Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

    Asalam alaikum Respected Members,

    Aap sab ko khushamdeed hamara debate ka mauzoo hai "Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar"
    Iss debate mey her koi participate ker sakta hai leykin aap ney bas mandarja zeyl asooloN ki passdari kerni hai inshAllah. Jo key itney khatarnaak kisam key asool nahi heiN :-) bas aik friendly debate key liye kuch friendly asool



    Asool:-
    1. Topic sey bilkul nahi haTna..SIrf topic pey baat ho gi
    2. Topic key favour ya against mey koi team nahi hai. koi bhi member for mey bhi baat ker sakta hai aur against bhi
    3. Debate sirf 5 din chaley gi
    You may start your debate but plz with Respect :rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

      Originally posted by Xenya View Post
      Asalam alaikum Respected Members,

      Aap sab ko khushamdeed hamara debate ka mauzoo hai "Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar"
      Iss debate mey her koi participate ker sakta hai leykin aap ney bas mandarja zeyl asooloN ki passdari kerni hai inshAllah. Jo key itney khatarnaak kisam key asool nahi heiN :-) bas aik friendly debate key liye kuch friendly asool



      Asool:-
      1. Topic sey bilkul nahi haTna..SIrf topic pey baat ho gi
      2. Topic key favour ya against mey koi team nahi hai. koi bhi member for mey bhi baat ker sakta hai aur against bhi
      3. Debate sirf 5 din chaley gi

      You may start your debate but plz with Respect :rose
      waalaykum salam....zabardast...main jald as jald iss main hissa llaynay ki koshish keroon ga....:D:

      Comment


      • #4
        Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

        mein bhi inshaAllah is mein zaroor kuch na kuch ........... jitna ho saka

        Comment


        • #5
          Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

          :phool:
          Attached Files

          Comment


          • #6
            Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

            Assalama o aalaikum...

            waisi mein ne kabhi formal debate nahi ki he..:)

            kher eductaional nistitute mein abb political parties ka riwaj buhat aam ho gaya he.....kisi bhi new anay wale talib e ilm ko sub se pehle to yeh kaha jata he k humari tanzeem student k mufad mein kaam kurti he app ko kisi kism ki oi pareshani ho ya masla app hum se rujjo kurein....lekin asal mein yeh aik alfaz ki her pher ho ti he...aur is se logo ko apni taraf ghera jata he...aur yeh baat to sub jante hi he in k agur koi talib e il m ksi aik tanzeem emin phus jay to us ka waha se bahir nikalna mushkl hota he..aur us tanzeem se bahir nikalne ka rasta ya saza..mout hoti he...kisi acident ki sorut me....

            jaisa k sher ali bhai ne kaha k tanzemo ne pakistan k syasi umul mein buhat kaam ki ahe...lekin is k bar uks agur app kisi bhi tanzeem ka manshor dekien to wo un k amaal k bil kul ber aks hota he...beshtar jhagre aur tassadum zatti bunyado pe hote hein...apni ajara dari qam kurne k lie...kisi bhi taleemi idare mein apna raub aur superiority show kurne k lie....lekin agur khuda na khuwasta koi jani nuksaan hoto usse shaheed ka naam de dete hein...kia shaheed ki defn yahi he????

            syasi jamtein mulk mein inteshar k lie inhi tanzeemo ko use kurti he...aur kisi bare tasadum ki ibtida inhi tanzemo k tassadum se hoti he..

            agur goor kia jay to ...yahi tanzeeme taleemi idaro mein talba ko groom kurne...aainda mustaqbil k lie...aisa kurne k bajay ....wo logo ko gumrah kurte hien...yeh baat to sub k samne hi he...k jo talb e ilm...kisi tanzeem ka hisa hota he ...wo intentially or unintentially....classes se ger hazir hojata he...aur us ki perhai goya k us pe full stop lug jata he...

            in the end...pakistan mein tanzeeme wo role play nahi kur rahi jo unhe kurna chahie....agur yeh tanzeeme apus mein muthahid ho jay to mujhay yakeen he k yahi tanzeem aik buhat ahm hissa bun sakti he pakistan ki tarrakki aur khush hali k lie...

            Allah in tanzeemo ko uqul o shooor ata farmay
            Ameen

            Comment


            • #7
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                :donno:zyada nahi kaho gi per .........
                Talimi idaro ma dekha jay tu siyasi tanzemo ka koi kam nahi per aik kam ho sakta ha kah political leaders talimi idaro se liya jay aur un students ko liya jay jo aik leader ki sab khasosiyat rakhtay ho! takay atleast hum ya kah sakay kah humaray Leaders parhay likhay hain

                Comment


                • #9
                  Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                  Aap dono ka apna koi tarjarba hai?? Aap logoN ki uniz mey agar koi siyasi tanzeemeiN heiN tau un ka kya kirdaar hai uni mey aur bahar bhi??
                  mera as such koi tajurba nahi ...mein kisi tanzeem mein nahi ho..lekin miein jana chahta ho...magur jub mein tanjemo ko tassadum dekhta ho...mein ne 2 saal mien 3-4 jhagre dekhe he....aur wo is tarah k thay k mein yakeen nahi kur sakta k aik bunda bat se mar raha he...aur aik ko to eent se mara wo bhi itna qareeb sa k jaise do dost bat kurte hein....
                  yeh sub dekh k mein ne toba kur il he..warna mein chala jata...

                  infact colleges mein bhi mein ne dekha he...fortunately i was in a college whicch is not renowned for its education rather it is for its potics...
                  waha bhi yahi hota tha....sirf phadday aur jhagre...aur inhi phaddo mein jo k zati wajohat pe hote hein...kuch logo k taleme saal zaya huwa....aur jo jan se gay unhe shaheed keh dia gaya...dont know wo koun se shahed hein....

                  aik bat aur kehna chaho ga jo k mujhay thori achi lagi wo yeh k competetion ki waja se shayd...tanzeeme kuch bhale ka kam bhi kur wadeti he...jaisa book fair....picnic wagera...jahan shayd kuch fada ho jata he....
                  lekin jahan bat ati he kisi workshop/seminar ki to waha koi nahi jaata...bcoz wo political samjh k log jate hi nahi.....aur waha sirf un k apne hi bunde hote hein...

                  garz in totality tanzeeme taalib e ilm k mufaad mein kuch nahi kur rahi...
                  sirf apna faida dekh rahe hien aur apni power chate he...

                  Abb to tanzeeme jaissa mein ne pehla kaha sirf issi lie ho gai he...k koi bara political leader agur kisi shaer mein araha ho to us ko asaish farham kurne k lie awam ko gharo se pakr k maidan mein jama kurna...
                  aik party k rules ki mukhalfut ko banner pe likh k uni k dewaro pe lagana...
                  opposite party k bunde ko..tashuddud ka nishana bana na

                  mein to sochta ho...k hamare mulk mein sirf 2 parties ho....aik saal 1 syasut kure aik saal aik...koi election na ho...unhe k log university mein aur deger talimi idaro mein apna kaam anjaam dein

                  Comment


                  • #10
                    Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                    mery khiyal main es per debate ke koi zarort nahi kiun k yeh hakekat hay k dunia main sab sy gandi siasat pakistan main hy.
                    to seedi see baat hay k yeh taleemi nazam ko kharab ekr diy gi
                    main yehi khonga
                    [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                    See you Real Face in here 372-shed

                    Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                    Comment


                    • #11
                      Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                      وعیلکم اسلام
                      جو لوگ یہ سمجھتے ہیں کہ تعلیمی اداروں میں سیاسی سرگرمیاں یا تنظیمیں ایکٹو ہونے چاہیہں تو میں سمجھتا ہوں کہ وہ غلطی پر ہیں،،،،اسکولوںکالجوںاور یونیورسٹیوں میں سیاسی سرگرمیاں تعلیمی نظام کے لیے زھر قاتل کے مترادف بات ہو گی،،،،،میں بذات خود اپنے کالج دور میں ایک سیاسی تنظیم سے وابستہ رہا ہوں،،،لہذا میرے لیے یہ سمجھنا بالکل بھی مشکل نہیں کہ اسٹوڈنٹس کے لیے یہ کتنا نقصان دہ چیز ھے،،،ان تنظموں میں شمولیت کے بعد جو کچھ ہوتا ہے وہ سب ہی جانتے ہیں ،،، ،،اور جو شمولیت اختیار نہیں کرتے ان کے ساتھ ان تنظیموں کی جانب سے جس قسم کی ذیادتیا ں کی جاتی ہیں وہ بھی سب ہی جانتے ہیں،،،لیزا میں سمجھتا ہوں تعلیمی اداروں میں ُپڑھائی اور صرف پڑھائی ہو نا کہ تنطیمی چکر بازیاں،،،،
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • #12
                        Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                        Ali Garhh kayy Students aoor aaj kayy Std mian zameen aoorr aassamman kaa faraazz haiiiiiiii.............aajj harr Tazeem Tallemmi Idarroo main sirraff appnaa Holld Chhahhtee haii aoorr uss kayy lieyy harr Jaizo Najaizz tareeqaa isttammal karteee hainnnn...yehh sabb std khass toor parr new stds kayy lieyy bohhat ziadaa pareshanii kaa sabbab banntta haii ....joo students sirff Parrhhnnay kayy lieyy aaattay hain wohh inn Tanzeemmoo kii wajaa sayy Bamushkil hii apnii Parhaii parr Concentrate karr pattay hainn........aoor noobatt Laraii Jhaggrroon sayy layy karr Khhoon Kharrabbay takk jaa pohanchhtii haiiii,,,,,Mairaa too iss sillsallay mainn boohat hii buuraa experience haiii..Main bazzat e Khood apnaaa Best Friend iss Tanzzeem Bazii main hameshha kayy lieyy Ganwaa Baithaa hoooo(Allah ussay Jannat main jaggahh aataa farmaieyy)......
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                          Aap sab ka bohot sara shukrya.... as promised mey report zaroor post karun gi her debate ki alag sey ... thora sa waqt ley ga leykin mey zaroor inshAllah post ker duN gi

                          once again thank you very much for your contributions
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Debate:Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar

                            AOA !
                            xenya ab debate ending marahil meiN he lakin meiN apna opinion record karvana chahungi :)
                            merE khayal se taleemi idaron meiN sayasi tanzeemon ka koi kaam nahiN
                            ye sirf oR sirf manfi kamon ki targheeb deti heiN is tarah talibilm parhai se door hote hieN .larrai ghagrre bhi isi ki vaja se zyda hote hieN khof o hiras meiN mutila talibilm kya khak parrhai karenge

                            Comment

                            Working...
                            X