Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: Al Nayan Buy Manchester City for £220M

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • VIEWS: Al Nayan Buy Manchester City for £220M

    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Originally posted by La'hasil View Post
      :S Hmm

      Koi karey tu karey kia Akhir :S
      jazak ALLAH
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Originally posted by La'hasil View Post
        :S Hmm

        Koi karey tu karey kia Akhir :S
        egg-jakt-lee

        hum kuch bhi nahi kru sakte...sirf us waqt ka intezar kur sakte hien...jub musalmano ko hosh ajay...aur wo to usi waqt aye ga jub Allah ki raza ho gi....

        Comment


        • #5
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6

            Comment


            • #7
              Walikum Assalam

              Baat to such hai pr baat hai ruswai ki :)

              isko shaid ayash shoqeen kaha jana chahye......dunya k kitny yateem/maskeen bacchy sardion garmion nangy peir chalty hain.......perhny ko tarasty hain.....even khaany ko tarasty hain.....

              hum apni suggestions un tk 4ward nahi kr sakty Bhai?

              Comment


              • #8
                Originally posted by Masood View Post
                Assalamo allaikum
                Abu Dhabi key Emir, Sheikh Khalifa bin Zayed al Nahyan, jinkey paas duniya mein sab sey badey tail key zakhair hain, aur jinki nisbat main ney aik baar pehley aik thread lagaya tha SnapShot mein keh inkey paas Billions of Billion doller ki Audi jin mein kuchh khalish soney aur chandey sey banwaii gaii hain, mojood hain.
                ok
                thats really great
                waooooo
                bohat zabardast khabar suni hay

                Main janta hoon keh duniya mein sirf aik shay hai, PAISA! Paista lagao to paisa kamaya jata hai - magar 220 Millions Punds sirf aik club per aur 30+ Millions aik player per??? Jabkeh musalmano ki halat din badin bad sey badtar hoti jaa rahi hai...
                lagta hay key app ko professional sports sey interest naeen hay

                and yeh shayed app ko koi new baat lagi hay

                Al Nayan sahib koi Science Laboratory kyun nahin kholtey jahan per musalmano ko jadeed tareen science ki taleem di jaey,
                All work and no play has made muslim a sick nation

                Muslim sara wakat perhnay and time zaya kernay per hi laga detay haan

                real enjoyment (Sports) ki taraf tawajoo naeen detay

                jis ki waja sey kabi fresh naeen hotay and dunia main hamesha pechay hi rehtay haan

                kisi kom ki taraqi dehkni ho tu us ki sports ko dehkayeh

                science main bi woi agey komain jati haan , jahan sports agey hoti hay
                and vice versa

                mean balance is required
                sub ko zabardasti education per laga denay sey education ka mear girta hay



                jahan per musalman jadeed tareen aslah tayyar kar sakein aur Amerika ko lalkara jaa sakey - abhi ham sookhey aur jhootey dawoun sey lalkartey hain jin per hansi aati hai... Zara imagine karein 220 Million Punds in Pakistani Ruppees 372-haha

                Zindah Baad - Jhootey Musalman honey ka dawa karney walon, aafreen hain tum per!
                Us ka pesa hay , jahan dil keray lagey
                us ney sub muslims ka teka to naeen lia na

                second hmm ko sirf america ko lalkarna hay
                education ager sirf is leya hasil kerni hay , to ker li hmm ney education bi
                :)
                Last edited by tauruskhan; 4 September 2008, 09:14.
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #9
                  Originally posted by Shaim View Post
                  Walikum Assalam

                  Baat to such hai pr baat hai ruswai ki :)

                  isko shaid ayash shoqeen kaha jana chahye......dunya k kitny yateem/maskeen bacchy sardion garmion nangy peir chalty hain.......perhny ko tarasty hain.....even khaany ko tarasty hain.....

                  hum apni suggestions un tk 4ward nahi kr sakty Bhai?
                  log , industries keoon lagatay haan
                  dukaneen keeon kholtay haan

                  bohat sey bachey nangay peray rehtay haan
                  un ko dey dain and industries and dukaneen apni na lagaeen
                  karobar na kareen

                  sports is a professional industry
                  ager koi is main invest kerta hay , to problem kia hay bahi
                  us ka pesa hay , wo industry main laga raha hay

                  pehlay app , dukanoon waloo ko kahene key appni dukan per invest kernay ki jaga sara pesa , nangay bachoon main bant deen
                  pir dekain kia jowab milta hay


                  hakeekat yeh hay , key Pakistan main chonkey sports , professionaly naeen kheli jati
                  to jab is tarah ki khabar suntay haan to log samjtay haan key pesa zaya ker raha hay
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment


                  • #10
                    Originally posted by tauruskhan View Post
                    ok





                    thats really great

                    waooooo

                    bohat zabardast khabar suni hay





                    lagta hay key app ko professional sports sey interest naeen hay



                    and yeh shayed app ko koi new baat lagi hay







                    All work and no play has made muslim a sick nation



                    Muslim sara wakat perhnay and time zaya kernay per hi laga detay haan



                    real enjoyment (Sports) ki taraf tawajoo naeen detay



                    jis ki waja sey kabi fresh naeen hotay and dunia main hamesha pechay hi rehtay haan



                    kisi kom ki taraqi dehkni ho tu us ki sports ko dehkayeh



                    science main bi woi agey komain jati haan , jahan sports agey hoti hay

                    and vice versa



                    mean balance is required

                    sub ko zabardasti education per laga denay sey education ka mear girta hay











                    Us ka pesa hay , jahan dil keray lagey

                    us ney sub muslims ka teka to naeen lia na



                    second hmm ko sirf america ko lalkarna hay

                    education ager sirf is leya hasil kerni hay , to ker li hmm ney education bi
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11

                      Comment


                      • #12
                        Originally posted by Maryam View Post
                        Masood achi soch hai apki ke aise log koi Science Laboratory kyun nahin kholtey?
                        Lekin paise aur cheezoun yeni dunyawi chezoun ki hawas ne insaan ko kehin ka bhi nahin chora .Chezoun ka laalach musalsal bartha hi jata hai . Aise logo ka kya ilaaj hai phir ?!!
                        Maryam yeh masla bohat ghambeer hai. Arab yeh samajhtey hain keh woh Nabi Pak SAW ki aulad mein sey hain lehaza un per koi sawal jawab nahin. Woh duniyavi zindagi ko is tarha guzartey hain jaisey woh jo karein woh drust hai, baqi kuchh drust nahin.

                        Baat yaad aaii keh yehi Al-Fahim sahib ki soch business key barey mein yeh hai keh jo tum kehtey ho theek hai, wohi theek hai, koi doosra kuchh kah ley uski na suno.

                        Yehi haal inka amli zindagi mein hai. Insaniyat naam ki koi shay inkey paas sey nahin guzari. Na ham kuchh kar saktey hain aur na karney ki himmat rakhtey hain aur na hi karna chahtey hain. Islami Inqilaab lana bohat mushkil hai.....
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13

                          Comment


                          • #14
                            Originally posted by Maryam View Post
                            Jee Masood apne theek kaha ke yeh log choonkey Nabi Pak SAW ki aulad mein se hain to inse kisi cheez ka hisaab nahin maanga jaiega.Meri nazar mein to inhe zyada ehtiyat baratni chaiye .Aur aisa karne ke bajaye yeh log sab aisi adaaat ko apnay hue hai jin se musalmano ko shakt gurez karna chaiyeh...Barhaal yeh log khud behtar shamjhte hain ..
                            Kisi qisam ka bhi inqilaab us sirf uss surat mein mumkin hai jab aik qoam apis mein mutahid ho aur iss baat ko realize karti ho ke uski mazil kya hai.Hamare liye afsos ki baat yeh hai ke ghair muslim apis mein mutahid hain aur apne mission ko kamyab karne liye musalsal kosish jari rakhte hain .Jab ke ham musalman to yeh jante hi nahin ke akhir hum khud kya chate hain ...isliye islami inqilaab bohut hi mushkil hai !

                            Agar koi qaum muthid ho to wahan per inqilab nahin aatey :) Inqilab hamesha wahan aatey hain jahan qaum mein phoot parr chuki ho, disbalance ho, haq'talfi urooj ko pohanch chuki ho. But I understood your point ma'm :). Us itihad tak qaum ko lana hi to mushkil ho chuka hai. Kyun keh yahan per jitney sar utni sochein, jitni sochein utney amal, jitney amal utni kharabiyan hain. Ham log aik platform per aik parcham taley chalney key to aadi rahey hi nahin - har koi hakoomat (yani power) karna chahta hai :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Asslam-0-Alaykum Masod bhii kya Baat ha App ko DAAT daney chaye

                              kesey par bi UNGLAY OTADATAY Ha........

                              Kesey ke QOOM per Latefu Sec ma aor Kesey ke Zaat par...

                              Ma usey ka Shehar ma Rahta hu Aoor Wo SHOOK rakta ha tu Khred ley

                              Kya App nehi DaKTAY MQM (MUSTEQBAL QOMEY MUSBAT )

                              na 12 may ko Ketanay Janay Khared kar wo bi Maray he QOOM ka

                              Karachi ke Zameen ko Rang deya ta Maray KHOON sa........

                              chorey app nehi samjay ga..............


                              Asal bat ya ha ka Us na Khared leya KUCH GUNAH tu nehi hua

                              Aor Raha ISLAM KA LEY WAQAF KARNA MARAY KHYAL MA JO

                              ya RAQAM (RS) lagaye he WO ISLAM ka ley ba hay Laken

                              kya APP KA HAA AYsa Hota ha ka ISLAM pa KHERCH KARNA

                              EXPREES NEW,s PAPER ma dana chaye ?


                              WASSALAM

                              Comment

                              Working...
                              X