Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

What you think abt it ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • What you think abt it ?

    Asslam o Alycum

    Aaj newspaper mein janab PM sab ka bayan parha tu sabiq raviyoon ke wajah se zehan mein kai sawalat aaye ke kia waqai ?

    yeah log qaum ko koi khushkhabri he dain gay , ya fer ?

    ap sab ka kia khayal hai is bare mein ?

  • #2
    Re: What you think abt it ?

    pata nahi humaray hukmuraanoon ko kia ho gia hay, sab aik doosray ko kuch na kuch keh rahay hain, sab pesa khanay mein lagay huay hain, koi mulk ka nahi sooch raha, aray bhai judges ko azaad karany say kia ho ga, mera nahi khiyaal iss ki abhi zaroorat hay, yahaan America Pakistan mein ghusnay kay tareeqay sooch raha hay aur humaray hukmuraan Paksitan say bahir hi ghoom rahay hain, pata nahi kia ho ga Pakistan ka, buss ab too waqai mein ALLAH chala raha hay Pakistan ko

    Comment

    • #3
      Re: What you think abt it ?

      Originally posted by designer4u View Post

      ap ke sari baatein theek hain :thmbup:
      laiken aik baat se mein akhtilaaf karoon ga, woh yeah ke judges ke bahali se gharib awam ko insaaf mile ga aur yeah mulak taraqi kare ga

      Comment

      • #4
        Re: What you think abt it ?

        Originally posted by Adnans View Post

        jub judges bahal thay...us waqt insaaf mil raha tha???
        kia iftikhar chaudhry kisi gareeb ka case handle kurein gein??

        aur kia is se pehle mulk tarakki kur raha tha??

        bhai yeh sub shatrange k muhraey hein...AMerica k lie...
        jin ko wo aik aik kur k use kur raha he.....aur apnae lie rasta bana raha hay.

        Haider abbas Rizvi ne aik TV channel pe kaha tha...

        "pehle dukano pe likha hota tha....Kahsmir ki Azadi tuk Udhar bund he....
        aur abb likha hota he...Judges ki Bahali tuk udhar bund he,,,"

        Comment

        • #5

          meray bhai mein aap ki raai ki qadar karta hoon, lekin mera nahi khiyaal keh jab jugdes bahaal thay too kuch khaas acha kaam ho raha tha, aaiay din aap news mein suntay thay keh falaan sahab jo keh beqasoor hain 3/4/5 saal ki saza muqumamal kar kah aa giay, bhai meray iss mulk kay poray system ko badalnay ki zaroorat hay, masala judges ka nahi hay, aap unhain aazad zaroor karain lekin abhi aur baray maslay hain unhain pehlay hal karna hay. Aur systtem ko badalnay hay too govt ko chahiyay keh laws par amal daramad sahi ho, humaray haan laws too ban jatay hain lekin un par amal nahi hota aur yehi harama sab say bara masla hay

          Comment

          • #6

            very true....

            Comment

            • #7
              Re: What you think abt it ?

              Originally posted by MSA View Post
              jub judges bahal thay...us waqt insaaf mil raha tha???
              kia iftikhar chaudhry kisi gareeb ka case handle kurein gein??

              aur kia is se pehle mulk tarakki kur raha tha??

              bhai yeh sub shatrange k muhraey hein...AMerica k lie...
              jin ko wo aik aik kur k use kur raha he.....aur apnae lie rasta bana raha hay.

              Haider abbas Rizvi ne aik TV channel pe kaha tha...

              "pehle dukano pe likha hota tha....Kahsmir ki Azadi tuk Udhar bund he....
              aur abb likha hota he...Judges ki Bahali tuk udhar bund he,,,"
              Janab yeah batayein ke Iftikhar ke ilawa kis judge ne somotto actions liye

              aur akhbar mein kisi ke khilaf ziyadti ke khabar pe notice liye

              Comment

              • #8
                Re: What you think abt it ?

                Originally posted by designer4u View Post
                meray bhai mein aap ki raai ki qadar karta hoon, lekin mera nahi khiyaal keh jab jugdes bahaal thay too kuch khaas acha kaam ho raha tha, aaiay din aap news mein suntay thay keh falaan sahab jo keh beqasoor hain 3/4/5 saal ki saza muqumamal kar kah aa giay, bhai meray iss mulk kay poray system ko badalnay ki zaroorat hay, masala judges ka nahi hay, aap unhain aazad zaroor karain lekin abhi aur baray maslay hain unhain pehlay hal karna hay. Aur systtem ko badalnay hay too govt ko chahiyay keh laws par amal daramad sahi ho, humaray haan laws too ban jatay hain lekin un par amal nahi hota aur yehi harama sab say bara masla hay
                oki janab u r absolutely right :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: What you think abt it ?

                  jo waday keye hain pooray kar kay deekhian achi baat hai :rose

                  lekan jo waday apni hakoomat kay 100 dinoo kay leye keye they woh to pooray nahi keye :D:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: What you think abt it ?

                    Originally posted by Adnans View Post
                    Janab yeah batayein ke Iftikhar ke ilawa kis judge ne somotto actions liye

                    aur akhbar mein kisi ke khilaf ziyadti ke khabar pe notice liye
                    mujhay to lugta he wo bhi unho ne is lie lia ho ga kyun k un ko un ka hissaa nahi mila ho ga....

                    waisi mein aik bat batao mujhay to yeh bhi lugta he...k
                    yeh
                    MUshaaraf
                    Nawaz Shareef
                    Asif Zardari
                    Ifthikar chaudhry
                    Ehtezaz ehssan..
                    Osama Bin Laden
                    Rehman Malik

                    yeh sub America k paid servent he...aur america/Israil Agency inhe use kur k...apna rasta bana rahi he...

                    Comment

                    • #11
                      Re: What you think abt it ?

                      Yehh sabb Zubanii Dawwayy hainnn,,,,,
                      Hoonaa Hawannaa Kuchh bhee naheeee
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: What you think abt it ?

                        haimsha sy jhoot aisy he bola jata hay
                        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                        See you Real Face in here 372-shed

                        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                        Comment

                        Working...
                        X