کیا یھ بات درست ہے کہ "مراعات یافتہ طبقہ حکمرانوں کے ساتھ ہوتا ہے اور انقلاب پسا ہوا طبقہ ہی لاتا ہے۔
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: Sawaal-Inqilaab
Collapse
X
-
Re: MUBAHISA: Sawaal-Inqilaab
Kaafi arsy baad Mubahisa Section mai KHUSHAMDEED
:welcome: :welcome: :welcome:
Ji ye baat darost hai :)
ap dekhye k jo bhi problems hooty hain wo hamesha ghareeb awaam hi face krti hai
aj kal Pakistan mai ager bijli ka buhraan hai to usko kon face kr raha hai????
Pakistan ki ghareeb awamm!
baaqi log to generator n UPS use kr lety hain
Similarly haqq k lye afaaz hamesha sy middle class n ghareeb log hi uthaty rahy hain.....or ye awaz tb uthti hai jb waqai apny buhat kuch jheela ho......ap halaat ko mehsoos krty hoon...apk sath zulm hoa ho to hi ap reaction show krty hain na??
Mujeh bataye kiya umrah k sath koi zulm hoota hai?
unhy crises jheelny pary hain?
unho ny kise dard ko mehsoos kiya hai Pakistan k lye?
unhy to rooti/kapra/makaan sab hi muyassar hai.....balky xtra muyassar hai to wo q kuch react krin gy???
to wo q inqilab lain gy? :)
Comment