieey ......
        itna fsos hota hay jab kabhi tv on karein news sun'nay k liey to wahan channels per songs , top ten programes even ptv tak per ghazlon ki mehfil lagaeey hoty hay
        aur humaray channels pooree duniya may dekhay jaatay , yahan mojud logon ko maloom hay k RAMDHAN hai wo log humein IS BA BARKAT maheenay k liey wish kartay hain ...,....
        lekin hum log apnay channels per songs ki bharmar kar k unhein ye dikhatay hain k Media ye aihteram karta hay

        aur us se pehlay ki baton mein I Agree with aamir :thmbup::thmbup:

        yes Esha yahi to prob hai
        main sirf itna kehti hoon k poory saal mai sy koi ik month to ho jahan sy sudherny k steps lye jain.......

        mera concept ye nahi k sirf Ramadan mai hi Ibadat kro n TV Channels pr non-islamic progs na dekho....but it can b a begining 2wards adapting good habbits n being real Muslims :)

        Thx 4 ur Views
        KHUSH RAHYYE teddy

        Comment

        • #19
          Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

          Originally posted by EEmaan View Post
          TV programmes, well if they are message oriented they they are fine for me
          entertainment programs should not coincide with fasting timings and prayers timings

          as far as songs and movies go
          same as tv programmes

          agar un ko bundh kerna hai tu sara saal keroo
          Msg oriented prog ve nothing to do wid Ramadan......they must alwaz b going on

          i was talking abt sum non-islamic progs.......n i said "ATLEAST" they must not b carrying on in this month.....:)

          Saraa Saal ki baat hum is lye nahi krty q k her kam step by step hoona chahye.......lets start 4m this month......May ALLAH TAALA guide us throughout our lives :)

          Thx 4 ur views
          KHUSH RAHYYE!

          Comment

          • #20
            Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

            society individuals or collectively donon surton se banti hen lihaza society ko ijmai rup se bachana sarkar ka kam he aur individuals ko bachne ke liye taqwa chahye. taqwa batadreej badhta he. agar aj ap kal se bahtar insan nahin huye ya kal aaj se behtar na honge to ap ne kuch na kiya aur haqe bandagi ada nai ki. insan men behtari ana ek lazmi juzv he. sarkar ko chahye k vo pabandiyan lagaye otr infradi tor par ham aese programs dekhen hi nahin.

            jahan tak nat khowani ya moharram men sog manane ka amal he to yeh men mazhabi arkan nahin samajhta. shukria. again, i'm sorry if i unknowingly hurt some1's feelings :( i'am sorry, i really am :(

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #21

              Originally posted by suffard View Post
              saray ka sara nizam he gandah hai,app nay to bas aik he burai ki nishandahi ki hai.
              main buhart jald aik mazmoon likhon ga is par..inshaallah.
              lets start 4m "ik hi burae"
              i ve a firm believe that if u r following a good Niyyah (intention) n going step by step u r 2wards the success instead u r imposing everything together....coz when u r going step by step.......u r also being "USED TO" ov that particular thing......

              khud ko satisfactorily dhaalna bhi ik imp factor hai jo ik sath her cheez ko shuru kr k nahi kiya ja sakta :)

              hope u got me.....:salam:

              Comment

              • #22
                Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Hamein sub se pehlay yeh cheez sort out kerni chahiye ke aakhir Quran hay kia. Yeh concept ager sahi ho jaye ga to mein ummid kerta hoon ke baki ke concepts bhi automatically sahi hotay chalay jaein ge.

                Sawal: Quran Kia he
                Jawab: Yeh Allah ka Pegham he

                Aap Allah se Muhabat kerte ho, aur Allah ne aap ko aik Pegham baija he Quran ki sorat mein ta ke aap Allah ke us Pegham ko samajein aur phir amal karein. Aap ager usay samjein ge nahi aur yeh kahein ge ke Mujay Allah se bari muhabat he aur mein Allah ke pegham ko begair samjay he perhna chahti ho, jesa arabic mein he waisa he perhna chahti ho, to mujay yeh bataiye ke Allah ke nazdeek kia faida? Aik baat ka jawaab dijiye, Allah ne apna Quran aap ke liye sirf Arbi perhne ke liye utaara he ya us pegham ko samajnay ke liye utara he? Ager aap Allah kay pegham ko samaj ke perhein gi tub Allah ziada khush ho ga ya aap isay bina samjay he perhein gi tub?

                Ager aap ko Allah se bohat he ziada muhabat he, to yeh he ke aap Arabic bhi seekh lijiye, ta ke aap ko Quran ki samaj direct Arabic se aa jaye, warna Quran samajnay ke liye he, sirf perhnay ke liye nahi :thmbup:
                :) well mainy pehly bhi apse agree kiya tha wid an addition k "QURAN PAAK ki tilawat ka sawaab ziada Arabic mai perhny sy hi milta hai"

                but that addition didnt mean that we should only n alwaz recite it in Arabic :)

                Off course uska translation perhna......usko samajhna......even usko sun'na ye sb buhaaaat zaroori hai

                or ALHAMDULILLAH mainy translation perha bhi hai or kae baar tafseer suni bhi hai n i also ve know how ov arabic language :)

                but i jus added 1 point that there iz nothing illogical iv u r reciting it in its original lang...but the "Fehem" is alwaz imp

                hope u r clear abt ma thoughts?:)

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                To me there should be no harm in Entertainment. But those entertainments which sounds unislamic should STOP. Of course movies songs shouldn't have any place in our TV channels

                :thmbup: :thmbup: :thmbup:
                100% Agreed!

                Comment

                • #23
                  Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  Aap is baat ko right keh rahi hain to kya is say ye samjha jaey k aap sirf RAMZAN mein prayer timings k elawa songs waghera sunty hain :?:)

                  Esha dear me ne mind nae kiya.n hope k aap b mind nae kren gi,wesay tou me aap ko iss ka reply kr chuki hun,bt i was thinking k BEHAS baraye BEHAS se hmen ijtinaab hi krna chahiye,jis member ko me ne quote kiya hai,ap ne uss me se wo baat uchak li jis se aap satisfied nae thin,"msg oriented"....ko aap ne zehan se nikaal diya(i think its quite logical point of view of taht member))....so i just want 2 say k hatul imkaan positive lena chaiye ksi ki baat ko.....again i hope u wont mind:)
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #24
                    Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                    Originally posted by SherAli View Post
                    society individuals or collectively donon surton se banti hen lihaza society ko ijmai rup se bachana sarkar ka kam he aur individuals ko bachne ke liye taqwa chahye. taqwa batadreej badhta he. agar aj ap kal se bahtar insan nahin huye ya kal aaj se behtar na honge to ap ne kuch na kiya aur haqe bandagi ada nai ki. insan men behtari ana ek lazmi juzv he. sarkar ko chahye k vo pabandiyan lagaye otr infradi tor par ham aese programs dekhen hi nahin.

                    jahan tak nat khowani ya moharram men sog manane ka amal he to yeh men mazhabi arkan nahin samajhta. shukria. again, i'm sorry if i unknowingly hurt some1's feelings :( i'am sorry, i really am :(

                    yes buhaat sarii cheezin sarkar k under aati hain
                    q k buhaaaat c authorities unky paas hain
                    pr mujeh lgta hai k ager sarkaar authorities ko use nahi kr rahi to humin khud thoori awaz uthaani chahye or usky lye main aj kal kuch logoon k contact numbers seek krrahi hoon :)

                    Sog manana...n all that to bilkul bhi Islam ka part nahi....i also agree wid u
                    pr main Muharram k ehtiraam ki baat kr rahi thi :)
                    jo k mera khyal mai Ramadan ko bhi dena chahyee.....

                    Comment

                    • #25
                      Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                      Originally posted by Shaim View Post
                      yes buhaat sarii cheezin sarkar k under aati hain
                      q k buhaaaat c authorities unky paas hain
                      pr mujeh lgta hai k ager sarkaar authorities ko use nahi kr rahi to humin khud thoori awaz uthaani chahye or usky lye main aj kal kuch logoon k contact numbers seek krrahi hoon :)

                      Sog manana...n all that to bilkul bhi Islam ka part nahi....i also agree wid u
                      pr main Muharram k ehtiraam ki baat kr rahi thi :)
                      jo k mera khyal mai Ramadan ko bhi dena chahyee.....

                      apki bat se ittefaq hi nahin bal k mera bhi yaqeen e kamil yehi hai. haN zarur awaz uThani chahie magar men ne sirf is liye kaha k agar hukkam apna farz adaa nahin kar rahe hen to Allah ke samne vo jawab deh honge or ham se jo hamare iKhtiyar enmn hai vo pucha jayega. again, i'm sorry if i differed from ur oinion. i am really sorry and apologize to u and others. jazak Allah :)

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment

                      • #26
                        Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                        Originally posted by Shaim View Post
                        :) well mainy pehly bhi apse agree kiya tha wid an addition k "QURAN PAAK ki tilawat ka sawaab ziada Arabic mai perhny sy hi milta hai"

                        but that addition didnt mean that we should only n alwaz recite it in Arabic :)

                        Off course uska translation perhna......usko samajhna......even usko sun'na ye sb buhaaaat zaroori hai

                        or ALHAMDULILLAH mainy translation perha bhi hai or kae baar tafseer suni bhi hai n i also ve know how ov arabic language :)

                        but i jus added 1 point that there iz nothing illogical iv u r reciting it in its original lang...but the "Fehem" is alwaz imp

                        hope u r clear abt ma thoughts?:)

                        :thmbup: :thmbup: :thmbup:
                        100% Agreed!
                        Mere khyaal se hamara yeh concept sahi nahi ke Arabic mein perhain to ziada sawab. I think jis zuban mein aap understand kerte ho us zuban mein perhnay se ziada sawab hona chahiye, kyoon ke wo perhna Ba'Maksad hota he aur aap us waqt Allah ke pegham ko hasil ker rahay hotay ho. Quran perhnay ke liye nahi Samajnay ke liye baija gaya he meri behna, but Almiya yeh he ke hum loog is baat ko he nahi samaj paye :)

                        Aur is se bhi ziada sawaab ka kaam yeh he ke Hum Arabic seekh ke Quran perhein, ager hum nahi ker saktay to hamein atleast Quran terjmay tafseer ke saath perhna chahiye, jub command hasil ho jaye to phir aap jitna chahay Arabic mein perhtay jaein, phir us se yeh ho ga ke aap ki understanding behtar se behtar hoti jaye gi, related to Quran and Arabic language as well :)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                          Originally posted by SherAli View Post
                          apki bat se ittefaq hi nahin bal k mera bhi yaqeen e kamil yehi hai. haN zarur awaz uThani chahie magar men ne sirf is liye kaha k agar hukkam apna farz adaa nahin kar rahe hen to Allah ke samne vo jawab deh honge or ham se jo hamare iKhtiyar enmn hai vo pucha jayega. again, i'm sorry if i differed from ur oinion. i am really sorry and apologize to u and others. jazak Allah :)

                          ji bilkul awaz zaroor pohanchani chahye....itz a step 2wards practical approach :)

                          Nahi Ali Bhai......yahaan apko mukammal azaadi hai zaroori nahi k apka opinion mujhsy match kry :)

                          KHUSH RAHYYE!

                          Comment

                          • #28
                            Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mere khyaal se hamara yeh concept sahi nahi ke Arabic mein perhain to ziada sawab. I think jis zuban mein aap understand kerte ho us zuban mein perhnay se ziada sawab hona chahiye, kyoon ke wo perhna Ba'Maksad hota he aur aap us waqt Allah ke pegham ko hasil ker rahay hotay ho. Quran perhnay ke liye nahi Samajnay ke liye baija gaya he meri behna, but Almiya yeh he ke hum loog is baat ko he nahi samaj paye :)

                            Aur is se bhi ziada sawaab ka kaam yeh he ke Hum Arabic seekh ke Quran perhein, ager hum nahi ker saktay to hamein atleast Quran terjmay tafseer ke saath perhna chahiye, jub command hasil ho jaye to phir aap jitna chahay Arabic mein perhtay jaein, phir us se yeh ho ga ke aap ki understanding behtar se behtar hoti jaye gi, related to Quran and Arabic language as well :)
                            sab cheez sy agreee :)
                            mujeh ye Arabic wali baat mery Teacher ny btai thi n mayb itz a Hadith......pr main con4m kr k btaon gi INSHALLAH :)

                            Comment

                            • #29
                              Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                              Originally posted by Shaim View Post
                              sab cheez sy agreee :)
                              mujeh ye Arabic wali baat mery Teacher ny btai thi n mayb itz a Hadith......pr main con4m kr k btaon gi INSHALLAH :)
                              What I have learned from Islam, ke Islam aik ba'maksad deen he
                              aur is me Illogical kuch bhi nahi he. Majority ki sooch wahan tak nahi pohanch pati jahan tak jani chahiye, this is what I think. Ager hum Quran perhnay se pehlay kuch der ghour karain ke yeh kis liye he, to hamein sub sawalon ke jawaab khud he mil jaein ge :salam:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: RAMADAN SPECIAL: Apk Nazaryat Kiya Kehty Hain....?

                                Originally posted by sarah gemini View Post
                                Esha dear me ne mind nae kiya.n hope k aap b mind nae kren gi,wesay tou me aap ko iss ka reply kr chuki hun,bt i was thinking k BEHAS baraye BEHAS se hmen ijtinaab hi krna chahiye,jis member ko me ne quote kiya hai,ap ne uss me se wo baat uchak li jis se aap satisfied nae thin,"msg oriented"....ko aap ne zehan se nikaal diya(i think its quite logical point of view of taht member))....so i just want 2 say k hatul imkaan positive lena chaiye ksi ki baat ko.....again i hope u wont mind:)
                                yehee humara nazariya hay :):) aap fikar mat kijiey :)

                                per I think kisi ki koi bat agar khatak rahee ho to dil mein rakhnay se zyada behter hay k us say clear kar liya jaey k wo banda ya bandi kehna kya chah rahay hain ...takay misunderstanding na ho
                                Thats what I think:):)
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X