Asslamo Alikum :)
Kese hain sab ? ummid hay kharyet se hon gay. aik bohat arse baad Behas-o-Mubahisa main aik thread shoro kar raha hon aur is ummid ke sath ke is per aap logoN ke keemti comments parhne ko milain gay. inshALLAH :)
Kuch din pehle aik aadmi ne apni pehli BV ko talaq de di , aur doosri shadi kar li, us aadmi ki 2 betyan thin aur beta nai tha. us ne BV ko talaq de di aur betyon ka NIKAAH QURAAN se kar dya.. to mere zehn main kuch batein uthiN
1) Yeh QURAAN se nikaah se kya murad hay? Mafhoom bataye ga plz.:donno:
2) kYa is ki deeen main koi gunjaesh hay?:donno:
3) Us aaadmi ke khilaaf koi iqdaam karna chahye?:donno:
4) is topic per mujhey detail chahye. kuch ilm nai hay.....:)
aap ke comments ka intezar rahe ga.
shukrya

Comment