sallam.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
POEM: Afia Tujhay Salam.
Collapse
X
-
Re: Afia Tujhay Salam.
Ufffffffffffffffff Es ma ke Beti ka QARAZ har akk ka bhii ka ka Ser ka oper
ha...............ALLAH ham sab ko hemat da us ka Qarz Chuka
sakay.............Bohat ahca nazam pesh kya ha ..........SUFI Bhii
per ya app ka Avtar pic app ka sat sute nehi karta
app etnay achay insan plz..........bhii jasa kahraha hu....
Comment
-
Re: Afia Tujhay Salam.
Ham Aqal pa Jeya Nehi Kartay Muslam hay
Naqal ka Rah ma hey melta ha MUHMAD (SAW) ka rasta..
Sufard bhii maray bat ka mtlab app ka dil dhukana nehi laken
Khumari ke Zindage sa Utana hay..........Aysa hum ger ger
kar Khtam hojaygay...Last edited by Nokia_Afridi; 17 August 2008, 10:44.
Comment
-
Re: Afia Tujhay Salam.
Originally posted by Dil_E_Veran View Postbest wishes for Dr Afia .
suffard g tusi avatar main kin badmashon ko laga k rakhtay ho
JO SHARIAT KAY LIYAE MAR MITTAY WOH BADMASH AOR JO MULK KO KHA JAY WOH HERO...WAH SAHAB WAH....
BIYAN MAIN NUQTA E TOHEED AA TO SAKTA HAI MAGAR
TERAY DAMAGH MAIN BUUT KHANA HO TOO KIYA KAHIYAE??sigpic
Comment
-
Re: Afia Tujhay Salam.
Originally posted by suffard View Posthazrat aor kiya BAZAR E HUSSAN KI TAWAFON KI TASVEER LAGAON YAHAN PAR...
JO SHARIAT KAY LIYAE MAR MITTAY WOH BADMASH AOR JO MULK KO KHA JAY WOH HERO...WAH SAHAB WAH....
BIYAN MAIN NUQTA E TOHEED AA TO SAKTA HAI MAGAR
TERAY DAMAGH MAIN BUUT KHANA HO TOO KIYA KAHIYAE??
Comment
-
Re: Afia Tujhay Salam.
ae Dr Afia teri azmat ko salam
teri asmat ko salam
teri izzat ko salam
tere hosl ko salam
teri isteqamat ko salam
teri zehanat ko salam
tere imaan ki taqat ko salam
teri hurriyat ko salam
teri pamardi ko salam
aor tere ek ek zakhm aor riste huwe lahoo ki qasam
iss ka badla qudrat le gee inn zalmooon se
lekin!!!!!!!!
hum tujh se sharminda hain ke tujh ko hamare hi ghasib hukmaranooo ne dushmanooo ke hawale kar diya
woh jo teri hifazat ke zumadaar the unhooon ne hi tujh ko bech diya
kehte hain k Bilal musharraf aaj billion dollar ka malik hain
lekin kiya yeh sab dollar apne saath qabar main le jaaye ge
nahi hargiz nahi
aakhir hum bi dekhen ge
woh subah roshan
jis ka intezaar har dardmand dil ko haiaPakistan ke awam zinda dil aur bashaoor hain iss liye awam ko kamzor na samjha jaaye. ab mulk
main jamhooriyat ho gee aur aamriyat ke haami bhaag jaayen ge.:insha:
Comment
Comment