Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

    assalamalikum
    kuch topics main search kar rahi the ham yaha discuss kartay hain vohi ...

    aap kay khayal main ghair mulki imdad kay faiday or nuksan kia hotay hian?:)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

    kabi kuch koi b day to kia nuksan hota hai.. ab pak main itna to hai na hum khud kar sakaen aur jo kuch hota hai wo humare leaders .. apni pocket main..

    Comment

    • #3
      Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

      Originally posted by wajid hanif View Post
      kabi kuch koi b day to kia nuksan hota hai.. ..
      nuqsan to hota hai :)
      America agar imdad deyta hai to badlay main apni sharaiyt bhi to manwata hai na? to yeh nuqsan howa na foreign aid ka :)
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

        imdad qarzoun ki surat main bhi hoti hai ...

        faida to yeh bhi hota hai kay mulk ki tarraqi ki raftar barh jati hai jab mulk is aid ko mulk ki tameer main kharach karta hai ....

        or nuqsan yeh bhi hota hai kay is pay jo sood charta hai ..woh itna barh jata hai kay tarraqi pazer mulkoun kay leye buhat bara masla ban jata hai
        Last edited by .; 1 September 2008, 10:08.
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          nuqsan to hota hai :)
          America agar imdad deyta hai to badlay main apni sharaiyt bhi to manwata hai na? to yeh nuqsan howa na foreign aid ka :)
          to hum itnay achay hoon to na len na .. kabi kuch na kuch karna parta hai..

          Comment

          • #6
            Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

            Originally posted by wajid hanif View Post
            to hum itnay achay hoon to na len na .. kabi kuch na kuch karna parta hai..
            tarraqi pazeer mulkoun kay paas wasail kam hotay hain ..woh apni economy ki speed ko barhnay kay leye aids or qarzay leytay hian ..
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              tarraqi pazeer mulkoun kay paas wasail kam hotay hain ..woh apni economy ki speed ko barhnay kay leye aids or qarzay leytay hian ..
              pak aur india jan banay thay to same he thay bs itna farq hai k un ko leaders achay milay humre pass jo b aye hain.. wo khud ka phlay sochaty thay ya sochten hain..aur pak main to bahut kuch tha ...
              Last edited by wajid hanif; 1 September 2008, 10:18.

              Comment

              • #8
                Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                Originally posted by wajid hanif View Post
                pak aur india jan banay thay to same he thay bs itna farq hai k un ko leaders achay milay humre pass jo b aye hain.. wo khud ka phlay sochaty thay ya sochten hain..aur pak main to bahut kuch tha ...

                Kis ney kah diya aap sey keh dono mulk same level per they???!

                Taqseem key waqt riyasti ghundagardi ki intihaa yeh thi keh Pakistan key hissey key tumam assasey Hindostan ney rok liyey, yahan tak keh Pakistan key hissey mein aaney wali aik rifle tak Pakistan ko nahin mili. Hyderadab Daccan taqseem key waqt Pakistan ka hissah tha jis per raat bhar mein qabza kiya geya tha... Khair - yeh off topic hai. Aap apni history drust kijiyey :)

                @topic:
                Pakistan 1964 tak aik bohat khush'haal mulk tha. Ayyub Khan ki hakoomat ney Pakistan ko sach mein aik ameer aur khush'haal mulk bnaa diya tha, jiska sab sey bada aur sab sey aham saboot Pakistan ka balance hai ho hamesha + mein raha tha. Us waqt World Bank ney Pakistan mein is qadar khush'haali ko apney mufaad key liyey istimaal karna shuru kiya aur (curruption) key tehat kisi Shoaib naami bandey ko Pakistan ka Wazir-e-Khizana lagwa diya. Us din key baad sey aaj tak Pakistan ka balance hamesha manfi mein raha hai.

                World Bank sey liya jaaney wala qarza -easy-come-easy-go- ki tarha istimaal kiya jaaney laga - mulk mein taraqiyati mansoobey paperswork tak hi mehdood rah jatey.

                Pakistan ko shayid ghair-mulki qarzajaat ki zaroorat nahin. Magar yeh baat drust hai keh paisa insaan ka eeman khareed leta hai, aur hamarey leaders hain hi kisi Shaitan key agents jo is ghairmulki imdad ko asal mansoobon per laganey key apna ghar bhartey hain.

                Ab jo Pakistan ki situation hai, is mein ghair mulki qarza zaroori hai - iskey bghair Pakistan ki tashkeel ko ta'meer nahin ho sakti. Kyun keh hamarey darya sookhey parrey hain, khaiti'barri naam ki rah gaii hai, jo ghala pedah hota hai ussey zakheera kar liya jata hai, ya ghair mumalik export kar diya jata hai. Qarza letey waqt khasoosan hamara America sey yeh muhahida hota hai keh ham Pakistan mein aik khaas miqdaar tak inaaj pedah karein gey, baqi hamein America sey ya doosrey mumalik sey lena parrey ga!

                Baat yeh hai keh ham ney apney mulk ki pedawaar ko girwi rakh diya hai, keh aasani sey jo paisa bahir sey mil jaey woh ley lo, aur apney mulk mein mehnat na karo. Koi shay kam hoti hai to bahir sey mangwa lo. Aik kaam jo hota jaa raha hai, woh yeh hai keh Mulk qarzon key bojh taley daba jaa raha hai, aur hamarey beghairat aur zameerfarosh leader un per saanp baney bethey hain :)

                Har kaam niyyat per moqoof hota hai, hamarey mulk mein kitney logon ki niyyat saaf hai, yeh aap janti hain. Wahan chahey qarza lo ya na lo, jab niyyat hi saaf nahin to kaam kya hongey?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                  Faida : ye hota hay k humaray mulk k leaders ki mulk se baher properties aur million , bulkey billion dollars kisi na kisi account mein jama hotay hain :)

                  Aur nuksaan : ye k awam becharee phir bhi booki martee hay k unko bhinak tak nahin pertee us bairoon e mulk imdaad ki :yy::yy:
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                    Originally posted by Masood View Post

                    @topic:
                    Pakistan 1964 tak aik bohat khush'haal mulk tha. Ayyub Khan ki hakoomat ney Pakistan ko sach mein aik ameer aur khush'haal mulk bnaa diya tha, jiska sab sey bada aur sab sey aham saboot Pakistan ka balance hai ho hamesha + mein raha tha. Us waqt World Bank ney Pakistan mein is qadar khush'haali ko apney mufaad key liyey istimaal karna shuru kiya aur (curruption) key tehat kisi Shoaib naami bandey ko Pakistan ka Wazir-e-Khizana lagwa diya. Us din key baad sey aaj tak Pakistan ka balance hamesha manfi mein raha hai.

                    World Bank sey liya jaaney wala qarza -easy-come-easy-go- ki tarha istimaal kiya jaaney laga - mulk mein taraqiyati mansoobey paperswork tak hi mehdood rah jatey.

                    Pakistan ko shayid ghair-mulki qarzajaat ki zaroorat nahin. Magar yeh baat drust hai keh paisa insaan ka eeman khareed leta hai, aur hamarey leaders hain hi kisi Shaitan key agents jo is ghairmulki imdad ko asal mansoobon per laganey key apna ghar bhartey hain.

                    Ab jo Pakistan ki situation hai, is mein ghair mulki qarza zaroori hai - iskey bghair Pakistan ki tashkeel ko ta'meer nahin ho sakti. Kyun keh hamarey darya sookhey parrey hain, khaiti'barri naam ki rah gaii hai, jo ghala pedah hota hai ussey zakheera kar liya jata hai, ya ghair mumalik export kar diya jata hai. Qarza letey waqt khasoosan hamara America sey yeh muhahida hota hai keh ham Pakistan mein aik khaas miqdaar tak inaaj pedah karein gey, baqi hamein America sey ya doosrey mumalik sey lena parrey ga!

                    Baat yeh hai keh ham ney apney mulk ki pedawaar ko girwi rakh diya hai, keh aasani sey jo paisa bahir sey mil jaey woh ley lo, aur apney mulk mein mehnat na karo. Koi shay kam hoti hai to bahir sey mangwa lo. Aik kaam jo hota jaa raha hai, woh yeh hai keh Mulk qarzon key bojh taley daba jaa raha hai, aur hamarey beghairat aur zameerfarosh leader un per saanp baney bethey hain :)

                    Har kaam niyyat per moqoof hota hai, hamarey mulk mein kitney logon ki niyyat saaf hai, yeh aap janti hain. Wahan chahey qarza lo ya na lo, jab niyyat hi saaf nahin to kaam kya hongey?
                    ok theek yeh aik point howa kay ghair mulki imdad say leader kay peet bhartay hain or boujh mulk pay parta hai ..:)
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                      Originally posted by Masood View Post
                      Kis ney kah diya aap sey keh dono mulk same level per they???!

                      Taqseem key waqt riyasti ghundagardi ki intihaa yeh thi keh Pakistan key hissey key tumam assasey Hindostan ney rok liyey, yahan tak keh Pakistan key hissey mein aaney wali aik rifle tak Pakistan ko nahin mili. Hyderadab Daccan taqseem key waqt Pakistan ka hissah tha jis per raat bhar mein qabza kiya geya tha... Khair - yeh off topic hai. Aap apni history drust kijiyey :)

                      @topic:
                      Pakistan 1964 tak aik bohat khush'haal mulk tha. Ayyub Khan ki hakoomat ney Pakistan ko sach mein aik ameer aur khush'haal mulk bnaa diya tha, jiska sab sey bada aur sab sey aham saboot Pakistan ka balance hai ho hamesha + mein raha tha. Us waqt World Bank ney Pakistan mein is qadar khush'haali ko apney mufaad key liyey istimaal karna shuru kiya aur (curruption) key tehat kisi Shoaib naami bandey ko Pakistan ka Wazir-e-Khizana lagwa diya. Us din key baad sey aaj tak Pakistan ka balance hamesha manfi mein raha hai.

                      World Bank sey liya jaaney wala qarza -easy-come-easy-go- ki tarha istimaal kiya jaaney laga - mulk mein taraqiyati mansoobey paperswork tak hi mehdood rah jatey.

                      Pakistan ko shayid ghair-mulki qarzajaat ki zaroorat nahin. Magar yeh baat drust hai keh paisa insaan ka eeman khareed leta hai, aur hamarey leaders hain hi kisi Shaitan key agents jo is ghairmulki imdad ko asal mansoobon per laganey key apna ghar bhartey hain.

                      Ab jo Pakistan ki situation hai, is mein ghair mulki qarza zaroori hai - iskey bghair Pakistan ki tashkeel ko ta'meer nahin ho sakti. Kyun keh hamarey darya sookhey parrey hain, khaiti'barri naam ki rah gaii hai, jo ghala pedah hota hai ussey zakheera kar liya jata hai, ya ghair mumalik export kar diya jata hai. Qarza letey waqt khasoosan hamara America sey yeh muhahida hota hai keh ham Pakistan mein aik khaas miqdaar tak inaaj pedah karein gey, baqi hamein America sey ya doosrey mumalik sey lena parrey ga!

                      Baat yeh hai keh ham ney apney mulk ki pedawaar ko girwi rakh diya hai, keh aasani sey jo paisa bahir sey mil jaey woh ley lo, aur apney mulk mein mehnat na karo. Koi shay kam hoti hai to bahir sey mangwa lo. Aik kaam jo hota jaa raha hai, woh yeh hai keh Mulk qarzon key bojh taley daba jaa raha hai, aur hamarey beghairat aur zameerfarosh leader un per saanp baney bethey hain :)

                      Har kaam niyyat per moqoof hota hai, hamarey mulk mein kitney logon ki niyyat saaf hai, yeh aap janti hain. Wahan chahey qarza lo ya na lo, jab niyyat hi saaf nahin to kaam kya hongey?
                      Kis ney kah diya aap sey keh dono mulk same level per they???!

                      Taqseem key waqt riyasti ghundagardi ki intihaa yeh thi keh Pakistan key hissey key tumam assasey Hindostan ney rok liyey, yahan tak keh Pakistan key hissey mein aaney wali aik rifle tak Pakistan ko nahin mili. Hyderadab Daccan taqseem key waqt Pakistan ka hissah tha jis per raat bhar mein qabza kiya geya tha... Khair - yeh off topic hai. Aap apni history drust kijiyey ''
                      to bahi mare mera yeh kana tha k kam az kam us time k loog itnay buray to nahi thay.. ya pir kuch to khuda ka kauf to tha un k dilon mein.. aaj kal to na khuda ka dar uar na ksi ka .. tabi to yeh kuch ho raha hai..pakistan bana tha .. emaan strong tha logo ka .kushi the un main.. baad main wo b chali gaye.. kahir...

                      ok theek yeh aik point howa kay ghair mulki imdad say leader kay peet bhartay hain or boujh mulk pay parta hai ..
                      agar in leaders ka kuch mind ho to asa zara b na ho.. bt sachi baat to yahin hai in ko kaun aage lata hai.. kaun in ko vote data hai bana .. eyes open kar k... agar asa kartay rahay to yahain kuch to ho ga .. aur pir aik day yeh kana parta hai k hum ko kuch imdad cahaya ..aur agar ghair mulki imdad ka sahi istmaal keya jaye to pak .. bahut had tak.. aage ja sakta hai..:)
                      Last edited by wajid hanif; 9 September 2008, 10:21.

                      Comment

                      • #12
                        Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                        چونکہ گفتگو کا محور غير ملکی امداد ہے اس ليے اسی تناظر ميں آپ کے سامنے کچھ اعداد وشمار رکھنا چاہتا ہوں جو اسی فورم پر کسی اور تھريڈ ميں پہلے بھی پوسٹ کر چکا ہوں۔

                        سال 2002 ميں امريکی حکومت نے پاکستان کو صحت اور تعليم کے ضمن ميں 55۔39 ملين ڈالرز کی امداد دی۔ سال 2003 ميں صحت اور تعليم کے ضمن ميں ہی مزيد 145۔50 ملين ڈالرز کی امداد پاکستان کو دی گئ۔

                        اگست2002 ميں امريکی حکومت کے ادارے يوايس ايڈ اور وزارت تعليم حکومت پاکستان کے درميان ايک معاہدہ طے پايا جس کی رو سے تعليم کے شعبے ميں مزيد 100 ملين ڈالرز کی امداد پاکستان کے حصے ميں آئ۔

                        سال 2002 اور 2006 کے درميانی عرصے ميں يوايس ايڈ کی جانب سے تعليم، صحت اور معشيت کے شعبوں ميں پاکستان کو 449 ملين ڈالرز کی امداد دی گئ۔ ستمبر 2007 ميں حکومت پاکستان اور امريکہ کے درميان ايک معاہدہ طے پايا جس کی رو سے اگلے 5 سالوں ميں پاکستان کو مزيد 750 ملين ڈالرز کی امداد ملے گی۔ اس کے علاوہ اس سال فاٹا کے علاقوں ميں ترقياتی کاموں کے ليے 105 ملين ڈالرز کی امداد مختص کی گئ ہے۔

                        آٹھ(8) اکتوبر 2005 کو آنے والے زلزلے کی تباہی کے بعد يوايس ايڈ کے ادارے نے پاکستان کو فوری طور پر 67 ملين ڈالرز کی امداد دی۔ اس کے بعد ہونے والی تباہی سے نبرد آزما ہونے کے ليے اسی ادارے نے مزيد 200 ملين ڈالرز کی امداد حکومت پاکستان کو دی۔

                        سال 1951 سے لے کر اب تک يوايس ايڈ کی جانب سے صرف تعليم، صحت اور معيشت کے ضمن ميں پاکستان کو جو مجموعی امداد دی گئ ہے وہ 7 بلين ڈالرز ہے۔

                        پاکستان کو ترقياتی کاموں کے ضمن ميں سب سے زیادہ امداد دينے والا ملک امريکہ ہے۔ دوسرے نمبر پر جاپان اور تيسرے نمبر پر برطانيہ ہے۔ اس کے بعد جرمنی، فرانس اور ہالينڈ کا نمبر آتا ہے۔

                        ميں نے يہ سارے اعداد وشمار کسی آرٹيکل، کتاب يا رسالے سے نہيں حاصل کيے بلکہ براہراست يو ايس اسٹيٹ ڈيپارٹمنٹ سے حاصل کيے ہيں۔ يہ اعداد وشمار محض تعليم، صحت اور معيشت کے ضمن ميں ملنے والی امداد کےحوالے سے ہيں۔ اس ميں وہ امداد شامل نہيں ہے جو دہشت گردی کے خاتمے کے حوالے سے حکومت پاکستان کو براہراست دی گئ ہے۔ وہ امداد يو ايس ايڈ کے داۂرہ اختيار سے باہر ہے۔ ايک بات اور، يوايس ايڈ کا ادارہ نہ صرف حکومت پاکستان کو امداد فراہم کرتا ہے بلکہ پاکستان ميں کام کرنے والی بے شمار امدادی تنظيميں بھی اس داۂرہ کار ميں آتی ہيں۔ ان اعداد وشمار کو پيش کرنے کا مقصد يہ نہيں ہے کہ ميں آپ کے سامنے امريکہ کا مثبت اميج پيش کرنے کی کوشش کر رہا ہوں۔ اور نہ ہی ميں امريکہ کی خارجہ پاليسی کی حمايت کر رہا ہوں۔ اس ميں کوئ شک نہيں کہ امريکہ کی خارجہ پاليسی کے بہت سے پہلوؤں پر تنقيد کی جا سکتی ہے۔ ليکن ميں تصوير کا دوسرا رخ آپ کے سامنے رکھ رہا ہوں۔

                        کسی بھی ملک کی تقدير کے ذمہ دار"بيرونی عناصر" نہيں بلکہ اس ملک کے سياست دان ہوتے ہيں جو منتخب ہو کر اسمبليوں ميں جاتے ہيں اور ملک کے ليے قوانين بناتے ہيں۔ ليکن ہمارے ملک ميں سياست دان جب عوام کے سامنے پيش ہوتے ہيں تو اپنی کاردگی پر بات کرنے کی بجاۓ "کشمير ہمارا ہے" اور "امريکہ کا جو يار ہے، غدار ہے، غدار ہے" جيسے پرجوش نعرے دے کر اپنی تمام ذمہ داريوں سے ہاتھ صاف کر ليتے ہيں۔ کيا وجہ ہے کہ جو اعداد وشمار ميں نے آپ کے سامنے رکھے ہيں وہ آج تک کبھی کسی سياست دان نے پيش نہيں کيے؟

                        اگر امريکہ پاکستان کا خير خواہ نہيں تو امريکہ پاکستان کو امداد دينے والا سب سے بڑا ملک کيوں ہے؟

                        Comment

                        • #13

                          Originally posted by fawad View Post

                          Kahan Gaye Yeh................... Kuch Pata Chala .. ?

                          Comment

                          • #14
                            Re: ghair mulki imdad kay faiday or nuqsanaat kia hotay hain ?

                            عالمی سطح پر دو ممالک کے درميان تعلقات کی نوعيت اس بات کی غماز ہوتی ہے کہ باہمی مفاد کے ايسے پروگرام اور مقاصد پر اتفاق راۓ کیا جاۓ جس سے دونوں ممالک کے عوام کو فائدہ پہنچے۔ اسی تناظر ميں وہی روابط برقرار رہ سکتے ہيں جس ميں دونوں ممالک کا مفاد شامل ہو۔ دنيا ميں آپ کے جتنے دوست ہوں گے، عوام کے معيار زندگی کو بہتر کرنے کے اتنے ہی زيادہ مواقع آپ کے پاس ہوں گے۔ اس اصول کو مد نظر رکھتے ہوۓ امداد کے عالمی پروگرامز دو ممالک کے عوام کے مفاد اور بہتر زندگی کے مواقع فراہم کرنے کے ليے ايک دوسرے کی مشاورت سے تشکيل ديے جاتے ہيں۔

                            موجودہ دور ميں جبکہ ساری دنيا ايک "گلوبل وليج" کی شکل اختيار کر چکی ہے پاکستان جيسے نوزائيدہ ملک کے ليے امداد کا انکار کسی بھی طرح عوام کی بہتری کا سبب نہيں بن سکتا۔ يہ بھی ياد رہے کہ يہ بھی باہمی امداد کے پروگرامز کا ہی نتيجہ ہے پاکستانی طالب علم اور کاروباری حضرات امريکہ سميت ديگر ممالک کا سفر کرتے ہيں اور وہاں سے تجربہ حاصل کر کے پاکستانی معاشرے کی بہتری کا موجب بنتے ہيں۔

                            Comment

                            • #15

                              Originally posted by Fawad View Post

                              good points :thmbup:
                              aap ghair mulki imdad kay negative points main kia kehna chahian gay ?:)
                              Last edited by .; 10 September 2008, 00:00.

                              Working...
                              X