Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: Al Nayan Buy Manchester City for £220M

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Originally posted by tauruskhan View Post
    log , industries keoon lagatay haan
    dukaneen keeon kholtay haan

    bohat sey bachey nangay peray rehtay haan
    un ko dey dain and industries and dukaneen apni na lagaeen
    karobar na kareen

    sports is a professional industry
    ager koi is main invest kerta hay , to problem kia hay bahi
    us ka pesa hay , wo industry main laga raha hay

    pehlay app , dukanoon waloo ko kahene key appni dukan per invest kernay ki jaga sara pesa , nangay bachoon main bant deen
    pir dekain kia jowab milta hay

    hakeekat yeh hay , key Pakistan main chonkey sports , professionaly naeen kheli jati
    to jab is tarah ki khabar suntay haan to log samjtay haan key pesa zaya ker raha hay

    Well mery nazdeek hamesha sy imp raha hai ye masla k Humanity ki basic needs ATLEAST poori hoon.....usky baad hum development n investement ki taraf aaty hoe acchy lgty hain :)

    Pakistan ka Poverty level 40% tha....pr current survey mai dil ki satisfaction ki khaatir btaya jata hai k wo reduce hoa hai
    jabky facts n figures ko dekhty hoe Aqal ijazat nahi deti k hum is baat ko maan sakin

    Rich n poor disparities din ba din increase ho rahi hain
    Real Income is shown to b increased while it is not so,coz ov sudden increase in prices ov basic commodities :)

    to main sirf itna kehti hoon k Mulk k logoon ka haqq poora ho to zameer bhi mutmain hoota hai or aise investments acchi bhi lgti hain

    Ab hum Al Nayan k mulk ki baat krny ki bjae is pr focus kr rahy thy k being a Muslim.........poor Muslim countries ki poverty ko reduce kr deta.....to kitny logoon ka bhala hoota

    ager uska shok hai to zaroor jaari rakhy sports ki investements pr thoora is side py bhi dihaan dy

    Rite?

    Comment

    • #17
      Wa Alaikum Aslam

      Its kinda business. He can earn much more than what he spent. Real Madrid ne Zidane aur Ronaldo ko is se ziada mein khareeda. Michael Black ka rate bhi is se ziada rate laga. Even Ronaldinho ka contract bhi is se ziada ka hua.

      Musalman jis zabuhali ka shikaar hein, usay us taraf bhi dehaan dena chahiye :)
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Originally posted by Shaim View Post

        No harm in doing business. Agar muslmanon ki industry strong ho gi to Musalman ka bhi ultimately bhala ho ga. Lekin gaer us ki niyat sirf sports ke patay he kheelnay ki he to aisay business mein koi barkat nahi :donno:
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam

          Its kinda business. He can earn much more than what he spent. Real Madrid ne Zidane aur Ronaldo ko is se ziada mein khareeda. Michael Black ka rate bhi is se ziada rate laga. Even Ronaldinho ka contract bhi is se ziada ka hua.

          Musalman jis zabuhali ka shikaar hein, usay us taraf bhi dehaan dena chahiye :)
          Michael Balack ka rate is sey kam tha. Chelsea were NOT prepared to pay more than 30 Millions for Robinho - What Manchester City paid is a british record for a transfer...

          Of course some shall do business - magar business wahan kiya jata hai jahan per koi faidah ho. Manchester City is by NO mean a club, where you should spend that much money. Manchester City doesn't have that much support around the globe like Real Madrid, Manchester United or Barcelona have! The spectator rate at the City of Manchester (City's home) is only 35.000 + per match, is sey jo revenue hasil ho sakti hai woh to us club key akhrajaat HI poorey kar saktey hain aap nafey ki baat kartey hain.

          It was something else if he had bought Juventus, Barcelona or even Bayern Munich - Clubs who have a huge support behind them.

          Agar aap ney meri doosri posts nahin parri to let me tell you once again..

          yeh deal sirf aik ARAB ka doosrey ARAB ko neecha dikhana hai - nohting more than that!!

          Arbon ka paisa Angrezon ki behlaii per kharch kiya jaa raha hai. Agar Al Nayan sahib itna hi sport ko support karna chahtey hain to apney mulk ki league ko support karein, duniya key badey badey sitaron ko apney mulk mein laein aur wahan khilaein - magar nahin, yeh arbon ki aqal mein nahin aati keh unka paisa angrezon ki falah-o-behboob per lagaya jaa raha hai :)
          Last edited by Masood; 7 September 2008, 23:55.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          Working...
          X